Kabhi bhi chote account pe risk na len.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabhi bhi chote account pe risk na len.
    Dear members aik baat ka hamesha khayal rahe k chote account pe kabhi bhi risk na len. Hamesha us pe safe trading karen. Aur chote account k mutabiqat k hisab se trade lagayen. Ziada Risk umoman chote account ka complete safaya kar dete hen. Is waja se behtar hai k hum koshash kare k hum zyada risk na le. Aur hamari koshash honi chaheye k hum chote account pe kam se kam lots ka istemal karen. Forex trading me bohut hi ziada risk hai. Chote account holder ko commodities ki nesbat currencies pe tarjeeh honi chaheye ta k us ka risk kam ho. Q k commodities me risk currencies ki nesbat bohut zyada hota hai. Commodities aam tawar pe halat aur news k hisab se change ho rahe hote hen jab k currencies analysis ki bunyad pe taghayur pazeer ho rahe hote hen. To is waja se currency me trading karen aur zyada lots na lagaye to behtar hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kabhi bhi chote account pe risk na len.

    Real Forex member Forex trading risky business hai isliye aapko Kamyab hone ke liye risk ko manage karna jaruri hai agar aapka account Chhota hai to aap kabhi bhi Bada risk Naal Hai Kyunki Jab aap apne account Se Bada risk Le lete hain tab bhi aapko Forex Mein loss hota hai aur aapko profit Nahin Mil pata hai isliye Apne risk ko manage karte hue kam Karen
    Last edited by ; 11-05-2020, 06:16 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Kabhi bhi chote account pe risk na len.

      Bhai aap yah kya baat kar rahe ho photo kaun Paresh Dena chahie Chhote kaun se Banda ki dress Le sakta hai choti kaun se Ham Itna Kidhar Rahte the Chhote Kaun Tere lekin Tu Thodi Der mein kya Antar bhai Karenge yah pata nahin Kaun display Nahin ke liye kaun kaun aa Bada hona lajmi hai ki market Agar Ek Sath remove Kare To Hamara Kaun ko Pareshan ko Bolta Shakti aur dwara Tak aane ka Kamar account is bandar se kya aap kya baat kar rahe ho ke chote Kaun wale ko de dena chahie ya to aap bilkul sahi baat kar rahe hain
      • #4 Collapse

        Re: Kabhi bhi chote account pe risk na len.

        G hy bilkuk hm kbhi bh chot account par risk Nhi lana chya blky soch semjh kr acha konwldg ky sath kam krnw chya tb hi kamyb Ho ga or acha profit hsil kr saky ga ugr la parvi kra ga to account wash kr bhth ga
        • #5 Collapse

          Re: Kabhi bhi chote account pe risk na len.

          ji bilkul mere Bhai aapki baat se Ham log yahan per forex trading business mein kamyab hone ke liye kabhi bhi chhote kaun sa risk nahin Dena chahie agar Ham chhote kaun sa risk lenge to Ham log Jahan per vah Jo hamare account mein balance hoga Ham use bhi gava denge isliye hamen chhote kaun ke sath hi rishta nahin Lena chahie agar aapko experience hai to aap usmein display sakte
          • #6 Collapse

            Re: Kabhi bhi chote account pe risk na len.

            g han ap naay shi kha hy humain jbhi bhi chotay account pay risk nhi layna chahiyaaay or humain es main apnay account kay mutabiq he trade lgani chahiyaay agar humara aaccount small hy or hum big lot lgatay hain to es say humain loss ho sakta hy to humain aisa kur kay risk nhi layna chahiyaaay or apnay smalll account ko wash nhi kurvana chahiyaaay humain es account ko safe rukhna chahiyaaay or es main apnay account kay mutabiq he lot lganay chahiyaaaay yeh na ho keh humain loss ho jay or humari mehnat bhi zaya ho jay to soch samujh kay kam kurna chahiyaaay
            • #7 Collapse

              Re: Kabhi bhi chote account pe risk na len.

              ji haan apny sahi kaha haihamein kabhi bhi choty account par risk ni lena cahoye q k agar haam risk lain gy tu hamein kabhi bhi acha trader ni ban sakty hain is liye hamain risk sy avoid kara cahiye q k risk ho hamesa apny account k hisa sy e lain.
              • #8 Collapse

                Re: Kabhi bhi chote account pe risk na len.

                Ji han aapki baat bilkul theek hai kabhi bhi Hamen Chhote account per race Nahin Lena chahie aur na hi big lot size use karna chahie aur na hi gold ki taraf dekhna chahie gold aur Aisa ped hai jo Hamare Chhote account ko wash kar sakte hain Hamen ine chijon Se Dur Rahana chahie agar humne Aise Mein fayda Hasil Karna Hai To Hamen mehnat karna Hogi tab hi Ham Kamyab Ho Sake ga
                • #9 Collapse

                  Re: Kabhi bhi chote account pe risk na len.

                  Forex trading mein achi trading ke liye ache bonus Ka hona bahut hi zaruri hai aur forex main jitna acha hamara bonus hoga Forex mein itni achi trading kar sakte hain aur itna acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain isliye forex mein jitna ho sake zyada se zyada bonus ko jama karna chahie aur forex mein hamen koshish karni chahie ke Forex mein hamen trading mein normal lot size use karna chahie jismein risk bhi bahut kam hota hai aur is tarah se Forex main ham achi trading kar sakte hain aur Forex mein ham thode thode profit se achi earning bhi hasil kar lete hain aur is tarah se Forex mein ham loss se bhi bach sakte hain jisse Forex mein hamare account bonus safe ho jata hai aur Forex trading ek risky business hai jismein profit hasil karne ke liye hamen risk lena padta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kabhi bhi chote account pe risk na len.

                    Yes dear ap theak mashwara dy rahy hain ham sab ko money management k sath trading karni chahye aur money management mein har cheez aa jati hai apko risk kisi bhi tarha se risk ni lena chahye agar apka account balance kam hai tu risk bilkul na lyn itna risk lena chahye jitna apka account loss afoard kar saky aur ap loss ko recover bhi kar sako aur over trading bilkul ni karni chahye
                    • #11 Collapse

                      Re: Kabhi bhi chote account pe risk na len.

                      G pyary bhai hamen kabhi bhi choty account k uper risk nai lyna chahiye agar hum risk len gy aur loss ma chly gay to hamara account wash ho skta hy. Isi lye hamen chahiye k hum market k sahi entry point ka wait kren aur jab hamen sure ho k ab hum sirf profit hi len gy aur loss ma nai jaen gy tab ja kr hamen trade lagani chahiye ta k hum apna balance barha saken aur capital barha kr dobara profit hasil kr saken. Thank you.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kabhi bhi chote account pe risk na len.

                        Je bilkul small capital ho to bohat hi care k sath trading karni padti ha, q k is ma risk ziadah hota ha is lye hamain chotay account ma risk ni lena chaye balke money management k hisab se trading karn chaye jaisay
                        == small lot size ko use karain 0.01 lot size
                        == stop loss and take profit ko use karain
                        == trend ko follow karain
                        == greed se avoid karain
                        == apnay emotions ko control ma rakhain
                        • #13 Collapse

                          Re: Kabhi bhi chote account pe risk na len.

                          ji han dear friend main ap ki baat say agreee karta hn ap nay sahi kahahai agr ap nay is amin achi tarh say kamyb ho jao gya agar pa nys i amin achi tarh sya mehnat kar li to ap is main achi tarh sya kamyb ho jao gay dear frind bus pa nay apnay account kay layay risk nai lain hai agar ap nay is main achi tarh sya kamyb hona hai to ap ko chayay ap is main achi tarh say kamyb ho jao gy dear friend bus apnay is mani achi tarh say kamyb ho jao gay dear friend bus ap nay is main achi tarh say kabhi ap is main chote account per risk na lain dear friend bus ap nay is main achi tarh say mehnat karin aur is main achi tarh say kamyb ho jain
                          • #14 Collapse

                            Re: Kabhi bhi chote account pe risk na len.

                            g han dear bilkul pak forex business mein kam kerne kilye hamain choty account par risk nahi lena cheye kuin ke choty account ke wash hone ke chance zeyda hoty han es liye currency pairs par trade lgna cheye jitna zeyda ham trading knowledge or experience se kerty han utna hamain achi success bhe zror milty han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kabhi bhi chote account pe risk na len.

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanakalsom1166 پيغام ديکھيے
                              Dear members aik baat ka hamesha khayal rahe k chote account pe kabhi bhi risk na len. Hamesha us pe safe trading karen. Aur chote account k mutabiqat k hisab se trade lagayen. Ziada Risk umoman chote account ka complete safaya kar dete hen. Is waja se behtar hai k hum koshash kare k hum zyada risk na le. Aur hamari koshash honi chaheye k hum chote account pe kam se kam lots ka istemal karen. Forex trading me bohut hi ziada risk hai. Chote account holder ko commodities ki nesbat currencies pe tarjeeh honi chaheye ta k us ka risk kam ho. Q k commodities me risk currencies ki nesbat bohut zyada hota hai. Commodities aam tawar pe halat aur news k hisab se change ho rahe hote hen jab k currencies analysis ki bunyad pe taghayur pazeer ho rahe hote hen. To is waja se currency me trading karen aur zyada lots na lagaye to behtar hoga.
                              Ji han Jinke pass kam bonus hai aur Jin ke pass Chhota account hai unko kabhi bhi Forex Market Mein risk Nahin Lena chahie unko Hamesha forex market Mein Soch samajhkar aur kam lot size use Karke trading Karni chahie Kyunki Agar Ham kam Soch chote account ke sath forex market Mein risk Lekar trading karte hain to isase hamare account ko nuksan pahunch sakta hai aur Hamen bahut jyada loss ho sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X