hum trading kurtay waqt apnay mind ko jitna fresh rukhay gay utna he loss kum ho ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hum trading kurtay waqt apnay mind ko jitna fresh rukhay gay utna he loss kum ho ga
    ASSALAM O ALAIKUM ; FRIENDS main ap say yeh kehna chahti hon keh jub hum es main trading kurtay hain or trading kurtay waqt hum apnay mind ko jitna fresh rukhtay hain utna he loss kay chances kum ho jatay hain to humain agar es main loss kay chances ko kum kurna hy to humain es main first of all apnay mind ko fresh rukhna hy tub hum say achi trah say trading ho sakay gay or hum apni trading main kamyab bhi ho sakay gay or hum es main say acha profit bhi gain kur sakay gay bs hum nay apnay mind ko fresh rukhna hy:1f607:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hum trading kurtay waqt apnay mind ko jitna fresh rukhay gay utna he loss kum ho

    Dear member aapane bilkul sahi kaha hai for extending Mein Jab aap fresh mind ke sath apni trading karte hain to aapko loss hone ke chances kam se kam hote hain to aapko chahie ki aap apni trading karte waqt Apne mind ko fresh rakhen aur Agar aapka mind prashn nahin hai to aap apni trade na Karen Kyunki Aise aapko market ki situation ka Kabhi Bhi acchi Tarah Se pata nahin chalta jisse aapko loss ho jata hai
    Last edited by ; 11-05-2020, 06:10 PM.
    • #3 Collapse

      Re: hum trading kurtay waqt apnay mind ko jitna fresh rukhay gay utna he loss kum ho

      اصل پيغام ارسال کردہ از: ZainabBaloch پيغام ديکھيے
      ASSALAM O ALAIKUM ; FRIENDS main ap say yeh kehna chahti hon keh jub hum es main trading kurtay hain or trading kurtay waqt hum apnay mind ko jitna fresh rukhtay hain utna he loss kay chances kum ho jatay hain to humain agar es main loss kay chances ko kum kurna hy to humain es main first of all apnay mind ko fresh rukhna hy tub hum say achi trah say trading ho sakay gay or hum apni trading main kamyab bhi ho sakay gay or hum es main say acha profit bhi gain kur sakay gay bs hum nay apnay mind ko fresh rukhna hy:1f607:
      XE Forex trading Mein mind ka fresh Hona bahut jaruri hai Kyunki Agar aapka mind fresh Nahin Hai To aapko mistake hone ke chance hote hain Kyunki mistakes Jab Bhi hoti hain to uski vajah se aapko loss Aise Hote Hain Jo aapane Jab Bhi apni trade karni hai To Apne mind ko fresh karna hai aur sari tension mind se nikalkar pet reading start karni hai agar aap Aisa kam karte hain to aapko bahut jyada fayda Hoga aur aapki trading bhi bahut jyada acchi ho jayegi.
      • #4 Collapse

        Re: hum trading kurtay waqt apnay mind ko jitna fresh rukhay gay utna he loss kum ho

        Reading karte waqt khane Apne mind ko fresh Rakhna chahie Agar Hamara mind fresh Nahin Hoga depressed hoga To Ham Chhed nahin kar Sakenge aur ham loss kar lenge isliye main chahie ki Prit karte waqt Apne mind ko fresh rakhen Taki Ham Jyada Se Jyada Tum Achcha se kar sake aur acchi trade kar sake
        • #5 Collapse

          Re: hum trading kurtay waqt apnay mind ko jitna fresh rukhay gay utna he loss kum ho

          ji bilkul mere Bhai aapki baat bharosa Ham log yahan per forex trading business mein jitna apne mind ko fresh rakhenge utna hi Ham logon se bhej sakte hain aur acchi prakhand kar sakte hain acchi profit and karne ke liye hamen apne mind ko har Hal mein face rakhna hoga trading karte waqt otherwise aap trading na Karen yahi aapke liye achcha hoga
          • #6 Collapse

            Re: hum trading kurtay waqt apnay mind ko jitna fresh rukhay gay utna he loss kum ho

            G hy bilkul treading krty wqta jitna ziyada mind frsh Ho ga hm utna hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky gs is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra market ko semjh acha sa analysis kra achi qulit ka kam kra tb hi kamyb Ho ga
            • #7 Collapse

              Re: hum trading kurtay waqt apnay mind ko jitna fresh rukhay gay utna he loss kum ho

              yes bro hum agr hum forex py trading kr rhy hen aur es men agr apko kamyabi hasil krna hy to apko es men apna mind set krna hoga es men hum apny mind ko bhe fresh he rkhen gy to apko kamyabi mil skti hy aur ap es men trading krty hoy es men apny mind ko set rkhna hoga tb he es men kamyabi aur achi earning krskty hen
              • #8 Collapse

                Re: hum trading kurtay waqt apnay mind ko jitna fresh rukhay gay utna he loss kum ho

                Han mere bhai tumne bilkul theek kaha jab hamara mind fresh hota hai tab hamare mind mein new ideas aate hain Aur an idea ki madad se ham trading bahut hi acchi kar sakte hain Aur agar hamari trading acchi hogi to hamen loss nahin hota iske liye yah bhi zaruri hai ki ham apna sara time forex ko den Aur ham har waqt live rahe isliye hamen for update ke bare mein maloom hota rahega Hi hai hamare mobile ki technology jo hamen fresh sakti hai
                • #9 Collapse

                  Re: hum trading kurtay waqt apnay mind ko jitna fresh rukhay gay utna he loss kum ho

                  yes agr hum is main tension main kam krte hein tu hume kameyab hone main dori muskil hoti ha agr hum is main relex mind k sath kam krein gey tu hum asani se kameyab be ho sakte hein hume samjdari se kam krein gey acha work krein gey utni hi jaldi kameyab be ho sakte hein hardwork krein acha work krein utni hi jaldi kameyab be ho sakte hein tecncial analysis ko fallow krein asani ho gey kameyab hone main
                  :1f60d: hard work :1f60d:
                  • #10 Collapse

                    Re: hum trading kurtay waqt apnay mind ko jitna fresh rukhay gay utna he loss kum ho

                    G han bhai Jan apny thik kha hy k ham trading karty waqt jitna apna mind ko fresh rakhin gy utna ham is kam main acha profit hasil Karin gy yeh aik Aisa Kam hy trading ka jis main hamain tension mind hi Kar Kam Karin gy to ham is kam main or bhi loss kha in gy is liay loss ka dar na rakhin or apny Kam par focus Karin
                    • #11 Collapse

                      Re: hum trading kurtay waqt apnay mind ko jitna fresh rukhay gay utna he loss kum ho

                      Marshall humko chahie trading karte waqt Apne mind ko pareshan karna chahie kyunki unko Roz Nahin Hoga agar ham sochke reading karenge aur nalsa Karke ismein trading karenge tumko Kafi achcha fayda mil sakta hai aur ham ismein behtarin aur acche tarike se kam karna chahi
                      • #12 Collapse

                        Re: hum trading kurtay waqt apnay mind ko jitna fresh rukhay gay utna he loss kum ho

                        Ji han my dear friend ham trading karte waqt Apne mind Ko freah Rakhe ge itna hi loss kam Hoga Agar ham Apne mind ko fresh Nahin Rakhe ge aur trading karte rahenge To Ham ismein ulta loss hi Karenge Hamen ismein Kuchh Bhi fayda Hans Nahin Ho sakega isiliye Hamen profit Hasil karne ke liye Apna mind fresh Rakhna hoga tab hi kamyabi Hogi aur loss kam hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: hum trading kurtay waqt apnay mind ko jitna fresh rukhay gay utna he loss kum ho

                          Yes dear forex trading fresh mind k sath karni chahye agar ap ka mind fresh hoga tu uska apko ye faida hoga k ap k analysis achy hon gy aur apki trades profit mein close hon gi aur agar ap fresh mind k sath kam ni karyn gy tu ap achi tarha se analysis ni kar payn gy aur apko market mein loss hoga is liye ap rest pooara kiya karyn aur jab apka mind fresh ho aur ap physical ly bhi theak hon tu ap us time trading kiya karyn
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: hum trading kurtay waqt apnay mind ko jitna fresh rukhay gay utna he loss kum ho

                            Trading karty howay hamay zaida se zaida chart pa focus karna chahiye kio ka is se hi hamay faida ho ga hamay apny trade ka baray ma full clear hona chahiye kio ka agar ham trade ka baray ma clear nahi ha or hamara mind be fresh nahi ha tu ham achi trade nahi kar sakay gy.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X