Always Use Stop Loss And Take Profit Order

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    stop loss aur take profit aisay option hain jo kay har trader ko apni trades main lazmi use karnay chaiye. stop loss to humein apni trades main lazmi use karnay chaiye kyun kay iss say hamara capital safe rehta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Agar aap stop Los or take profet ko use karty hai To aap zaida Los se bachata or aap jitna prophet chaty lene main help karta ha
      • #33 Collapse

        g haan g bilkul main ya samjta hun k forex main stop lose aur take profit aik boht hi use full tool ha aur baat ya ha k forex main agar ap stop lose aur take profit wali tools ko use karo gay to ap ko boht fiyda ho ga aur ap k liya ya cheezain boht use full hain
        • #34 Collapse

          Main aap ki baat se 100% agree hon pakistan jaise country main stop loss aur take profit k baghair trading kerna bohat khatarnak he kun k yahan bijli ka koi pta nahi chalta ager ap ne in dono k baghair trade lgai ho aur light chali jae to mumkin he jub light wapis aae to aap ka leverage 0 ho chuka ho is liye profesional trading k liye stop loss aur take profit ka option bohat zaroori aur best he.
          • #35 Collapse

            yes i can use stop when loss and take profit.when Forex trading loss it is not good to continue it.when it make profit i will take it. It is important to know that when business loss or profit.So that we need enough knowledge about it.
            • #36 Collapse

              Forex trading aik business he jo humin profit bhi deita he magar es ko risky online business bhi kaha jata he es ki wajah he es min market ki tabdeel hone walai situation es lei to hum ye advise karte hin k soch samjh kar trading karin aur time ka wait karin to behtar he.
              • #37 Collapse

                Yes app ny my trading fellow bilkul theek kaha hy k humean forex trading main stop loss must use kerna chaheay koun k professionals traders wohe hoty hain jo apni trading main stop loss ko use kertay hain oir safe trading kertay hoey acha profit bnatay hain
                • #38 Collapse

                  hamen always take profit and stop loss ko use karna chahiye because yeh aik bht hi bara online busi ess he aur bht hi riaky he ialiye hamen is mn always stop loss and take profit ko use karna chahiye
                   
                  • #39 Collapse

                    Stop loss aur take profit ka sab say bara faida yahi hay k hamary loss ki ik limit lag jati hay aur hamen hamry loss limit say zayada ka loss nahi ho sakta.. Hamen take profit aur stop loss tool zaroor use karni chahiye..
                    • #40 Collapse

                      arslam apnay bohat achi information say agahi di main apki bat say agree karta hun...lakin yeh option long trade aur buze person k liy zyada faida mand ha.. mairay khyal main agar ap low investment pay new trader ho to apki trading duration main khud active ho market conditions ko judge karna chahiye...
                      • #41 Collapse

                        g han bilkul stop loss or take profit hamy big loss se bacha sakta hay or ham forex me tab hi kamyab ho sakty hey jab ham stop loss or take profit use karen gey
                        • #42 Collapse

                          aslamualekum dear :) g han ap ne bilkul theek bat ki ha k hamen forex ma trading karty howe stop loss aur take profit ka istamal karna chahye is se ham loss se bach jaty han aur jitny b achy traders han wo is ko use karyt hna
                          • #43 Collapse

                            G han sahi Katha he ap me k him ko jab bhibtrading kerni ho to us me stop loss and take profit zaror use kren is ka humbkonye faida he k is me hamara account safe rehta he
                            • #44 Collapse

                              Yes zaror ak kamyab tarder ki yehi pahchan ka ka wo apny har order main stop loss aur take profit ko use karta hai kun ke is tarah wo apna desire profit hasil kar leta hai aur apny loss ko limited bhi kar leta hai kun ke market kisi bhi direction main ziada move kar sakti hai is liye stop loss zaror use karainm aur apny loss ko limited rakhain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                you are right and that is to good for a new trader that they will use stop loss for safety and use take profit for more earning with him we should do well and in forex market they have own many important of these two tool my friend

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X