Lot Size minimum

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot Size minimum
    Dear members Hamen chahie ki Ham Apne lot size ko kam se kam rakhen Kyunki Jab Ham Jyada lot size Rakhenge to usmein Hamari trades ke profit Mein Jaane Ke chance to hote hain lekin Uske alava Hamari trade Hamen bahut jyada loss de sakti hai kam lot size per Hamen profit thoda Hoga lekin loss hone ke chances bhi kam hote hain isliye Jo log new hote hain unhen chahie ki vah Apne account ki growth ke liye minimum lot size lagaen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot Size minimum

    dear forex mambers forex trading main hmain small lot k stah trading karni chahye jis se hmain loss hony k chances bhi kam se kam hota hai es liye apko chahye k apni trading main loss hony k chances ko kam se kam karen ta k apko forex main acha pofit mily or kamyab trading kar saken
    • #3 Collapse

      Re: Lot Size minimum

      bilkul jee lot size minimum hi rakhen kyun k loss hony ki sorat main account wash na ho jay Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
      If you work hard no body can stop you from success
      • #4 Collapse

        Re: Lot Size minimum

        Aapko theatre karte waqt Apne account amount ko acchi Tarah charge kar lena chahie Jab aap apne account amount Ko Dekhkar trading Karenge to tab hi aap ek acchi planning ke tahat chatting kar sakte hain aapke account mein minimum amount hai to aapko chahie ki aap Jyada lootana Nepal ke aap minimum amount Se Hi trading Karen Taki loss Aane Ki Surat Mein aapka account washna ho jaaye
        • #5 Collapse

          Re: Lot Size minimum

          Yes dear aapane bahut acchi baat ki hai ki agar Ham trading karte hue lot size minimum Rakhenge to no doubt isase Humko profit bhi kam Hoga lekin iske sath sath Hamara nuksan hone ka chance bhi bahut kam ho jaega aur specially Jo junior members Hain unko kabhi bhi Laut kasise Jyada Nahin Rakhna chahie unko minimum Se Hi start karna chahie Aksar log advise Karte Hain Ki Jab aap trading start karen to aap 0.01 se start Diya Karen aur Iske bad gradually Jaise Jaise aapko experience Hota Jaaye Uske bad iski sizing aap increase kar sakte hain lekin start mein jyada size Rakhna aap ke liye Khatarnak ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Lot Size minimum

            Mere dost main aapke paas agri Karta Hun Ki ham log ko chahie ki Jab Ham Ko ham log Koi lot size Lagate Hain Ham Logon Ko chahie Ki Nahin aur Sahi Lage aani chahie aise hi hota hai kya nuksan Nahin Hota Hota Hai SBI logo chahie tabhi aap log koi train current rate Karni chahie all hotel khane se pahle aap log ko chahie ki market analysis kar rahe ho kya bolun Ko nuksan Nahin
            • #7 Collapse

              Re: Lot Size minimum

              Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men achi aur safe trading k liay small lot size ko use karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen aur forex trading men kamyab traders ki kamyabi ka raaz hi yehi hey k woh small lot size ko use kartay hen aur kam profit pe compromise kartay hen
              • #8 Collapse

                Re: Lot Size minimum

                smal lot size k bohat faidy hain kyo k ye kaksar hota hy k jab apki lot choti ho ge apka account ziada dair tak survive kary ga aur ye bhee mumkin hy k loss mein jany k bad wo wapas aye aur apka loss profit mein convert ho jae aksar log jaldi mein trade karty hain aur profit k chakar mein lot zsize ziadfa kar lety hain jis syn aksar unka account bhee wash ho jata hy hamesha pehly apny account ko grow karen jesy hi acha profit ho jae apna risk ziada kar len magar shuru mein sabre k sath kam karen
                • #9 Collapse

                  Re: Lot Size minimum

                  Ji dosto lot size lot minimum ISI rakhna chahie kyunki yahan Jin logon ka account balance bahut hi kam hota hai unko to zarur chahie ki vah apna lot size bahut hi kam rakhen 0.01kyunki Kafi logon ka account balance bahut hi kam hota hai aur vah lot size jyada rakh lete hain jinki vajah se unko Kafi loss hota hai aur vah pareshani ka sabab banta hai account bara hai tu aaplot size ko bada sakte hain kaun se aap lot size set kar sakte hain agar aapka lot minimum hai to aapko profit bhi thora kam hoga lekin achcha hoga aap jyada nuksan se bus jaenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot Size minimum

                    Hmen lot size km rkhna chaye 0.01 lot size best hy is se hmra loss ho to bhi km hota hy r agr profit gain hoto bhi km lot size main risk km hota hy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot Size minimum

                      I myself have always been a technician. I think that some of the mathe￾matical calculations are extremely good at showing you where a potential
                      trade can go in the future. Although technical analysis cannot predict the
                      future, it can give valuable insight into where a trade is going

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X