market ki analysis par study karen ...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market ki analysis par study karen ...
    ASSAlam o alikum ..members agar hum sub kamiyab hona chaty hain to hamen cheye k hum phly puri market ko analysis kya karen kun k hum analysis kar k he kamiyab ho sakty hain ...hamen analysis ko bhot value deni cheye or achi tarhan sa study par focus karna cheye tabhi hum bhot achy trader ban sakty hain..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market ki analysis par study karen ...

    Salam dear friend, umeed krta hu k ap bilkul theek Honge. Hamen market ko technically dekhna chahie Kyunki aajkal technical analysis kam kar rahe hain aur dusra Ja ki Ham fundamental ke Taur per bhi dekh sakte hain isase Hamen Achcha profit mil sakta hai. To Hamen bilkul sikhana chahie Jitna jyada ho sakta hai na lcs ko study karna chahie basically aapko pata hai ki teen type Karen Elson hote hain Jin mein se do bahut famous Hai technical 2 two fundamental three sentimeter third type hai vah Itni popular Nahin Hai Kyunki vah Ham Jaise Bhi Nahin kar sakte K traders ke kya sentiments hai kya baat hai kya hone wala hai kya hua Karne Wale Hain Kisi bhi chij ko bahut jyada kharidne Wale Hain Kis chij Ko Jyada sale Karne Wale Hain To Hamen Unka Nahin Pata Hota lekin technical jo sabse easy hota hai usmein vah trend ko observe karna Hota Hai Vahi aapko bahut accha profit De sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: market ki analysis par study karen ...

      Market cae analysis hamesha reliance market analysis study Karen forex trading mein analysis of trading mein kamyab ho sakte hain trading ek aisa word chapter hai jismein kamyabi ke liye aapko bahut jyada hi educated aur bahut jyada knowledge per hona jaruri hai agar aapane knowledge or experience ki best trading na ki toaapka trading mein koi bhi fayda nahin hoga aur aap mera rafta rafta bahut jyada toptime lenge aur aapki trading main aapki planning aapki specialties aur aapka kaam karna aapke liye kuchh bhi Kam nahin aaega.
      • #4 Collapse

        Re: market ki analysis par study karen ...

        Yes dear, kisi bhi pair main trading kar kay tab he successful hua ja sakta hay, jab hum market situations and analysis ko importance dain, or is pair per market situation ka impact note karain, market analysis jinko fundamental analysis bhi kaha jata hay, hamain trade ki kafi had tak true prediction daity hain, or isi waja sa hum aksar trade main successful ho ker earning karty hain.
        Last edited by ; 11-05-2020, 04:45 PM.
        • #5 Collapse

          Re: market ki analysis par study karen ...

          bilkul aapki baat sahi hai hamen forex trading business ki market analysis karna chahie jab Ham market ke analysis kar lenge tab hamen itna loss nahin hoga Ham acchi aur jyada profit gain kar sakte hain isliye ismein kamyabi hasil karne ke liye hamen market ke analysis karne chahie analysis jab kar lenge tabhi Ham success ho sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: market ki analysis par study karen ...

            Ge han dear hamen chaye kay ham market ko achi tara say analyse karen phir he trade kamyab ho ge, agar jldbazi say kam ho ga to aiska nateja loss ho ga islye hamen loss say safe rehanay kely loss say dor rehna ho ga tab he ham forex men grow karen gay hamen chaye kay time table say kam karen jab he ham koi target complete kar payen gay.
            • #7 Collapse

              Re: market ki analysis par study karen ...

              forex main hum es main analysis ko use kar kay hum es man kam kar skty hain hum es main den main be kam kar skty hain hum es main rat main be kam kar skty hain agr hum es main lalche bn kar hum es main kam karain gain to humian es main loss ho agh our humara account be wash ho jay ga our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humian es main loss ho ga
              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
              • #8 Collapse

                Re: market ki analysis par study karen ...

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Fairynaz پيغام ديکھيے
                ASSAlam o alikum ..members agar hum sub kamiyab hona chaty hain to hamen cheye k hum phly puri market ko analysis kya karen kun k hum analysis kar k he kamiyab ho sakty hain ...hamen analysis ko bhot value deni cheye or achi tarhan sa study par focus karna cheye tabhi hum bhot achy trader ban sakty hain..
                Forex trading Mein Jab Ham market ke analyse Karte Hain To Hamen bilkul bhi ghabrana nahin chahie aur na Pareshan hona chahie Hamen ful cool mind ke sath maarpeet ke analyse karna chahie aur acchi acchi trade dhundh cut karne chahie To Ham Forex Mein Kamyab aur successful Ho jaenge.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: market ki analysis par study karen ...

                  Hamen training karte waqt market ke transco dekhna bahut jaruri hai agar Ham architraves Ko Dekhenge aur acchi plan Karke kam Karenge To Ham success kar sakte hain to doston yah jaruri hai ki train hai karne se pahle market ke movement ko analyse kar liya Jaaye aur uske bare mein acchi padhaane karke hi kamyabi Hasil ki kar sakte hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X