Mistake main bhi learning point
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistake main bhi learning point
    Aslam o alikoum dear brother agr kisi bhi trader ke trading main koi mistake ho jati hai too wo bhi us ko learning ka aik process banaiy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistake main bhi learning point

    bhai main aapse Baatein aagrah Karta Hun Ki mistake Mein Mila Nahin Hote Forex trading Mein Ali time Hai humse Jo mistake hoti hain to unhen bhi Hamare liye ek learning aur ek Achcha listen Hai To Bataye Hamen se ko badhane ke liye Hamen yah sanvidhan ke liye Amin Sheikh achha listen abhi karna chahie aur time table chart
    • #3 Collapse

      Re: Mistake main bhi learning point

      jee aap nay sahi kaha mistakes insan ki life main hoti rehti hain but hamain un ghltion say seekhna chahiay aur apni trading ko behtr bnana chahiay Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
      If you work hard no body can stop you from success
      • #4 Collapse

        Re: Mistake main bhi learning point

        Jo log bhi apni mistakes se learn karte Hain vah log hamesha aage nikalte Hain vah har field mein kamyabi nikaalte hain koshish karen Apne Man se sikhen apni galtiyon ko aur kam Karen aur accha knowledge Karen aur jyada se jyada learning Karen aap jitna jyada yahan per land karenge Na sakengeapni Galti hone se Jo bhi insan sakta hai vah hamesha kamyabi ki taraf jata hai koshish karen apni mistakes se sikhen
        • #5 Collapse

          Re: Mistake main bhi learning point

          Dear jab Ham trading kar rahe hote hain to aapko pata hai ki yah Itna Aasan Kam Nahin Hai humse sometime ismein Koi Galti Ho Jaati Hai ismein galti ho jana Koi Itni Badi Baat Nahin Hai ismein Itni tension lene ki jarurat Nahin Hoti mistake ko repeat na karna aur use mistake se learning Hasil karna Na Ek acche trader Ki Nishani Hai agar aap Vahi mistake repeat Karenge to aap kabhi bhi acche trader Nahin Ban Sakte aap Jab Ek Jagah Galti karte hain same Usi Jagah per FIR Jab aapko mauka Milta hai to aap ko Chhaya ki aap use Galti ko repeat na Karen aur uske against jakar Ek Achcha Faisla len jo aapko profit ka Shabab Bane Jis Jagah bhi pahle aapko nuksan hua tha
          • #6 Collapse

            Re: Mistake main bhi learning point

            Forex trading business se aapko bahut jyada mistake ho sakti hain to aapko chahie ki mistake se Kuchh Na Kuchh Sikho chahie jo bhi acche Bane Hain vah bhi pahle mistake se Kuchh Na Koi sikhe Hain Agar aapse Koi mistake ho jata to aapko chahie kya puch Itna knowledge are Sar Karke Dobara aap Seva mistakes Na Ho Jab Apne mistakes per Jaate Hain To aap a sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Mistake main bhi learning point

              G bilkuk aisa hi hy agr hm log apni mistake sy learnb kerty hy tu mai kehta hun kyt abahutr hi asani ky sath hm log is main kamayb hos katy hy wesy koi msuhkil kam nahi hy bas ahm logo ko tabhi maybi milytoi hy jab hm log sahi mehnat karty hy or is ko sekhty hy wesy koi mushkil kam nahi hy bas ap ko kamaybi ky liay lamzi si bat hy ky hm log kamayb tabhi ho skaty hy jab mehnat karty hy tu hi kmaybi milti hy.
              • #8 Collapse

                Re: Mistake main bhi learning point

                G hn bhai forex mn jab hum sy mistakes hoti hn to hum in sy learn krty hn q k forex ek acha business ha mistake hony sy insan ko apni galti ka ehsas hota ha or wo apni galti ko thk krny ki koshish krta ha or isi trah sy wo kamyabi hasil krta ha forex mn hmen bht mehnat krni parti ha jab tak hum mehnat nhe kren gy tab tak hum is mn kamyab nhe hn gy is lye apko chahye k forex mn mehnat ko apni life ka hisa bna len or kisi dosry py depend krny ki bjay khud mehnat kr k kamyabi hasil kren forex mn apki earning bht hoti ha agr ap ek bar is business ko smjh len to apko is mn koi masla nhe hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Mistake main bhi learning point

                  Je bilkul forex trading ma hamain chaye k ham apni trading mistakes se learn karna chaye, q k mistakes sab se badi mentor hoti hain, is lye forex trading aik risky business ha jis ma soch samjh kar k trading karni chaye, agar ham baar baar mistakes karain gay to ham is ma ashi earning ni kar saktay hain, is lye apni mistakes ko note down karain, un ko correct karnay ki koshish karain q k jo apni mistakes se sekhta ha wohi is ma kamyab trader banta ha,
                  some major mistakes
                  a) market ko analyse kye baghair entry lena
                  b) trend k against trading karna
                  c) big lot size ko use karna
                  d) stop loss ko use na karna
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistake main bhi learning point

                    All you want is to remove your tomorrow, whatever you do, your work will be good and bad. With time, you will get enlightened to learn the recipe .
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistake main bhi learning point

                      All of the mechanics are important and worth knowing. But I have found
                      over years of mentoring new traders that they are best learned by practice. Your
                      broker’s trading platform and/or tools on their web site should allow you to cal-
                      culate most of these values. Simply using your demo account diligently can,
                      over time, make most of these clear to you. As you calculate the values make an
                      effort to see the relationship between each of the numbers, essentially reverse-
                      engineering them.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Mistake main bhi learning point

                        main aaapki baaat say agreee karti ho aapne bhto achi post share ki hain forex trading ka busniess asa hain k is main bhot mistake hoti hain haar koi forex trading main mistake karta hain forex trading main apne mistake py dehan dena hain tu sab say phly analysis ko dehan dena hain k analysis main kiya wrong kiya jah rha hain or pher trend ko achi tara follow karna hota hain trend ko follow kiy atu kamyabi b hasil ki big lot use karne say learning main mazeed azafa ho skta hain is liye hamehsa apne capital ko dekh kar he big lot use karna chahiye
                        ​Sadaf Khan

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X