Moving average ko exponential py select karain hamesha....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving average ko exponential py select karain hamesha....
    Assalamu Alaikum friends ummid hai ki Tamam dost khairiyat se Honge friend Ham market ko analyse karne ke liye moving average indicator Hai Uska istemal karte hain aur moving average indicator may be further do kism ki moving average use Hoti Hai Ek EMA aur dusri SMA means Ek aapki exponential moving average Hogi aur dusri aapki Ki simple moving average Hogi two exponential moving average Jo Hogi vah aapki bilkul aapke Jo market ki moment se uske sath sath karegi aur uska result Kafi Behtar Hoga aapko Agar aapke exponential moving average latki hai to aapko uske liye aapke analyses mein aapko vah bahut help Karegi to isliye Hamen chahie ki Ham Jab Bhi select Karen Apne indicator ke Taur per to usko Ham xponential per hi select Karen?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Moving average ko exponential py select karain hamesha....

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zunaash پيغام ديکھيے

    Apki apni choce k opper hota hai k ap Moving average ka konsa mood choose karty hai, jese k kisi ki strategy mai Moving Average ka simple mood choose hota hai or bhut say log Exponential hi use karty hai jese k ap or mai, kuch log ese bhi hote hai jo Moving Average ka Linear Mood choose karty, sub apki apni strategy pay hota hai k apki strategy pay konse indicator ka konsa mood ziada effecient kam karta hai, ager apki strategy exponentail ko support karti hai to exponential, Simple ko support karti hai to Simle, ya jis mood pay apki strategy design hu ap bus wohi mood chose kare ta k apki strategy apko nuqsan na de kesi qisam ka.
    Last edited by ; 11-05-2020, 12:14 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Moving average ko exponential py select karain hamesha....

      bilkul mere Bhai aapki baat bilkul bharosa hai ki Ham logon ko yahan per moving average ko export tension pass hi rakhna chahie ek behtarin aur lajawab hai extension per moving average bahut achcha result deti hai lekin moving average istemal kab karni hai aur kaise karni hai iske liye Ham logon ko in ki maloomat honi chahie tabhi ham log ismein moving average ke jarie acchi aur behtarin information hasil karne ke bad profit and kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Moving average ko exponential py select karain hamesha....

        Yes dear moving average aik bahut he useful indicators main say aik hay, moving average ki base per hum different time frames use kar kay price analysis kar sakty hain, or average price ki base per trade kar kay profit lay sakty hain, moving average ko use karny or is ko apni trade main profitable banay kay liye hamain isko achi tarah learn karna hoga.
        Last edited by ; 11-05-2020, 12:17 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Moving average ko exponential py select karain hamesha....

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Zunaash پيغام ديکھيے
          Assalamu Alaikum friends ummid hai ki Tamam dost khairiyat se Honge friend Ham market ko analyse karne ke liye moving average indicator Hai Uska istemal karte hain aur moving average indicator may be further do kism ki moving average use Hoti Hai Ek EMA aur dusri SMA means Ek aapki exponential moving average Hogi aur dusri aapki Ki simple moving average Hogi two exponential moving average Jo Hogi vah aapki bilkul aapke Jo market ki moment se uske sath sath karegi aur uska result Kafi Behtar Hoga aapko Agar aapke exponential moving average latki hai to aapko uske liye aapke analyses mein aapko vah bahut help Karegi to isliye Hamen chahie ki Ham Jab Bhi select Karen Apne indicator ke Taur per to usko Ham xponential per hi select Karen?
          G haan hamen sabse pahle tho moving average ke bare mein pata hona chahie moving average hota kya hai Ham Agar ine chijon ko samjho to hamen ismein bahut jyada fayda Hasil ho sakta hai kyunki aise hi aapke knowledge mein aisa hoga ki aap is business ke related sari chijon ko samjhana aur Agar Ham ine chijon ko nahin samajhte to Ham kabhi bhi training ke liye acchi planning nahin kar sakte.
          • #6 Collapse

            Re: Moving average ko exponential py select karain hamesha....

            hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey hum is mai full time be kam kar sakty hai or hum is main part time be kam kar sakty hai market 24 ganty he open rahte hain hum is main pair or currency main trading karty hai hamy aik time main aik he pair yai currency main trading karne chahey yai aik asa karobar hain jo hamy learning be dyta hai or yai hamy earning be dyta hain
            • #7 Collapse

              Re: Moving average ko exponential py select karain hamesha....

              ap Apne analysis kay hisab se moving averages ki types ko select kar sakte hain jo traders moving averages kay zariey trend ko identify karne kay liey use kartay hain wo exponential moving averages ka use kartay hain exponential moving averages trend identify karne me accurate result farhaam karti ha or ap jub strong trend find karay gay tub hi ap forex me profit earn kar kay kamyab ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Moving average ko exponential py select karain hamesha....

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Zunaash پيغام ديکھيے
                Assalamu Alaikum friends ummid hai ki Tamam dost khairiyat se Honge friend Ham market ko analyse karne ke liye moving average indicator Hai Uska istemal karte hain aur moving average indicator may be further do kism ki moving average use Hoti Hai Ek EMA aur dusri SMA means Ek aapki exponential moving average Hogi aur dusri aapki Ki simple moving average Hogi two exponential moving average Jo Hogi vah aapki bilkul aapke Jo market ki moment se uske sath sath karegi aur uska result Kafi Behtar Hoga aapko Agar aapke exponential moving average latki hai to aapko uske liye aapke analyses mein aapko vah bahut help Karegi to isliye Hamen chahie ki Ham Jab Bhi select Karen Apne indicator ke Taur per to usko Ham xponential per hi select Karen?
                Moving average jo ki aap use karte hain apni trading Mein Apne Jo price action ka chart hota hai usmein aap log jo bhi moving average use kar rahe hain aap log koshish Karenge 15 day moving average and 200 days moving average use Karen Taki aap Logon Ko acche tarike se market ke trades ke bare mein Pata Chalta Hai Ki Uske 50 days and 200 days moving average use karen to Inka Jab aapas Mein cross hoga to isase aap Logon Ko market ki prediction hoti Rahegi yani ki aap Logon Ko Pata Chal Jaega ki market kaun se trades Mein jaane wali hai aur long term market ka trade ke aur short term market ke train mein kya situation ho sakti hai isliye aap moving averages ko use karte hue Apne analysis acche tarike se kar sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Moving average ko exponential py select karain hamesha....

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Zunaash پيغام ديکھيے
                  Assalamu Alaikum friends ummid hai ki Tamam dost khairiyat se Honge friend Ham market ko analyse karne ke liye moving average indicator Hai Uska istemal karte hain aur moving average indicator may be further do kism ki moving average use Hoti Hai Ek EMA aur dusri SMA means Ek aapki exponential moving average Hogi aur dusri aapki Ki simple moving average Hogi two exponential moving average Jo Hogi vah aapki bilkul aapke Jo market ki moment se uske sath sath karegi aur uska result Kafi Behtar Hoga aapko Agar aapke exponential moving average latki hai to aapko uske liye aapke analyses mein aapko vah bahut help Karegi to isliye Hamen chahie ki Ham Jab Bhi select Karen Apne indicator ke Taur per to usko Ham xponential per hi select Karen?
                  ji bilkul forex market Mein moving average ko samajhna bahut zaruri hota hai agar Ham trading Karte Hain To Hamen moving average ko samajhkar trading Karni chahie aur profit lene ke liye trader ko Hamesha forex market mein zyada experience Hasil karna chahie Kyunki Jab Ham zyada experience Hasil Karte Hain To isase Hamara fayda Hota Hai kamyabi ke liye experience Ka Hona zaruri hai trader Agar Forex trading Mein moving average kar zyada Se zyada use Karta Hai To woh bahut zyada success Hota Hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Moving average ko exponential py select karain hamesha....

                    dear trend line b aik tool k jesy work krta hai aur ye humein market k trend k bary ma btata hai iss ka kam b asa he hota hai jesy moving average wali line work krti hai lekin humein trend ka sahi thra se btati hai ye trend line iss k bry ma humeindemo account ko use kr k check krna chahyie

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X