Loss hone par himmat na hare focus your work.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Loss hone par himmat na hare focus your work.

    g bilkul loss hony par kabhi bhe himmat nahi harni cheye hamesha he himmat k sath he kam karna cheye or apnny work par he focus rakh kar he hamen kam karna cheye tabhi hum kamiyab hoty hain or bhot achi earnings bhe gain karty hain ..hamen loss hony par khud par control rakhna cheye or hum khud par control rakkh kar he kamiyab ho sakty hain ,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Loss hone par himmat na hare focus your work.

      Dear loss pe waqai hamaen preshan nahi hona chahyea. Kyon ke ye tu trading ka hissa hai. Agar ap loss se preshan hoty haen tu es ka matlab hai ap sahi tarha train nahi haen. Ap ko mazeed training ki zarurat hai es liye ap ko chahyea keh ap loss ko bardasht karaen. Agar loss ko bardasht nahi ker sakte tu ap kabhi bhi ache trader nahi ben sakte.
      • #33 Collapse

        Re: Loss hone par himmat na hare focus your work.

        Ap ny sahe kaha hi loss hony py dill ni girana chya jab ap loss krty ho to ap ko chya ka loss ko ser py na sawar kary na he juldi bazi kary blky itmanan say apna kam jari raky
        • #34 Collapse

          Re: Loss hone par himmat na hare focus your work.

          Ji han bilkul aap theek kah rahe hain forex market Mein Apne loss hone per kabhi bhi Himmat na Hare trade ko Hamesha Apne loss ko recover karne ki koshish Karni chahie Kyunki Jab trade forex market Mein successful hone ke liye Hamen loss recover karna bahut hi zaruri Hota Hai Uske bad hi Ham ismein apni kamyabi Hasil kar sakte hain
          • #35 Collapse

            Re: Loss hone par himmat na hare focus your work.

            G bhai ap ny bilkul drust kaha nafa nuksan to her insan ka mukuder he agr hum forex trad pur loss hoty hai to humai hath band kur baitha ki bjaay bimar sy kam laina ho ga aur jo gulti hum pehly kurty hai to koshish kurni chahye k ainda ye gulti na ho aur humai forex trad pur pury focus aur dil joi k sath kam kurna chahye tb hi hum is me kamyabi hasil kur sakty hai
            • #36 Collapse

              Re: Loss hone par himmat na hare focus your work.

              G han dear friends loss honay par kabhi bhe hamat na haran balky agar ap ka bonus loss man chala gaya ha to ap ko forum par posting man mehnat jari rakhna ho ga jis say ap ko again bonus mal jay ga a ap phair say trading start kar sakty han
              • #37 Collapse

                Re: Loss hone par himmat na hare focus your work.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: GoodTry پيغام ديکھيے
                nafa nuksan har karobar Ka aisa Hi insaan ko last se gabrana nahin chahie Apne kam per focus Karen aur acche ki ummid rakhen Jitna Ham hardworking ke sath kam Karenge utna hi humne achcha fayda hoga Hamen chahie ki Ham apni feeling strong rakhen Apne mistake ko cover karne ki koshish karen money management se kam Karen Forex trading mein agar Ham risky trail denge to Ham apna nuksan karenge Hamen chahie ke Forex trading mein Ham thoda thoda karke and karne ki koshish karen jisse Hamen achcha fayda ho aur ham achcha profit banaa sake
                Other Forex forum per Hamen loss Ho Jata Hai To Hamen Himmat bilkul bhi nahin Harni chahie Agar Hai Ek Bar Hamen loss Ho Gaya to koi baat nahin Agali bar profit Jarur Hoga Hamen Apne loss hone se sikhana chahie ki Hamen loss Kis vajah Se Hua Hai Aur Hamari Mithun kahan per Hui Hai Jiski vajah se Hamen loss Hua Hai.
                • #38 Collapse

                  Re: Loss hone par himmat na hare focus your work.

                  ji haanm dear frnds hmIN chiya k afr hmain loss oh ot hm himmt nhi harein bilky hosly sy kaa lein dear frnds jo b buisness oh frnds us main losso profit hota rehta h hmain loss hony py tneseion nhi leni chy or na bhimmt nhi hrni cxhy bilky apny loss ki wjha ko jaana chiay or loss ko recover krna chiay or zeyada mehnt krni chy tbhi hm forex main kaamyab oh skty hain .agr hm loss ho jny py himmt har derin gy or loss ko recver nhi kren gy ot hm kbhi b acha bonus hasil nhi kr skty.
                  • #39 Collapse

                    Re: Loss hone par himmat na hare focus your work.

                    Dear forex aik online business hai iss ma mistakes ki koi jaga nhi agr forex ma jaga bnani hai to apni mistakes ko thk krna hoga jitni hum kam mistakes krenge apni trade ma utny jaldi kamyabi k chances hain agr hum se mistakes ho jati hain to koshish kren k apni mistakes se kuch seekhen aur ainda na krny ki koshish kren Dear ap ne suna to hoga knowledge is big power isi thra trade ma b knowledge ka aik aham hisa hota hai jitni ap k pas education yani information hogi utna he jaldi ap forex ko samjh payenge forex aik technical bussines hai iss liye iss ko samjhna bht asan b hai aur bht muskil b
                    • #40 Collapse

                      Re: Loss hone par himmat na hare focus your work.

                      g han ap nay bht achi bat ki hy humain es main kam kurtay waqt agar loss gain ho jata hy to humain es main himat say kam layna chahiyaaay humain es main himat bikul bhi nhi harni chahiyaaay q keh agar hum himat har jatay hain to hum es main aglay kam pay zyada focus nhi kur saktay hain or agar hum es main focus nh kuray gay to humain again loss ho ga to humain aiasa nhi kuna chahiyaaay humain es main loss honay pay himat nh harni chahiyaay balkay es main loss honaya pay next work achay say kurna chahiyaaay takeh humain loss na ho or hum apnay loss ko recover bhi kur sakay
                      • #41 Collapse

                        Re: Loss hone par himmat na hare focus your work.

                        Pak forex business mein loss or profits hona business ka hisa hota hy jitna zeyda ham profits se happy hoty han utna hamain loss par dat kar kam kerna cheye loss ko learn kerna ta next time loss bilkul bhe na ho good analysis kerna cheye market ko watch kerne ka experience hasil kerna cheye tab ap zror acha profits bhe hasil ker sakty han
                        • #42 Collapse

                          Re: Loss hone par himmat na hare focus your work.

                          G han bhai Jan apny thik kha hy k hamain forex main himat Nahin harni chaiy agar hamzin loss aya hy to Kia ham trading karna chor Dain Har giz Nahin bhai hamain Aisa Nahin karna chaiy bal k loss ko control karna chaiy or hamain aik bar jis Kam Main loss aya hy dosri bar us Kam main loss na ayy hamain Aisa Kam karna chaiy phir hamain kabhi loss Nahin ho sakts
                          • #43 Collapse

                            Re: Loss hone par himmat na hare focus your work.

                            jub loss ho jata ha tu traders os waha par tention nehi leni chahie balke Apne loss se learn karna chahie takay next aisa loss na ho wo traders ko aik bar loss hoen kay bad Apni trading ko theek kar letay hain or rules bana kar again trading start kartay hain aisy traders loss hone kay bad phir kamyab ho jatay hain or aisy traders ko ager kuch loss ho hui jata ha wo bhi asani s ereciber kar letay hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #44 Collapse

                              Re: Loss hone par himmat na hare focus your work.

                              Asalam o Alikum umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay forex ak behtareen bessines ha is ky bary main jan lena he sab say brii kamyabi ha jesy he insan apni trade shoro karta ha to us kay pas 2 he soratee hotii ha ya to wo apni trade profit main band kar sakta ha ya phr loss hony ki sorat main he apni trade ko band kar saktee ha par khair ye to karobar ka hisa hota ha nafa nuksan to karo bar kay sath sath chalta rehta ha jab insaan ko apni kisi trade main noksan ho to usy chaheye kay wo sabar say kaam le or apni himat na hary balky is ko goor say sochy kay trade shoro karty waqat us sy kon si ghalti ho gai ha jis say usy is trade main loss howa ha agr us ka markit ko analys karny ka amal ghalat ho gia ho to us ko dobara demo pa parectice kar kay markit main us ko dobara say analys kar ky phr trade shorro kar kay apnaa loss recover bhi kar saktaa ha is leye usy chaheye ki hemaat kabhi na harry or apni mehnat ko jarii rakhee

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X