Forex market mai bohat say aisay ups aur downs atey hain jo laakhoo traders ko aik he session mai crore Patti ker daitay hain aur laakhoo he traders ko kangaal bhi ker daitay hain. Bitcoin nay 10000$ say 8100$ ki wapsi ka safar bohat tezi say kia hai. Laikin ab aik baar phir 10000$ ko touch kernay ki rally ka aghaaz ho chuka hai. Bitcoin mai trading soch samajh kay karain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим