mistakes se bhe hmen sekhna chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mistakes se bhe hmen sekhna chaye
    Hamari zindagi ke andar mistakes bhi Hamari teacher sabit Hoti Hai Kyunki Ham apni mistake se sikhate Hain Agar kiska bhi business ke andar Hamen nuksan Hota Hai To Ham Ne Koi Na Koi mistake ki hoti Ham Apne Usi mistake se sikhana chahie Taki Hamari trading ke andar phr whi mistake Na Ho Taki Hamara business Kamyab Ho. Jo log apni mistake se Sikh Jaate Hain vah acche Businessman Ban Jaate Hain Jo Bar Bar mistake ko repeat Karte Hain To Unka business nuksan Mein Chala Jata Hai
    Last edited by ; 11-05-2020, 09:00 AM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mistakes bhe ak trah ki teacher hoti hain

    hamy mistakes ko avoid kar ky kam karna hoga pher he hum pasia kma saky gy hamy mistakes sy learning gain karne ho ge hum is mai raat mai be kam kair sakty hain hum is mai dn mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss h jy ga hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss h jy ga
    Last edited by ; 11-05-2020, 09:05 AM.
    • #3 Collapse

      Re: mistakes se bhe hmen sekhna chaye

      dear g han ap nay achi bat kahe hay waqay main aagr ham say koi bhi mistake say learn ko karty raha karein gye to bad main ja kr k ham agay ki janib ja saktay hein is main ham ko kabhi bhi apni mistake ko ignore nahi karna ho g is main ham o mehnat k sat apnay kam ko acahy say acha method k sat last tak karty rahna ho g .
      • #4 Collapse

        Re: mistakes se bhe hmen sekhna chaye

        Successful trader wuhi hay jo apni mistakes sat learning karta hay, or is bat ko ensure karta hay keh in future in mistakes say avoid karna hay, or ye mistakes hamain bahut kuch sikhati hain, ager in mistakes say avoid kia jaye to bari had tak failure say bacha ja sakta hay or successful hua ja sakta hay.
        • #5 Collapse

          Re: mistakes se bhe hmen sekhna chaye

          G han dear ham konis me kistak nhi karni chahiye agar ham apni mistak sai karty hy to ham ko acha bounas muly ga ham ko sovh smjh kar kam karna chaiye
          • #6 Collapse

            Re: mistakes se bhe hmen sekhna chaye

            Agr ham apni mistake say nahi skiht tu phir tu ham kam karna kabhi sijh hi nahi patay mistake ko repeat na karna hi hamri kamyabi ha agar hamri mistake ko ham achay say overcome kar litay hain iska matlb ha keh ham nay kam karna or sikhna shru kar dia ha or ham experienced ban rahy hotay hain hamry knowledge or hamri information main bhi izafa ho raha hota ha isliay hamin chaey keh ham apni mistake say lazmi sikhain takeh hamin faida pahnch sakay
            • #7 Collapse

              Re: mistakes se bhe hmen sekhna chaye

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Amaraftab پيغام ديکھيے
              Hamari zindagi ke andar mistakes bhi Hamari teacher sabit Hoti Hai Kyunki Ham apni mistake se sikhate Hain Agar kiska bhi business ke andar Hamen nuksan Hota Hai To Ham Ne Koi Na Koi mistake ki hoti Ham Apne Usi mistake se sikhana chahie Taki Hamari trading ke andar phr whi mistake Na Ho Taki Hamara business Kamyab Ho. Jo log apni mistake se Sikh Jaate Hain vah acche Businessman Ban Jaate Hain Jo Bar Bar mistake ko repeat Karte Hain To Unka business nuksan Mein Chala Jata Hai
              Yes mistakes ay hy hm sykhty hn ky hmayn kaamayaab ksy hona hy q ky jb hm mistakes krty hn to baad mn uska dangerous zone bhy hmaaray saamny face hotaa hy phyr hm us mistakes ko improve kr lngy to aagy jaa skty hn wrna hmshaa nakaamy haasyl hogaa is liyy mistake kro to uslo improve kr lyaa kro...
              Visit My Profile
              • #8 Collapse

                Re: mistakes se bhe hmen sekhna chaye

                Forex trading mein hamen apni galtiyon ko ignore nahin karna chahie kyunki Forex trading mein jab ham apni galtiyon Koi ignore kar dete hain to Forex mein yah galti dobara ho jaati hai jiski wajah se Forex mein hamen pahle se bhi zyada loss hota hai aur forex mein hamara bonus account bhi wash ho sakta hai isliye Forex trading mein agar aap kamyab hona chahte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil karna chahte hain to uske liye Forex mein hamen apni galtiyon se sikhna chahie aur Forex trading mein jitna ho sake hamen apne experience our knowledge ko increased karna chahie aur Forex mein trading money management ke sath karni chahie aur Forex mein trading ke dauran active rahana chahie aur Forex mein trading se pahle market ko analyse karna chahie jisse Forex mein ham jald hi kamyab ho sakte hain aur ek ache trader bhi ban sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: mistakes se bhe hmen sekhna chaye

                  ji han dost apne sahi kaha mistakes hamain bhot kuch sikhati hai our in se seekh kar hamain big traders ban sakte hain is lye hamain hamesha acha kaam karna chahye our jahan par mistakes hon unhina khatam karne ke lye din raat ek kar deni chahye
                  • #10 Collapse

                    Re: mistakes se bhe hmen sekhna chaye

                    Pk forex forum treading ma sab say phly mistake karty hay phir bad mistake say sab kuch sekhty hay phir humee experience aur knowledge hasil kar sakty hay phir acha profit haisl kar sakty hay
                    • #11 Collapse

                      Re: mistakes se bhe hmen sekhna chaye

                      Aslam o alikoum dear aap nay kafi achi bat ke hai learning main mistake bhi hoti hain aur earning bhi too effects krni chahaiy kay mistake itni zeada na hu kay loss hoo jaiy too try achi trading main
                      • #12 Collapse

                        Re: mistakes se bhe hmen sekhna chaye

                        g haan dear frrnds forex trading ik asa buisness hia jis py zeyada sy zeyada mehnt ki zaroort ohti h agr hm mehnt krein gy to hi hm kaamyaab hn gy dear frnds agr hm mehnt sy kaam nhi krein gy to dear frnds mhian loss oh ga hmain chy hm koi mistake nhi krein k jis sy mhian loss oh lekin dear frnds insaan ghltioon sy sekhta h agr hm sy koi i mistake oh jti h to hmain chy k hm us mistake vko khtm krny ki koshish krein or zeyada se zeyada mehnt krein taak hm kayab hn
                        • #13 Collapse

                          Re: mistakes se bhe hmen sekhna chaye

                          Kisi bhi business mian mistakes ka hona ek natural hota hai koi bhi apni marzi se mistakes ya losses ko ni ly k ata. Lekin hmein in mistakes or losses se Darny ki bajye lesson hasil krna chhaye. Forex main log jab failures or losses hasil krty hain tu wo un k liye kmayabi ki traf pehla qadam hota hai Q k us se unko market ko smjhny ka moqa milta hai or wo apni tamam tar koshish or tawajjah apni mistakes ka result nikaly k liye lga dety hain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: mistakes se bhe hmen sekhna chaye

                            woh kehty hain naan ky ghalti karna buri baat nai hoti kio ky hum insan hain aur insan ki fitrat main hy ghalti karna lehaaza iss sy koi fark ni parta ky aap ghalti karty hain ya nai ghalat bat yeh hoti hy ky aap ghalti karain aur iss sy phr faida na hasil karain aur bar baar wohi ghalti dohrain. pehli dafaa ki jany wali ghalti ko ghalti hi kehty hain laikan agar wohi ghalti baar baar dohrai jaye to woh gunnah hota hy aur gunnah ki saza hoti hay. lehaaza ghalti karny sy na ghabrain laikn apny aaap ko iss kaabil banain ky aap apni ki gai ghaltion sy kuch seekh lain ttaakeh aap kamyab ho sakain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X