Jis din market ki samajh Na aaye rahi ho use din trading na Karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jis din market ki samajh Na aaye rahi ho use din trading na Karen
    Hamen hamesha market ko samajh Kar kam karna chahie tab hi hamen fayda ho sakta hai hi aur agar Ham market ko samajh Kar Kam nahin karte Hain to hamen fayda nahin ho sakta hai isliye hamen hamesha hi market ko samajh Kar kam karna hoga tab hamen fayda hoga aur agar Ham market ko samjhe bagair trading karenge to hamara nuksan ho jaega hamen koshish karni chahie ki Ham pahle market ko samjhe FIR kam shuru Karen tab hamare liye fayda hoga
    SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jis din market ki samajh Na aaye rahi ho use din trading na Karen

    Market trend ko find karna hamare liye bahut important hota hai aur jab tak hamen market ka train nahin Mil jata Hai tab tak hamari trading beneficial nahin ho sakti hai so hamen apni trading co stop rakhna chahie aur jab tak market ke good analyses na mil jaate Ho hamen Koi trade open nahin karni chahie otherwise Ham loose Ho jaenge aur hamen apni trading se benefits nahin milenge aur trading se hamara loss ho jaega so hamen vate karna chahie aur proper analyses ke sath meeting karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: Jis din market ki samajh Na aaye rahi ho use din trading na Karen

      Ji han dear, kisi bhi pair main trade start karny say pehly hamain market situations ki understanding lazmi karni chahiye, ager market movement bahut slow hay ya uncertain hay to hamain gambling way use nai karny chahiye balkeh patience rakhna chahiye or proper planning and preparation kay bad he trade open karni chahiye ta keh hamain successfully profit earning ho saky.
      Last edited by ; 11-05-2020, 08:41 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Jis din market ki samajh Na aaye rahi ho use din trading na Karen

        G han dear Apne good question Kiya hai hi my Forex trading mein chahie jisse hamen market ke samajhna a rahi ho hamen market mein trading Nahin karne chahie aur hamen chahie kya ham iske liye good planning Karen aur acchi Tarah analysis Karke ham market mein trading Karen tab tab ham success trade kar payenge hamen Soch samajh Kar kam karna hoga tabhi ham kamyab Ho payenge Bina analyse kiye agar ham kam karenge to hamen nuksan ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Jis din market ki samajh Na aaye rahi ho use din trading na Karen

          dear friend ap na bahot achhi bat ki ha apko chayay k hmesha market ka analysis krtay rhen aur jb profitable position milay tub he trade lgayn aur jb apko market ki smjh na a rhi ho to betkki trade lganay ki bjaye ap achha mauka milnay ka wait kren aur trade bilkul bhi na lgayn
          • #6 Collapse

            Re: Jis din market ki samajh Na aaye rahi ho use din trading na Karen

            aslamoalekum dear forex members bilkul agr hum market ki situation ko ni smjh pa rhy to hymn trding ni krni chy q k is sy hmara loss ho skat h.is liy soch smjh kr kam kren
            • #7 Collapse

              Re: Jis din market ki samajh Na aaye rahi ho use din trading na Karen

              Sab say phly hume market ko analysis karty rha karen phir market ka mutabik treading karna chley phir hum kamyab hu sakty hya knowledge aur jab market bhut zadya loss hu too phir hume treading naii karna chlye phir wo kamyab hu sakty phir acha profit hasil kar sakty hay
              • #8 Collapse

                Re: Jis din market ki samajh Na aaye rahi ho use din trading na Karen

                Mujhe aapki yah Baat bahut acchi lagi hai ki aapane bahut acchi aur informative post share ki hai ki Jab Hamen market ke trend ka pata na chal sake To Hamen use Din trading bilkul Nahin Lagani chahie Kyunki Agar Ham trading Laga Denge to ho sakta hai Hamen use Din nuksan Mile Kyon K trading ka knowledge Rakhna Bhi Ek skill hai aur trading ka knowledge se Hamen pata chal jata hai ki market ki value is Waqt strong hai ya strong Nahin Hai To isiliye Hamen chahie ki trading Lagate Waqt market ke trend ko Samne rakhen
                • #9 Collapse

                  Re: Jis din market ki samajh Na aaye rahi ho use din trading na Karen

                  ji han dost apne sahi hamain jab ye lage ke market ki movement samajh se balatar hai to hamain us time ya us din trading ka risk nhi lena chahye agar ham us din trading ka risk lian ge to hamara bonsu our blance hang ho sakta hai our hamain long arsa ke lye waite karna par sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jis din market ki samajh Na aaye rahi ho use din trading na Karen

                    han g a ny tk kaha h my ap ki baat sy agre karta ho jis day hm ko. market ki smaj na are ho us day hm be shuk tread na kary kuk hm ni chahty hy k hamara loss ho hmy soch smaj k kaam karna chahiy taky hamara acount save ray
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jis din market ki samajh Na aaye rahi ho use din trading na Karen

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Player پيغام ديکھيے
                      Hamen hamesha market ko samajh Kar kam karna chahie tab hi hamen fayda ho sakta hai hi aur agar Ham market ko samajh Kar Kam nahin karte Hain to hamen fayda nahin ho sakta hai isliye hamen hamesha hi market ko samajh Kar kam karna hoga tab hamen fayda hoga aur agar Ham market ko samjhe bagair trading karenge to hamara nuksan ho jaega hamen koshish karni chahie ki Ham pahle market ko samjhe FIR kam shuru Karen tab hamare liye fayda hoga
                      Ji han Janab aapane bilkul bahut hi acchi baat ki hai main aapki is Baat se bilkul agri hun Agar Hamen kisi din market ki movement aur Trend ki samajhna a Rahi Ho To Hamen forex market Mein trading Nahin Karni chahie aur Hamen Hamesha forex market ke trend aur movement ko follow karte hue forex market Mein Soch Samajh Kar trading Karni chahie

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X