Forex mein kamyabi taleem sae zayada practice sae milti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein kamyabi taleem sae zayada practice sae milti hai
    Dear members mere khayal mein tou agar humain forex mein kamyabi hasil kerni hai balkay her banda forex mein kamyabi hasil kernay kay lye hi kaam ker raha hai tou uss ko taleem ki nisbat trading practice per zayada tawajuh deni chahyea iss sae uss ko zayada kamyabi may gi aap loug iss baray mein kya kahain gaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein kamyabi taleem sae zayada practice sae milti hai

    Han ji bilkul aapki baat theek hai Forex Ek Aisa business hai jismein education ki koi condition Nahin Hai Lekin aapki experience ki condition Hai Shayad aapka experience Hoga Hotel Shayad aapko fayda Hoga bahut se Aise traders Hain jinki talim bilkul Bhi Nahin Hai Lekin vah Forex se bahut accha kamai kar rahi hai tu yah sirf unke experience hai isliye education ke sath sath aapko bhi de sakti hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein kamyabi taleem sae zayada practice sae milti hai

      Dear apki bat theek hai bilkul forex par kaam karne ke liye experience ki zarort hai or hamko apna experience gain karna chahiye or ham apna experience tab hi gain kar saktr hain jab ham ziada se ziada practise karene hamein apne kaam main kamyab hone ke liye practise ki bohat zsrort hoti hai jiss se hamein experience ata hai or aik trade tab hi success hota hai tb wo mehnat karta hai or aik successful trader ko bhi bohat loss hota hai tab jaa kr wo aik acha trader bannta hai hamein bhi practise or mehnat ki zarort hai kamyab hone ke lye
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein kamyabi taleem sae zayada practice sae milti hai

        Ji bhai agr ham ny forex me kamyab hona ha to ham ko apni taaleem jo ky forex se related ha os ko lazmi complete krna ho ga. Jitna zeada learn kre gy otna he hamari kamyabi ky chanses zeada hon gy. Os ky bad bat ajati ha experience ki is kam ky leay hamin experience ki bhi zarurat hoti ha. Jis ko ham demo account pe practice kr ky hasil kr sakty han.
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein kamyabi taleem sae zayada practice sae milti hai

          Janab apne jesa kaha ke her banda forex me kamyabi hasil kerny ke liye hee kam karaha hay magar wo member kamyaab hone ke liye learning nai kraha apna experience increase nai kraha q ke wo band sjrf earning ke liye aya hay trading mein. Jab ke hum ko maloom hona chaiye hay ke forex me earning us waqt tak nai profit us waqt tak nai success us waqt tak nai jab tak hum learning nai karein jab tak hum proper trading na karein. Demo account ki practice trading ki knowledge or experience ka lazmi hona baqi important tools ka use ana planning or analyzing ka ana bohat zarurri hay humari kamyaabi ke liye.
          # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein kamyabi taleem sae zayada practice sae milti hai

            Forex trading mn ham Jitna zyada time spend Karin gy ham utna he zyda learn Karin gy. Ap ko baat theak hy k fore MN success education se zyada practice se milty hy. Forex trading Ek Aisa business hy jo ap ko learn ka mouja deta hy. Ap Forex pe jtna zyada time dengy ap ka exp barhy ga or ap achy trader matlab Forex MN Kamyab hojaengy
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein kamyabi taleem sae zayada practice sae milti hai

              aslamoalekum dosto bilkul Pakistan forex forum pr kamyab hony k liy ziada educated hona zarori ni h balky wo kamyab hota h jo ziada experienced ho.is liy forex k barry mn demo account pr practic kr k experience gain kren
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein kamyabi taleem sae zayada practice sae milti hai

                yes bro men apki bat sy mutafiq hon k forex men apko kamyabi apki taleem sy ziyadh apko practice pr milti hy q.k apko es men jitna knoweldge hoga apko es men utna he faidah hoga aur ap acha earn bhe kr len gy aur forex men education koi zarori nhe hn blky es men experience ka hona zarori hy
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein kamyabi taleem sae zayada practice sae milti hai

                  Educated aadami bhi achcha concept used kar ke yahan par acchi kamyabi Le sakta hai lekin Agar Uske pass Achcha concept ke sath sath Achcha knowledge Ho acchi Si agar agar Ham Ki practis Ho To fir usko Paida Ustad Se Bhi Jyada Hoga isliye Hamen chahie mehnat demo per hi Karen game bahut Achcha hai ismein Ham Jab Bhi practice karte hain FIR Hamen Achcha fayda Milta hai jo bhi Jahan per practice nahin karta FIR usse acchi trading Nahin Hoti aur usko last hota hai dost Hamesha Bachana chahie FIR aapko acchi kamyabi Milegi jo bhi last bus Gaya usko achi Si Success asaani SY Hi Hasil ho Gai acchi kocchi se aap Pakistan Forex kuh time dekar kamyabi ke liye acchi koshish karen mehnat karen to yah aapke liye Achcha hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein kamyabi taleem sae zayada practice sae milti hai

                    ji han dear brother forex main kamybi taleem say ziada forex main practice say milti hai agar ap nay forex main kamyb hona hia to ap ko chayay ap is par achi tarh say dil say practice karin aur jab ap is main achi tarh say paractice kar rahy hon gay to ap is main achi tarah say kamyb ho jao gay dear friend q kh ap nay is main achi tarh say practice kar li ho gi to ap kay knowledge main behtreen izafa ho ga agar ap nay is forex main kamyb hona hia to ap ko chayay ap is main sirf aur sirf mehnat karin aur practice karin forex par lagatar agar ap nay is main achi tarh say practice kar li to ap ki taleem mukamal hia forex main forex main kamyb honay kay layyay taleem ki nai practice ki zarurat hai dear friend agar ap nay is main achi tarh say pracitce kar li to ap is main achi tarh say kamyb hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein kamyabi taleem sae zayada practice sae milti hai

                      Aapki baat theek hai forex mein hamen duniya ka koi bhi knowledge ho ismein Kam nahin aata lekin forex ko sikhane ke liye forex ka knowledge hona bahut jaruri hai agar hamare pass forex ka achcha knowledge aur experience hoga aur phr Ham use knowledge aur experience ko apply karenge demo per aur jo hamen uske results milenge vah hamari practice ki Surat mein honge aur jab usi practice ko ham real account per apply karenge to yakinan hamen vahan se prapt hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein kamyabi taleem sae zayada practice sae milti hai

                        Practice insan ko perfect banati hai aur information Ya knowledge Insan ko professional banata hai yah donon chijen hi jaruri hai Magar trading Ek Aisa platform Hai Jahan per Jyada sikhane ki jarurat Nahin padati Magar Bahut Jyada practis Karne Se Ham ismein skillful Ban sakte hain aur accha profit achieve kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein kamyabi taleem sae zayada practice sae milti hai

                          forex trading man kamyabi hasil karna hain tu humhian taleeem ki nhe bilkul forex trading main pratice ki need hain agar hum pratice k sath kaaam karte hain tu hum kamyab ho skte hain forex trading main teleem say sirf merket main entry point ko lagane k liye use kiya jata han baqi forex trading main work karne k liye humhain priatce karne ki need hain humhain analysis karne ki need hain humhain lot of trend ko find karne ki need hain ye sab kuch learn karna hota hain tab he kamyabi hasil hoti hian
                          ​Sadaf Khan
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein kamyabi taleem sae zayada practice sae milti hai

                            Bilkul practice to bahut zaroori Hai trading ki practice apko acha experience game karne mein help Karti Hai Tu Tamam Logon Ko chahie ki vah is main Hamesha market Ki Tarah hardam account mein practis kiya Karen trading Ki Kyon kya Demo account Ko Jitna zyada Hua time nahin hai utna hi achi Tarah Se demo account mein trading Koshik Sakenge to Ek Acha aadami Saddam account ko use karta rahata hai jo member demo Kaun ko ignore Karte Hain vah is mein Kabhi Kamyab Nahin ho sakte to Amma members ko chahie ki vah Hamesha Demo account ko use Kaat Raha Karen Kyunki Demo account bahut acha platform hai aapko zarur kamyabi De sakta hai aur aapas mein kamyabi ho sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein kamyabi taleem sae zayada practice sae milti hai

                              Forex K andra kamyabi Hasil karne ke liye education aur learning aur practice donon jaruri hai. Lekin Forex ke andar learning aur practice taleem Se Bhi zyada jaruri hai Kyunki learning aur practice se Ham zyada Se zyada experience Hasil Karte Hain aur maximum profit ki taraf Jaate Hain. ISI Tarah Jo log learning aur practice Nahin Karte aur bagair soche samjhe trade Le Lete Hain To vo Log loss Mein Chale Jaate Hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X