Always trade with proper risk management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Always trade with proper risk management
    Dear friends Forex trading mein risk management aur money management donon ki bahut jyada ahmiyat hai Agar Ham apni trading Mein money management aur risk management Ka Khyal Rakhenge no doubt Ham apni trading Mein acchi earnings Aasan kar sakte hain ham log bonus account per kam kar rahe Hote Hain Jis per Hamen Jyada conscious Rehke kam karna Hota Hai isliye Hamesha Apne account size ke mutabik lot size ka istemal Kiya Karen lalach ki vajah se aap Agar buddy lot size istemal Karte Hain market thodi si bhi aapke opposite side per move karti hai to Aapka account bilkul was Kar Degi Iske alava apni trading Mein SL aur TP istemal Karen maujuda Daur Mein SL ka istemal bahut lazmi ho gaya hai Kyunki maximum markets unpredictable Hain SL ke istemal se aap apne risk of losses ko minimise kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Always trade with proper risk management

    G han hamesha hi agar proper risk management ki planing key sath trading ki jaye to es key bahot advantages hamy mil sakty hey, es tarha ki trading ko es ley acha samja jata hay key es me loss etna chance nahi hota jetna key baghir risk management ki trading ka ho sakta hay, other advantage esi trading ka ye hay key agar loss ho be jata hay to secure trading ki waja se es ka recover karna aur es ko profit me change karna asaan hota hay.
    • #3 Collapse

      Re: Always trade with proper risk management

      Aapane balance per Bada risk Lene se behtar hai ki Jab Bhi Ham Kisi per aamantrit open Karen To Hamen factor ko minimise karke apni trade ko open and continue karna chahie Kyunki Yahan per Hamari trade tab he continued sakti hai Jab Hamare trading account mein balance available Hoga aur jab Ham risk Bada Lenge To Hamen profit bhi achcha mil sakta hai lekin Jab Hamara Kaun he was Ho Jaaye to Fir Ham padarth read karne ke liye investment Karenge ya FIR next week ke bonus ka vate karna padta hai
      • #4 Collapse

        Re: Always trade with proper risk management

        Ager hum apny account balance kay mutabiq risk lain gay to ham kabhi bhi apna account wash nai karwain gay or loss ki surat main loss ko recover bhi kar sakain gay, hamain chahiye keh jab tak account balance increase na ho tab tak CL, Gold main trade lagany say avoid karain or currency pairs main bhi big lot size use karny say avoid karain, risk and money management he hamary account ko wash hony say safe rakh sakti hay.
        Last edited by ; 11-05-2020, 04:36 AM.
        • #5 Collapse

          Re: Always trade with proper risk management

          Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein risk ko manage kerna tou bauut zaroori hai tab hi humain kamyabi mil sakti hai humari trade tab he continued sakti hai jub humaray trading account mein balance available ho ga aur jab hum risk bada lain gaye tou humain profit bhi achcha mil sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Always trade with proper risk management

            Ji mere dost main aapki baat se bilkul everyone Hamen Hamesha risk management ko proper tarike se follow karna chahie Kyunki Agar aapka account Mehfooz nahin hai to aap bilkul bhi acche tarike se trading nahin kar sakte Apne account ko Mehfooz banane ke liye mere dost aapko risk management follow karna hoga risk management aapke account ki security Hoti Hai Varna Zyada lot size se aapka account Mein Waqt Nahin Lagta yah bahut hi Mushkil aur risky market hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: Always trade with proper risk management

              Ji hamein trading main wahi risk laina chahiye jis ke bare main ham sure hon ke hamein ye risk profit dilwa skta hai hamein trading karne se pehle market ko analyse karna hoga tab hi ham achi trading kar skte hain or jo log apni trading ko best banana chahte hain.unhe chahiye hoga ke wo forex par mehnat karen or practise karen tab hi achi tradr kar skte hain ham
              • #8 Collapse

                Re: Always trade with proper risk management

                Agar iski Agar management aap Agar kar lete hain to yah aapke liye bahut Achcha Hoga acchi koshish Hogi jo bhi Raj Ko samajh gaya usko kamyabi mil jaati hai jo bhi Ras Ko Nahin samajh sakta usko hamen bhi nahin milati hai isliye abhi usko chahie abhi acchi trading na Karen isliye jo bhi Ras ki acchi management Se Accha sa kam Karen acchi trading Karen usko acche se profit Milta Hai Uske liye usko acchi acchi
                • #9 Collapse

                  Re: Always trade with proper risk management

                  yes dear i am agree with you agar forex trading main money manget ko follow kiya jy tu kamyabi mil jati hian agar forex trading main money mangment ko follow nhe kiya tu risk utha kar loss hasil hota hain risk b itna he lena hain jtina hamara account hain jitna acha captial hain itna he big lot sisze lot size use karne say phly merke tki movmeent ko b learn karna hain mrket main rewad tab he mitla hain jaaab merket main stop loss use kar k next trade k liye balance ko mehfoz raha jy
                  ​Sadaf Khan
                  • #10 Collapse

                    Re: Always trade with proper risk management

                    Ji Bhai main aapki baat se aage karta hun Forex ke andar Hamen money management aur risk management donon ko Samajh Kar karna chahie. Kyunki Agar Ham money management Nahin Karenge aur aur risk Lekar trade Lenge To Ham loss kar baithenge. Isliye risk ko manage karna chahie aur jab Hamen sure ho jaya k ham trade se profit Hasil kar sakte hain use time Hamen trade karna chahie aur bagair soche samjhe trade Nahin Lena chahie.
                    • #11 Collapse

                      Re: Always trade with proper risk management

                      Hamen Hamesha money management ko first priority Deni chahie Kyunki money management bahut important hoti hai aur ek acche dost Hamesha money management ko follow karke hi Kamyab hota hai to Mahatma members ko chahie ki vah money management ko follow karke hi trading Kiya Karenge ok money management important Hoti Hai money management main aapko stop loss or profit ka use karna hota hai citrus stop loss or profit bahut hi zyada zaruri hote hain aapko pata hai agar aap apni Har trademan stop loss or profit ka use karte hain to aapko Kabhi loss Nahin hota hai aur aap acchi Tarah Se experience bhi Hasil kar sakta hai Kyunki Agar aapko type profit of heat hota hai to dalit khatm Ho Jaati Hai Agar aapka stop loss hota hai to aap kaun apni mistakes Ka Pata Chal jata hai to ismein experience hi hota hai to aapko Kabhi bich Mein tension Nahin leni chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Always trade with proper risk management

                        ji han forex trading mein hamen risk management bahut jaruri hai agar hamen apni trade mein fayda sar karna chahte hain to forex trading mein hamare liye sabse jaruri hai ki Ham apne andar bardasht Karen jab tak hamare andar pradash paida nahin hogi tab tak kam achcha profit kabhi bhi banaa nahin sakte Bal ke dar dar ke Ham trading karenge jisse hamen nuksan hone ke chance jyada hote hain hamen bardasht paida karna chahie apni training mein aur is Lena chahie Na phone nuksan har karwar mein hota hai hamen kabhi bhi ghabrahat ka shikar nahin hona chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Always trade with proper risk management

                          ji han forex trading mein hamen proper money management coast maar karna chahie risk bilkul nahin apni trading mein Dena chahie acche and learning acche Na Lage acche experience ke sath kam karna chahie aur koshish karni chahie ki aap ismein jitni jyada mehnat karenge jitne jyada dilchaspi ke sath kam karenge to aapko farex mein acchi kamyabi mil sakti hai forex mein hamen kabhi bhi ghabrana nahin chahie nuksan se main karenge to aapko achcha fayda hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Always trade with proper risk management

                            Yes there member trading mein bahut hi Rab hai isliye hamen soch samajh ke trading karni chahie hamesha management ke sath hi trading karni chahie agar Ham trading karne se pahle manage kar lenge to aise hamari trading acchi ho sakti hai aise hamen achcha profit hasil ho sakta hai jo member trading karne se pahle trading co manage nahin karte unko nuksan hota hai isliye humko chahie keyboard trading karne se pahle ek time table banaa Le uske mutabik apni trading Karen tabhi unke trading perfect ho sakti
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Always trade with proper risk management

                              forex trading me agar aap acchi earning karna chahte hain to aapko risk Lena padega per aapko koshish yah karni chahie ki aap kis tarah lekar jitna aapke pass account balance hai aapane kaun balance ke hota big risk lene jyada risk lene se aapka account wash ho sakta hai forex mein money management khas kya rakhna padta hai jitni aap mehnat ke sath kam karenge aapko kitna yah Cha fayda hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X