ziyda posting nagitive ma kyu jati hai???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ziyda posting nagitive ma kyu jati hai???
    Dear senior members Jyada posting Hamari negative Mein Kyon Jaati Hai Jiski vajah se Hamara bonus kam a raha hai please guide Karen post ki quality ko Kis Tarah Se improve kiya jaaye ki Hamari posting negative Mina Jaaye aur ham easily Achcha bonus Hasil kar sake Shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ziyda posting nagitive ma kyu jati hai???

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forum pe hum posts bahut ziyada kartay hen iss k bawajood bonus kam milta hey jahan tak mera khayal hey forum pe aj kal jiss post pe thanks miltay hen hen woh post hi bonus k liay count hoti hey aur koshish karen k tamam posts achi quality ki karen aur thanks ki average ko behtr karen
    • #3 Collapse

      Re: ziyda posting nagitive ma kyu jati hai???

      اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
      Dear senior members Jyada posting Hamari negative Mein Kyon Jaati Hai Jiski vajah se Hamara bonus kam a raha hai please guide Karen post ki quality ko Kis Tarah Se improve kiya jaaye ki Hamari posting negative Mina Jaaye aur ham easily Achcha bonus Hasil kar sake Shukriya
      Dear forex member hum jaldi me posts karte he aur posts ke qualityvka khyal naho rakte aur is tara hum aik jisa thread karte he jis per kya huwe posts be delete hote he jis ke waka se her member ko kam bonjs hasil jota he hume her posts ke quality ka bhut khhal rakna chaya take zayada binjs hasol ho sake
      • #4 Collapse

        Re: ziyda posting nagitive ma kyu jati hai???

        Dear bilkul aisa hi hota hai lakin iss ka tou moderator hi koi behtar jawab dae sakta hai lakin forum pe hum posts bahut ziyada kartay hen iss k bawajood bonus kam milta hey jahan tak mera khayal hey forum pe aj kal jiss post pe thanks miltay hen hen woh post hi bonus k liay count hoti hey aur koshish karen k tamam posts achi quality ki kerain
        • #5 Collapse

          Re: ziyda posting nagitive ma kyu jati hai???

          Yes ap me sahi notice kiya hai hamamri ziyada posts negative main hi count hoti hai and ham yahan oer jitna mehnat k sath kam kerty ahin to us hisab se hamy reward nahi milta hai means k posting k hisab se hamy kam bonus milta hamy forum per jesy pehly bonus diya jata tha ab bhi wesy hi dena chahye r dekha jay to ab ziyada log mazeed mehnat k sath kam ker rahy hain and her apni trad se posts main mouyar lany ki bhi pori try ker rahy hai to binua bhi isi hisab se acha milma chahye and is kai main waja nh mallom k posts negative mian q count hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: ziyda posting nagitive ma kyu jati hai???

            Posts me knowledge ki ghir majoodgi aur mistakes ki waja se esi posts negative me chali jati hey aur esi posts admins ki nazar me be ajati hey jes ki waja se forum se en ko delete kar dia jata hay, posts agar short ho aur es me kesi be kisam ka Forex se taluq rakny wala knowledge na ho to ye post ko negative me le kar chali jati hay agar esy threads key jaye jo key pehly se hi Forum me majood ho to per be esy threads ko koi value nahi milti hay.
            • #7 Collapse

              Re: ziyda posting nagitive ma kyu jati hai???

              yas dear hmari ziyadh post nagitive q jati hen aik to hum post ko usky miyar ky mutabiq nhe krty aur hum post men knoweldge sy experience hard work nhe krt jis ki wjah sy hmari post bekar jati aur hum ko apni mehnat ka koi acha sila nhe milta to so hum ko chahye k hum es men post ki quality aur usko information ky sath he mukamal kren
              • #8 Collapse

                Re: ziyda posting nagitive ma kyu jati hai???

                Mere Pyare doston Kuchh logon ka bonus kam a raha hai aur kuchh logon ka Bharosa Chhavi a raha hai to Aapka Agar bonus kamae raha hai to aap dekhiae ki aap kaun si Aisi mistake kar rahe hain Jiski vajah se aapko Achcha bonus Nahin mil raha koshish Kijiye Hamesha quality wali aur informative post Banai Hai jisse dusron logon ka fayda ho aur vah aapko thanks Nahin jitne Jyada vah aapko thanks Denge to aap ko bonus Milega aur aap trading karne mein Kamyab Ho Sakenge aur munafa Le Sakenge
                • #9 Collapse

                  Re: ziyda posting nagitive ma kyu jati hai???

                  Post ko negative me jany ki bhot c wajha bhi ho sakti han jis me mery kheal sy ham ya to short post krty han ya phir ham topic sy hat ky post kr rahy hoty han. Hamin chaeay jo thread me topic start hua ha osi ky bary me post kren. Koch member aesa krty han ky thread me topic koch ar hota ha wo post kisi ar topic se related kr rahy hoty han to aesi pots krny ka koi faida ni ha qu ky wo bonus ky leay count ni ki jati.
                  • #10 Collapse

                    Re: ziyda posting nagitive ma kyu jati hai???

                    Ham Agar positive mind se posting Karenge to Hamari posting Hamesha positive hi jayegi Agar Ham negative mind se posting Karenge to Hamari poston Hamesha negative hi jayegi isliye mind ko active requirement ko saaf rakhen mind ko Tej Sahi Karen FIR Uske bad Forex mein aap kam Karen Inshallah aapko acchi kamyabi Hogi aapki post Ki Seva geet aapko post ka Achcha SA 1 week mein mehnat koshish ki kamyabi ka naam hai
                    • #11 Collapse

                      Re: ziyda posting nagitive ma kyu jati hai???

                      Dears friends zyada posten ka nagtive ka aik hi rezn ho skta hai who rezn yeh ham posts ka jwab achy alfaz se de nahe pate jise hamri posts kisi hamari post koi matlb nahen hota aur hamari posts count nahen hoti ,tu aisi posten hamri nagtive me jati hain.forex me posts ka indajj ham ess trah krna chahye jis hamre knowledge increase hone ka bais bne
                      • #12 Collapse

                        Re: ziyda posting nagitive ma kyu jati hai???

                        G bhai aap ny thek kaha humai posting kurty waqt upna pura focus is me daina chahye ta k hum behter sy behter post kur saky air agr hum post kurty waqt upna dihan kisi aur cheez me kurty hai to hum post b sai tara sy nh kurty aur hum is me words ki b kafi mistake kur daity hai jis ki waja sy humai bonus bohat thoda milta he
                        • #13 Collapse

                          Re: ziyda posting nagitive ma kyu jati hai???

                          apni post ki quailty ko improve karna hian apni posting main achi tara learning share karni hain pak froum main sab member ziyda psoting karte hain par apni seplling ki mistake ko check nhe karte hian hamri post main agar seplling main mistake hota hain tu hum apni mistkae ko kafi ignore kar dete hain jis say positng main and bousn py asar parta hain lehaza humhan chahiaye k hum mistake ko ignore na kare or learning hari rakhain posting main mistak eko note kare tab he kmayabi hain
                          ​Sadaf Khan
                          • #14 Collapse

                            Re: ziyda posting nagitive ma kyu jati hai???

                            ziyada postain nagative main es liye jati hn q k wo meyari ni hoti un ki guftgu koi maeni ni rakhti jo bhi post maqsad sy hat kr be maeni hogi wo nagative main jaey gi jani
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ziyda posting nagitive ma kyu jati hai???

                              Forum k rules or regulation hoty hain agr ap unko follow ni krein gy tu wo ap k faida ki bajye ulta nuqsaan hota hai. Forex forum main daily ki limit agr 50 post hain tu apko wo 50 post hi create krni chahye takeh apko us se sirf faida ho nuqsaan ni ho. Forex trading main kaam krna har ek k liye important tu hai lekin mushkil bhi hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X