useless post aur threads na karain delete ho jain gin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    useless post aur threads na karain delete ho jain gin
    Assalamu Alaikum
    Useless threads aur post na karain aisa karnay say ap ki thread aur post delete ho jaye GI aur post main diya hue tamam advices Jo Kay achi hon un pay amal karain aur baitr say baiter kam karnay ki kosish karain
    Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: useless post aur threads na karain delete ho jain gin

    walikum asaalam g han ager ap yahan per useless postys and threads create kerty hain to in ka koi fauda nahi hai kiun k aesi fazool post forum se jald hi delete ker di jati hai and jo members aesi threads create kerty hain jis ka koi faida hi nahi hota ya wo repeat ki gai hon to aesy log apny sath dosry members ka bi loss kerty hain k is se un ki threads jab delete hoti hain tom sath bhi posting bhi dleet ho jati hai so always achi bat ko hi share karen jab ao k pas koi boht achi bat hi to share karen ya pochen werna sara focus mouyari posting per rakhen
    • #3 Collapse

      Re: useless post aur threads na karain delete ho jain gin

      yahan per hamara kam hai ek dusre ko sikhana agar Ham galat tarike se thread banaenge jiska koi bhi maksad nahin hoga aur acchi knowledge wali post nahin karenge to kisi ko ham Rasta nahin dikha payenge unko jab samajh hi nahin aaegi ki trading kya hoti hai to vah fir use thread ka aur post ka koi fayda nahin hai jo logon ke kam bhi Na aaye
      • #4 Collapse

        Re: useless post aur threads na karain delete ho jain gin

        dear members Meri aapse yah request hai ki please aap log useless threads ko open na Karen use per aap post bilkul bhi Na Karen uska koi bhi fayda nahin hai yaar vah post aapki delete ho jaayengi aap jo bhi use post ko karne mein time lagaenge vah bhi aapka time Jay Ho jaega aapko chahie ki aap apna work acche se Karen aap log spelling ki mistake na Karen aur please yaar useless topics ko aap use na Karen yaar use per aap log threads na Karen aajkal ke Jo junior members Hain vah bahut hi galat friends karte Hain vah Jo na uska koi topic hota hai na kuchh to isliye main unse request karunga ki vah acchi threads per post Karen
        • #5 Collapse

          Re: useless post aur threads na karain delete ho jain gin

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aqib bahi پيغام ديکھيے
          Assalamu Alaikum
          Useless threads aur post na karain aisa karnay say ap ki thread aur post delete ho jaye GI aur post main diya hue tamam advices Jo Kay achi hon un pay amal karain aur baitr say baiter kam karnay ki kosish karain
          Thanks
          Gevha forex member her thread konposts karne se phelendekna chaya ke is tsra ka koi thread to nahi kya he kisi be member ne ager same thread mele is per posts bmnahi karni chaya aur her thread per posts karni chaya aur achi qualityvke thread ke posts ko like be karni chaya aur achi quality ke posts be karni chaya
          • #6 Collapse

            Re: useless post aur threads na karain delete ho jain gin

            jo bhe chese useless ho usay khatum ker he diya jata ahe per yahn to forex k baat hae jo international busoiness hae hum is mn mehnut lagun emandari k sath work krm time pass na krn kun k jo bundy time pass kertay hn wahn fazool ur useless posts kertay hn jo hamish achi ni hoti ur na he quality bhe poora ni uterti to aisai post delete ho jati han hamn aisai posts kerni he ni chahea hum jo bhe post krn woh thread k mutabik honi chahea ur is mn information honi chahea na k koe basoood baatn jin say forex ki repotation kharab ho ur aisai post kernay ka koe faida ni ur na he inka bonus milta ahe
            • #7 Collapse

              Re: useless post aur threads na karain delete ho jain gin

              Gee han forex par wahi kaam karen jo forex ke bare main ho forex ke rules ke khilaf kaam na karen hamein forex ko samajh kar hi forex par work karna hoga iss se ham achi kamyabi hasil akr sakte hain or hamara knolwedge gain hoga or ham threads or posting main bhi best kaam karenge or informative posts or threads kar skte hain jin se dosron ko faida ho skta hai
              • #8 Collapse

                Re: useless post aur threads na karain delete ho jain gin

                Of course you are right you are you are you are thinking so beautiful Pakistan Forex post Agar already a chuki hai usko Bar Bar Ham repeat na Karen Agar ek hi post ko Ham Bar Bar repeat Karenge Agar submit Karenge to Fir vah post automatically Hamari delete ho jayegi isliye apni post ko saaf rakhen ek martba ek topic ko Aap Yahan per add Karen aur jab Ek martba Ekta par ko Aap Yahan per add Karenge to Fir aapko accha Sa advantages Lanka acche se thanks Milenge acche se likes Milenge aapko Achcha milega
                • #9 Collapse

                  Re: useless post aur threads na karain delete ho jain gin

                  Ap ne friends right kaha hai keh hame fazool thread nahi karne chahiey aese thread karo Jo informative aor asan hoon.
                  PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                  • #10 Collapse

                    Re: useless post aur threads na karain delete ho jain gin

                    use less post aur thread bilkul na krian qun k ye delte ho jain ge ap ka to nuqsan ho ga laken ap ke sath sath jis ne ap ki thread pr reply kya ho ga us ka bhi nuqsan ho ga. so ap apna aur dosrooo kaaaaaaa nuqsaaaaaan bilkul na krian. ye ap ko aur ap ke follower k liye best hy. apni aur dosrooooooon ka kyal ap krian.
                    .................................................. .................................................. .................................................. ................................
                    • #11 Collapse

                      Re: useless post aur threads na karain delete ho jain gin

                      Jo log bhi useless post karte hain yah that day would definitely yahan se form Se Usko delete kar diya Jata Hai Lekin koshish Kare Har EK koshish Karni chahie ki useless post na Karen aur na hi set Karen se Unka pura bhi time ka hota hai aur jo log koshish karte hain reply karte ho Unka bhi definitely time hota hai to is chij Se Bachana jaaiye sirf relevant topics related Forex trading business ke bare mein hi aap post Karen Taki vah useless Mein Na Aaye Aur Logon Ko Jyada se jyada fayda ho sake vah log ko Kamyab karne mein Apna Ek important role play Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: useless post aur threads na karain delete ho jain gin

                        Hamen Hamesha Is Tarah Ke threads Banane chahie jismein maximum information maujud Ho Jin treads Mein information maujud Nahin Hoti yah vah totally irrelevant hote hain unko delete kar diya jata hai isliye Hamen bahut jyada knowledge full informative questions hi karne chahie aur apni post mein bhi acchi information ko share karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: useless post aur threads na karain delete ho jain gin

                          waalikum salam dear ap ny darus kaha hymain apki bat sy mutafiq hn per yahan ussless system ni ruknay walay q k hum 14 sadi k insan hn hamain apni mehnat zaye janay ka gham hi ni hy bhai meyari guftgu krein or jo forex k mutaliq ho kisi ko kuch seekhnay ko milay kisi ka faida ho ye hy kamyabi yahan tu lagay prey hn kisi ko kuch pata ni kya ho raha hy
                          • #14 Collapse

                            Re: useless post aur threads na karain delete ho jain gin

                            Ek aisa topic Jo hamare aur dusre members ke kam aaye aur unhen fayda pahunche essay topic select karne chahie aur post karte waqt bhi yah baat mind mein rakhni chahie ki aapka topic aur aapka reply useless Na Ho kyunki ki aise topic select karna jo kisi ke kam Na aaye aur jo informative Na Ho Ho unka Koi fayda nahin hai an se just time waste hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: useless post aur threads na karain delete ho jain gin

                              g bilkul bht achi baat share ki h my ap ki baat sy agre karta ho hmy phyly sy lagai gai thread r nolig again share ni karni chahiy is sy hmy loss hta ha hamara kam hamare mhynat waste hti ha kuk hamara kam dlet ho jata ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X