Short Time ma Trade karna ziada profitable ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Short Time ma Trade karna ziada profitable ha
    Agar hamare account ma balance thora ha to hum short time pe trade kar ke acha profit kama sakte hain bajaye long Time aur ziada profit ke chakar ma aik choti lot lagayen us ma se 1 ya 2 Doller kamayen aur stop kar len us ke baad again short time pe choti lot aur kuch Tume ma hi aap 50 se 100 doller kama sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Short Time ma Trade karna ziada profitable ha

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Abdul@730 پيغام ديکھيے
    Agar hamare account ma balance thora ha to hum short time pe trade kar ke acha profit kama sakte hain bajaye long Time aur ziada profit ke chakar ma aik choti lot lagayen us ma se 1 ya 2 Doller kamayen aur stop kar len us ke baad again short time pe choti lot aur kuch Tume ma hi aap 50 se 100 doller kama sakte hain
    Aapane Sahi kaha hai ki agar aap short term trading karte hain to usmein aapko Jyada profit hone ke chances hote hain Kyunki agar aap short term trading karte hain to usmein profit ke chances isliye Jyada hote hain ki aap Thode time mein jyada trades open karte hain aur aap lot size bhi thoda Bada use kar sakte hain to Is Tarah Se aapko problem jyada ho sakta hai lekin ismein careful Rahane ki jarurat Hoti Hai Kyunki Agar aapane money management ko Sath Lekar na Chala to aapko loss Ho bhi sakta hai aapka account mein Awaaz hone ka Khatra ho sakta hai so be careful in this manner
    • #3 Collapse

      Re: Short Time ma Trade karna ziada profitable ha

      Forex trading k business main kamyab ap tab hoty hain jab ap k annylsis occurate hoty hain aur earning bi tab hi hoti Hy to is liy jab ap market ko watch KR rahy hon aur apko lgy k ap ki trade open krny sy Thora bahut prifit aa sakta Hy to dair met kro aur trade open kr lo
      • #4 Collapse

        Re: Short Time ma Trade karna ziada profitable ha

        Short time mein trade karna Baki hi jyada munafa bakhsh hai isliye kyunki market aksar chhote areas mein jyada der harkat karti hai hamare liye yah baat zaroori hai ki Ham agar jaldi munafa kamana chahte Hain to chhote time frame per trade Karen bade time frame per jyada waqt lag jata hai aapke target hit hone mein aur nuksan bhi jyada uthana padta hai
        • #5 Collapse

          Re: Short Time ma Trade karna ziada profitable ha

          short time trading best ha or is me market me hum ko M30 ya H4 per trading karni hogi jis me kam time me result aa jata ha or market ka be pata chal jata ha so hum ko jo new traders han wo short trading karen per daily wise one trade karen to aaram say un ko profit be hoga or trading ke samjh be aa jaye ge wakt k sat,
          • #6 Collapse

            Re: Short Time ma Trade karna ziada profitable ha

            yes ap yahan per short term trade bhi ker sakty hain ager ap k pas balance kam hai to phir short term trade ko hi focus kiyan jay ager ap k pas abalnce acha hai to phir ap long term trade bhi ker sakty hain kam balance k sath ap kam lot k sath short term trade open karen r is per ap acha profit bhi gain ker sakty hain and thora thora profit gain ker k ap apna account bhi grow ker sakty hain and jab strong capital hoga toi isi hisab se lot size set ker k ap acha proft bhi gain ker sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Short Time ma Trade karna ziada profitable ha

              Ji han bhai jaan short term trading karna se bahut jyada profitable hai ab aap Logon Ko chahie ki aap log Hamesha short time trading Kiya Karen kabhi bhi long term trading mat kiya kar unke market ko aap log sahi tarah se naraj Nahin Karte jisse aap Logon Ko loss hota hai isliye Hamesha small lot size se short time ki trade Kiya Karen thank you so much
              • #8 Collapse

                Re: Short Time ma Trade karna ziada profitable ha

                Short time mein trading karna jyada profitable hai
                Good afternoon forex traders doston kya hal hai aapke ummid karta hun ki aap khairiyat se honge yah baat bilkul dost ke short time kidding karna jyada faydemand hota hai short term trades hamen hamari marji ke mutabik close aur open karne ka pyar hai aur ham karte hain aur hamen vah jald profit ya Las ho jata hai isliye short term trading hi behtar hai aur aksar log short term trading hi karte Hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Short Time ma Trade karna ziada profitable ha

                  Aapane Sahi kaha hai ki agar aap momentary exchanging karte hain to usmein aapko Jyada benefit sharpen ke chances hote hain Kyunki agar aap transient exchanging karte hain to usmein benefit ke chances isliye Jyada hote hain ki aap Thode time mein jyada exchanges open karte hain aur aap part size bhi thoda Bada use kar sakte hain to Is Tarah Se aapko issue jyada ho sakta hai lekin ismein cautious Rahane ki jarurat Hoti Hai Kyunki Agar aapane cash the board ko Sath Lekar na Chala to aapko misfortune Ho bhi sakta hai aapka account mein Awaaz sharpen ka Khatra ho sakta hai so be cautious thusly

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X