Forex Trading ma lots lagane ka Tareqa
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading ma lots lagane ka Tareqa
    Dear all members ma aap ko apna experience share karna chahta hn ke jab bhi Trading karen Aap ko chaheye ke apna balance bacha ke rakhen is se kia hoa ga ke jab aap choti lots lagayen ge to agar loss aye ga to us se aap ka account balance bach jaye ga aur dosri lots lagane ke leye aap ke pass dubara se balance available ho ga aur thora thora profit milta rahe ga ayse kia khayal ha aap ka
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading ma lots lagane ka Tareqa

    aap nay bari achi information share ki hay Lot size account balance k hisab say hi select karni chahiay kyun k lot size jitni kam ho gi loss k soorat main account wash honay k chances utnay hi kam hon gay Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
    If you work hard no body can stop you from success
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading ma lots lagane ka Tareqa

      Forex trading Mein lot size Lagane ke liye Ye Hamen responsibility aur jimmedari se kam Lena chahie Hamesha lot size Apne capital size ko Madhya Najar rakhte Hue istemal Karni chahie main aapko Ye Mashwara Doonga ke Agar aapka bonus account 50 dollar se above hai to aap 0.01 ki lot size select Karen aur Agar aapka account $100 se above hai to aap 0.02 ki lot size istemal kar sakte hain bonus account per Mere Khyal mein isase badi lot size ka istemal nahin karna chahie Kyunki bonus account almost Lo capital account Hota Hai Is per Badi large size ke sath survive karna bahut jyada Mushkil Hai hai agar market thodi si bhi aapke opposite Chali Jaati Hai To jaldi aapka account was ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading ma lots lagane ka Tareqa

        Lots Jo bi lagao jaisy ni lagao is k liy sab sy ahm bat yeh Hy k ap pehli trade bilkul zero lot k sath matlb bahut hi km lot size hona chahiy is sy apko trading main confidence aay ga aur doosra apka account safe rahy ga aur jab apka account safe hota Hy to AP kafi lemby period k liy trading market main participate krty rehty ho aur earning k chances bi ziada hoty hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading ma lots lagane ka Tareqa

          Aap logo chahie Forex trading ke andar lot Lagana Chahte Hain To unko chahie speed Mein Bhi Nahin Hai To Kuchh chahie kya Nahin chahie Kyunki ismein aap logon ko bahut nuksan ho sakta hai aur aap log Apna account ko aaj Karva sakte hain Humko chahie Kya Hamesha Mein Na to Lagate Hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading ma lots lagane ka Tareqa

            Jaisa ki aapko Maloom Hai Ham jitne bhi Pakistan Forex form ke member Hain Ham direct Mein trading Apne bonus ke sath karte hain aur Hamara account bonus wala account hai jismein Hamen leverage bahut kam 28 ki gai hai to iske liye Hamen yah chahie ki Ham Thoda rakhen Aur Thoda Thoda profit on karne Koshish Na Karen aur Hamesha trading karte hue main Jarur rakhen aur Hamesha Apne trade Mein stop Lal aur take profit order ki opportunity ko avail karte hue Apne account ko save karne ki koshish Karte Rahana chahie aur Hamesha small lot size ke sath trading Karni chahie
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading ma lots lagane ka Tareqa

              Dear bro khayal bht acha hai aur aisa krny se mtlb small lot ki 1st trade open ki jaye tu balance bhi safe hota hai aur dosri trade open krny k liye margin bhi available hota hai is tarah market jitni against move kregi aap dosri trade se profit book krty jaen ye tarika bht acha hai aur weekly bonus bhi increase hota rehega.
              Last edited by ; 10-05-2020, 11:34 PM.
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading ma lots lagane ka Tareqa

                Trading mein aap apna lot size hamesha yah chhota rakhen apne account balance ke hisab se lot size rakhna jaruri hai kabhi bhi aap apne account mein leverage ko jyada na Karen kyunki jyada leverage hone ki vajah se a aapka lot size badh jata hai jis vajah se insan apna balance Jaya kar deta hai aam taur per kam leverage ki trade aapko jyada munafa de sakti hai aur aapka account bhi sev rahega lalaj insan ko nuksan ki taraf Le jaati hai isliye hamen is baat ka khyal rakhna chahie ki ham hamesha yah apne balance ko manage Karen aur kam lot size lagaen apne balance ke mutabik
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading ma lots lagane ka Tareqa

                  Assalam o alaikum Jesa k thread ma pocha gya h k Forex trading ma lots lagany ka tareeqa kia h. Dosto lot's size ko istemal krny k liye ap demo py zada se zada practice krein. Lot size hamesha apni acount ko dekh kr lagayn. Ager new members hain, to chota lot size use krein. Sb se chota lot size 0.01 h.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading ma lots lagane ka Tareqa

                    Forex trading mein lots lagane ka tarika
                    Assalamu alaikum folk status jab bhi aap apni trade open Karen aap kam se kam lot size istemal Karen aap jis pair per thi trading karna chahe uska English Karen aur uske bad FIR 10 hi lot size ka intekhab 0.01 se 0.05 Tak lagaen Agar aapko last hoga to aap ka account kaise jayega Agar aapke trade profit mein ja rahi hai to aap fauran Badi log bhi lot size tamal karte hue usi par dobara trade kar sakte hain isase aapka profit bhi behtar hoga achcha profit hasil hoga aur bata trading hoti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Trading ma lots lagane ka Tareqa

                      Ji han bilkul theek baat hai Forex trading main laut lagane ka sabse behtarin tarika yah hai ki aap jab trade open karte Hain to uske upar aapko figures show hote hain 0.1; 0.01 to something is samay figures hote hain mines mein plus mein uske mutabik ki aapko trade mein lot size rakhna padta hai jitna aapke pass balance strong hota Hai usmein uske mutabik ki aapko lot size apna chahie kyunki tabhi jakar aapko profit achcha Hasil hota hai aur Agar aapki trade lost mein bhi jaaye to aap ka account watch nahin hota kyunki aapke pass backup per bonus strong hota Hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Trading ma lots lagane ka Tareqa

                        aap nay bari achi data share ki feed Lot size account balance k hisab say hello select karni chahiay kyun k part size jitni kam ho gi misfortune k soorat fundamental record wash honay k possibilities utnay howdy kam hon gay Forex aik aesa online business roughage jis principle ham jitna ziyada information acquire karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k useful information acquire karain gay hamen utna greetings faida ho ga utni hey ziyada hamari procuring ho gi and ham kamyaab dealer boycott jain gay forex market primary exchanging karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti feed agar ham hardwork k bagher easy route say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol feed k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X