Angry logon ko kiya karna chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    angry logon ko is treh se convice kren kay unko kahen k dekho bhai har jeet to lgi hi rehti hay is liye ap dil har k na beth jao bus mehnt kro phl zaroor mile ga to wo yqeenan razi hojainge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yar mujhy yeh samjh nai ati k log forex business se naraz kyu hoty hain jab k yeh to bohat he profit wala business hai ya to unho ny is main loss ko face kiya ho ga and wo loss un ko ya to greed ke waja se hua ho ga ya phir kam knowledge ke waja se...
      • #18 Collapse

        It is very good when you are trading for you to try and concentrate at all times that you are in this business so that it will enable you to make god money from one level to the other
        • #19 Collapse

          Jo log forex trading se naraz hain is me un ka hi qasor he kio ke wo propr learning ke beghar forex me Aa Kar apna capital Los Kar chokay hotay hain.
          • #20 Collapse

            forex me tou i thing hume nhe lgta k koi bhe naraz ho ga ye business asa nhe hai k iss me kisi kisam ki koi narazgi ka sabab bny asal me iss me hume siraf mehnat krni chaeye or learning krni chaeye
            • #21 Collapse

              angry logo ko kuch nahi karna chahaya pany ander bardast paida karni chahay kuch bhi hojaye apni qowate bardasht ko hath sa nahi jana dana cahya
              • #22 Collapse

                i think angry log always yahan par apna nuqsan hi kartey hain aur unhen always yahan par loss hi hot ahey aur yehi wjha he keh bohot sarey traders is business mein loss kar rahey hein aur yahan par fail ho rahey hain.
                • #23 Collapse

                  forex trading aik business hay orr iss main loss hoota hee hay angry wohee hootay hain jinko loss hoota hay to bhai jub aapko loss hoo aap thoori dair kay liyea trading band ker dain apnay mind ko fresh kerrain or dobara track per aa jain.
                  • #24 Collapse

                    Dear trader asy trader jo forex sy naraz hain wo phly forex ko proper learn kar k forex ma entry dy per forex um ko bhi khush kar dy ga.
                     
                    • #25 Collapse

                      Dear friend Forex market is the risky market. If we are deal.it with the patience and strategy. Then we are able to earn the money regular base in this market. If we are anger or emotional then we can not success full trader.
                      • #26 Collapse

                        bhai mairay khiyal say tu acha business hai lakin pata nahin kiyon is market say koi khush kiyon nahin reh pata 95 percent log is market main loss hi karwatay hain aur main bhi un main say aik hon achay bhalay paiay kama liyay thay us say zaida ab main nay loss karwa liya hai lalach main a kai.
                        • #27 Collapse

                          my dear loss kisi ko b pasand nahi but forex ek business hai jis mein loss or profit sath chalte hain is liye agar koi na umed ho jaye or bina mehnat k earning ki koshish krey to ya na mumkan hai is liye kabhi b mehnat or ummeed ka daman na choro
                          • #28 Collapse

                            dear mery khayal mein to angry logon ko trading nahi karni chahiye kyun k wo emotions mein a kar mistake kar sakty hain aur us mistake ki waja say bohat zyada loss bhi ho sakta hy is liye trading nahi karni chahiye
                            • #29 Collapse

                              forex angry logo ke lyia nahey hay ap kese be trah agar thora be gussa kar jatey hayto ap ko kafe sara nuqsan ka samna karna parta hay aur huge loss ho sakta hay ap ko so take care..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                g janab angry logo ko yaha pr kuch na kuch seekhty rhna chahyay bcz yaha bht sy log khoty howy bht kuch paaa lyty hy or is ky liyay hosla or sabatqadmi chahyay or sturuggle chahyay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X