Kya forex mn knowledge ke zarurt hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kya forex mn knowledge ke zarurt hai?

    Dear members forex business mai hum ager hamary pass knowledge ni ho ga to hum is mai kam ni kar sakty is liya hamay sub say pahly experience ka be hona bohat zarori hai pher he hum is mai kam kar sakty hai hamay is mai zayada say zayada mahnat kar kay hum is mai kamyab ho saktyt hai knowledge aik bar he laynay say ni ajata balkay thora thora kar kay pher he hum seakh paty hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kya forex mn knowledge ke zarurt hai?

      Forex pay online hokar aur har ek member ki yah koshish hai ki vah maximum experience hasil kar le kyunki experience hasil kar lene ke bad hi koi bhi member kamyab ho sakta hai to isase yah sabit ho gaya ki yahan per kam karne aur kamyab hone ke liye experience ki bahut jyada jarurat hai isliye har ek member hi online hokar aur maximum learning hasil kar le aur experience bhi gain kar le
      • #18 Collapse

        Re: Kya forex mn knowledge ke zarurt hai?

        Assalaam o alaikum forex forum ik aisa forex hay jis main kamyaabi kay liay forex business ka knowledge hona bahot zaroori hay ham forex forum ka knowledge ka baghair kabhi bhi kamyaab nahi ho sakty ess kay liay hamain ziyaada say ziyaada time forex forum pe denaa ho gaa oar forum ka knowledge gain karna ho gaa
        • #19 Collapse

          Re: Kya forex mn knowledge ke zarurt hai?

          han Forex mein agar kam karna chahte hain to aapko knowledge ki bahut jyada to Rakh padati Hai Agar aapke paas film ki Kami Hai To iska matlab hai ki aap Forex forum per server nahin kar sakte correct form 1 Vas subject Ki Tarah hai isko samajhne ke liye aur isko janne ke liye Hamen Apne knowledge ko increase karna padega Jaise Jaise Hamara knowledge increase Hota Jaega Usi Tarah Hamen Apne kam Mein maja Aata chahega aur ham acche se experience trader banne Ke Kabil ho sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: Kya forex mn knowledge ke zarurt hai?

            Dear brother of koi bhi business start Karte Hain To uske liye to aapko Uske bare mein knowledge Hona zaroori hai knowledge ki aap Kisi bhi Business mein Kamyab Nahin ho sakte aur Forex trading ke kaisa business hai jismein aap Jitna Jyada knowledge gain Karenge apna hi jyada usmein Achcha output cancel kar sakte hain tulha Sar aapko chahie kya Iske bare mein pahle Jitna knowledge ho sake Hum Sab Karen aur FIR Forex trading mein aap inter hun thank you.
            • #21 Collapse

              Re: Kya forex mn knowledge ke zarurt hai?

              assalamu alaikum bhai sahab sabse pahle yah batao aap Forex mein kya karne Aaye Hain agar aap running karne Aaye To knowledge ki pukar kaise karenge bhai sahab yah Sawal bhi band hai knowledge ki bahut jyada demand Hoti Hai learning Main To knowledge Ke Siva Kuchh Bhi Nahin Ki Agar aapke pass Nahin Nahin to posting kaise karenge Kyunki posting ka jo bonus hota hai vah Hamare post ki quantity or quality per depend karta hai aapke pass Agar knowledge Nahin to aap nahi quantity banaa sakte hain post ki nai quality to Fir aap kaise kar sakte hain ki knowledge ki jarurat hai yani knowledge Hamein bahut jarurat hai posting mein bhi aur trading mein bhi trading Mein isliye km trading skills aur strategies ki maloomat Hogi tab hi Ham Kuchh Hasil karne Ke Kabil Honge vah gana news kab tak dusron se signal Lekar trade karte rahenge aur to aapko Pata Lag Gaya Hoga Ki knowledge bahut hi jaruri hai isliye a knowledge Jahan Se Bhi Mile se game Karen specially experts c lazmi
              • #22 Collapse

                Re: Kya forex mn knowledge ke zarurt hai?

                ghan forexmain bohat zayada knolidge ke zarorat hay kyoun kay knolidge kay bass par he ache or mayare trade mumkin hay jaisay jasay exprence main izafa hota jayga forex aap ko aik ba atmad idara lagnay lagayga
                Thank you for your attention
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Kya forex mn knowledge ke zarurt hai?

                  dear forex main 100 percent he knowledge ki zrorat hoti hai is ky bgair ap forex kabhi kamyabi hasil nahi kar sakty hain knowledge ho ga tab he ap forex main earning kar sakty hain aur sirf knowledge he nahi balky ap ky pas acha experience hona bhi zrori forum ka kam ap ko bonus daina hai aur knowledge daina hai next process ap ka khud ka ha ky ap kaisy kam kar ky forex main earn karty hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X