humain forex main laluch say kam kur kay apnay bonus ko zaya nhi kurna chahiyay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    humain forex main laluch say kam kur kay apnay bonus ko zaya nhi kurna chahiyay
    friends humain kam kurtay waqt yayni trade kurtay waqt laluch say kam nhi kurna chhaiyay q keh aisa kur kay hum apna mehnat say kamaya hua bonus zaya kur daytay hain to humain aisa nhi kurna chaiyay or humain es main trade kurtay waqt sirf or sirf emandari say he kam kurna chahaiyay or es maain achay say kam kurna chahiyaaaay take humain goood bonus gain ho:1f63b:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: humain forex main laluch say kam kur kay apnay bonus ko zaya nhi kurna chahiyay

    Yes dear friend main aapki baat se bilkul aagrah karta hun lalach Ek Buri Bala Hai Humne bahut bar suna hai aur yah practically bhi bahut se Logon ke sath Hua Hai jinhone lalach Mein Aakar Jyada profit kamane Ke Chakkar Mein Apna pura account was karvaya hai dear friend Hamara bonus bahut valuable hota hai bahut Pareshan hota hai isliye Hamen chahie ki Ham Apne capital ki acchi Tarah safety precautions len aur usko acche tarike se utilise Karen aur jo iska maksad hai ki Ham use bonus qaisar Achcha profit kamaen na ke usko Jaya Karen Ek bhi galat trade aapke pure bol usko Jaya kar sakti hai tu hamesha Soch samajhkar aur planning ke sath trade Karen Taki Hamara account bhi save Rahe aur Hamen positive results bhi mile
    • #3 Collapse

      Re: humain forex main laluch say kam kur kay apnay bonus ko zaya nhi kurna chahiyay

      ji bilkul mere Bhai aapki baat bharosa Ham log yahan per forex lalach se Kam nahin karna chahie agar ham log Lal se kam karenge to Ham logon ko yahan per bahut nuksan ho sakta hai aur isase ham logon ka bonus bhi ho sakta hai agar ham log apna bonus bachana chahte Hain to hamen forex mein lalach se kam bilkul nahin karna chahie yahi ek accha tarika hai hamen forex mein kamyabi hasil karne ke liye lali se bachana chahie
      • #4 Collapse

        Re: humain forex main laluch say kam kur kay apnay bonus ko zaya nhi kurna chahiyay

        Je han, hamy lalach ma parh kar apna acct wash ni karwana chahe, forex ma sb sy zayad acct wash lalach or jald bazi ma hoty hain, lalach ka start ma pata he ni chalta, jb us ma pans kar acct wash ho jaty hain to tb lalach ka pata chalta hai but us time pachtany k elawa kuch kam ni ata,
        • #5 Collapse

          Re: humain forex main laluch say kam kur kay apnay bonus ko zaya nhi kurna chahiyay

          hamy apny emotion or lalach ko qaboo main rakh kar is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha bonsu hasil kar ky apni family ko support kar sakty hain ham is main out off cost account bana kar be kam kar sakty hain ham is main part time be kam kr sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar skaty hain
          • #6 Collapse

            Re: humain forex main laluch say kam kur kay apnay bonus ko zaya nhi kurna chahiyay

            Yes dear brother aap ki advice bahut acchi hai lalach Karke Ham apni investment yah Apne bonus ko share kar sakte hain lalach ki misaal dimak Jaisi Hai Jo Lakadi ko kha Jaati Hai yah Jis Tarah Agar Aapke Dil Mein Koi shak a Jaaye to vah Insan ko pura khatm kar deta hai aur usko Aisa star kha jata hai aap ISI Tarah Agar trading main aapko thoda sa profit ho raha hai aur aap Jyada Ka lalach Karke trade close Nahin Karenge to yah laalach aapka thoda sa profit bhi nuksan Mein convert kar dega aur FIR aapke pass Kuchh Bhi Nahin hoga Shivay sharmindagi ke isliye koshish karen Ki lalach Na Kiya Karen aur ped se profit per bhi satisfied Hona Sikh le
            • #7 Collapse

              Re: humain forex main laluch say kam kur kay apnay bonus ko zaya nhi kurna chahiyay

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ZainabBaloch پيغام ديکھيے
              friends humain kam kurtay waqt yayni trade kurtay waqt laluch say kam nhi kurna chhaiyay q keh aisa kur kay hum apna mehnat say kamaya hua bonus zaya kur daytay hain to humain aisa nhi kurna chaiyay or humain es main trade kurtay waqt sirf or sirf emandari say he kam kurna chahaiyay or es maain achay say kam kurna chahiyaaaay take humain goood bonus gain ho:1f63b:
              Ge ha senior member lalach kisi be kam me nahi karna chaya ager lalach lare ge to loss ho ga is lya hume zayada mehnet karna chaya aur mehnet ke waja se hum acha earning kar sake ge aur ager lalach kaeni he he to knkwledge hasil karne me lalach kare takenzayada knowledge hasil ho sake
              • #8 Collapse

                Re: humain forex main laluch say kam kur kay apnay bonus ko zaya nhi kurna chahiyay

                Ji aapki baat se main bilkul abhi karta hun aapane bilkul theek Baat kahi hai ki Hamen Apne Laal Ishq use a Ja Tu Hasi Dekhe Apna bonus usko yaar kis nahin karna chahie Hamen chahie Apne kam ko efficient tarike Se Karke Apne bonus ko maximum limit ke taraf se lekar Jana chahie Agar Hamara kam Hamari post quality of posture belt according Hogi To Hamara bonus aur definitely Jyada Se Jyada Banta Jaega Ham koshish karen kay quality work ko install Karen Apne acche experience ko acche knowledge ko use karte hue maximum Apna Jyada Se Jyada bonus apna banane ki aap koshish karen
                • #9 Collapse

                  Re: humain forex main laluch say kam kur kay apnay bonus ko zaya nhi kurna chahiyay

                  dear members lalach aik aisi bimari hay jis main agar ham apnay apko sambhaal nai patay hain to ham makreet main kabhi bhi kuch success nai hasil kar sakaty hain is liye better yahi hay k ham thora earn kar lain aur markeet main isay samjhain jitna ziada time ham lagatay hain isay smajhnay main utna he ham acha earn bhi kartay hain aur apnay mined ko bhi ham relaxed daitay hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: humain forex main laluch say kam kur kay apnay bonus ko zaya nhi kurna chahiyay

                    han g dear member apnuy thk kha hy keh hamin forex men laluch to bilul bhi nhi kerni chahiy laluchi member ka koi bhi guzara nhi hota hy laluchi member kbhi bhi kamiyab nhi hota hy ham iss mein ager rules key mutabik aour laluchh sey free ho ker kaam krein gy to hamin apnuy bonus ko safe rakhnuy key sath ham acha profit bhi hasil ker sakin gy..
                    • #11 Collapse

                      Re: humain forex main laluch say kam kur kay apnay bonus ko zaya nhi kurna chahiyay

                      Gee haan bhai forex mein lalach sae humain hamesha nuqsaan hi hota hai aur lalachi shaks kabhi bhi forex mein kamyab nahin hota agar ham log Lal se kam karenge to Ham logon ko yahan per bahut nuksan ho sakta hai aur isase ham logon ka bonus bhi ho sakta hai agar ham log apna bonus bachana chahte Hain to hamen forex mein lalach se kam bilkul nahin karna chahie yahi ek accha tarika hai hamen forex mein kamyabi hasil karne ke liye
                      • #12 Collapse

                        Re: humain forex main laluch say kam kur kay apnay bonus ko zaya nhi kurna chahiyay

                        G han bhai Jan apny thik kha hy k hamain is Kam main lalach sy Kam Nahin karna chaiy is Kam main agar ham lalach Karin gy to ham is kam main kabhi bhi kamyab Nahin ho sakty is Kam main ham khob Mehnet or fresh mind ho Kar Kam Karin is Kam main lalach hamain double nuqsan daita hy is Kam main jitna acha experience ho GA utna is Kam main ham acha profit gain Karin gy
                        • #13 Collapse

                          Re: humain forex main laluch say kam kur kay apnay bonus ko zaya nhi kurna chahiyay

                          g bhai ap ki bat thk ha forex ma hamny boht mahnat kr k bouns milta ha hum rat din postny krty ha tu hamny bouns milta ha tu dosto hamny apny bouns sy boht hi safe trading krni chaheay or forex ma lalch kr k apna bouns zaya nahi krna chaheay.
                          • #14 Collapse

                            Re: humain forex main laluch say kam kur kay apnay bonus ko zaya nhi kurna chahiyay

                            yes dear humhain bouns bhot he hard work say milta hain pak froum ki website py hum time spand karte hain posting karte hain best quialty wali post karte hain jis say humhain kafi acha bouns hasil ho jata hain is liye humhain chahiye k hum forex trading main jaaab b kaam kare tu lalach k sath work nhe karna chahiye apne bouns ko achy say use karna hain apne bouns ko reall invest ki tara use karna han tu pher account wash nhe ho skta hain forex trading main bouns hasil karne k liye haar pak froum ka member hard work karta hain tab he kamyab ho skta hain
                            ​Sadaf Khan
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: humain forex main laluch say kam kur kay apnay bonus ko zaya nhi kurna chahiyay

                              G han app ki bat bilkul tekh hy keh hamen forex men lalach nahin karny chaheya kun kay as men hum forex men jitny mahnat karen gy utna hi hamen as men faida hoga as lia hamen forex men koi bhe mahnat kar kay kamyaby hasil karny chaheay kun kay forex men kam karna asan kam nahin hy as lia hamen forex men saber kay sath kam karna chaheay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X