Mood ka trading per asar

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mood ka trading per asar
    Assalamu Alaikum Dosto kaise hain Mera Sawal yah hai ki agar Insan ka mood theek Nahin Ho To Kya Uske start trading per bhi padhte hain Mere Khyal mein agar Mara Moti Nahin Ho To Hamen trading Nahin Karni chahie Kyunki Ham gusse Mein Hamesha galat Faisla Karte Hain Unka Bura nikalta Hai Aapka Iske bare mein kya experience aap Iske bare mein kya Kahate Hain apni Rai se Karen thankyou.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mood ka trading per asar

    Hamare board ka Hamare trading per bahut jyada Asar hota hai agar aap ek fresh Mod Ke Sath Express. Ke sath hai to aap bahut jyada acchi trade kar sakte hain lekin agar aap Kisi tension mein hain aapko koi pareshani hai koi problem hai aapke sath to aap Surat Mein Apne analyses se acche nahin kar sakte Jiski vajah se aapko loss ho sakta hai isliye Hamen chahie ki Ham Jab Bhi trading karne ka shauk hai to usse pahle hamare pass Hamara mood bilkul fresh Hona chahie aur Hamen Kisi kism Ki Koi tension ya koi aur problem Nahin honi chahie aur agar aisa Kuchh Ho To Hamen use Surat Mein trading Nahin Karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: Mood ka trading per asar

      Walaikum assalam dost aapki baat bilkul theek hai agar mood theek Na Ho To Hamen trading Nahin Karni chahie lekin Mere Sath Aisa Kuchh Nahin Hai Mera mood theek Nahin Hota main trade kar Leta Hun aur usne Apna apne mood ko use karne lag Jata Ho Jata Ho Jata Hai. Lekin gusse mein Insaan bahut galat Faisla kar leta hai jisse unhen bahut nuksan uthana padta hai isliye Agar aapke Sathiya masla hai to aap bhi trade na Karen lekin Mere Sath Aisa Kuchh Bhi Nahin Hai Aur Main trade karne se fresh mind ho jata hun Shukriya
      • #4 Collapse

        Re: Mood ka trading per asar

        Bilkul Asar padta hai agar aap fresh mood mein aur cool mind ke sath trading Karenge to definitely aap Forex trading se acche results Hasil Karenge lekin agar aap tension mein tension mind ke sath Dal mind ke sath frustration ke sath reading Karenge to aap student se acche result Sachiv nahin kar sakte to isliye Hamen frustrated mind tension mind aur frustration ke sath training Nahin Karni chahie
        • #5 Collapse

          Re: Mood ka trading per asar

          Dear insani mood ka trading py bht assar parta hy agar hmara mood thek ni hy to hm trading ly focus ni kr sken gy jis sy hmen loss ho skta hy trading hmesha fresh mood me krni chy Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
          If you work hard no body can stop you from success
          • #6 Collapse

            Re: Mood ka trading per asar

            Dear agar mode he off ho ga to acha kam ni ho sakta hay, hamen forum pay tab he kam karna chaye jab ham fully fresh hon, kyn fourm pay best quality ka kam he acceptable hota hay aor agar mode acha ni to kam best quality ka ni ho sakta hay islye hamen chaye kay achi tara say fres ho kar kam karen jab he hamen liles and thanks milen gay aor bonus bhi acha tab milay ga.
            • #7 Collapse

              Re: Mood ka trading per asar

              hamy is mai fresh mind sy kam karna chahey hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey agar hum is main bagar experience ky kam kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai moderator ak koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hain hamy kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey hum is mai aik din main aik account main 24 ganty he kam kar sakty hai
              • #8 Collapse

                Re: Mood ka trading per asar

                Dear ap ki bat theek hy waqi agr hm log mood ki bat karty hy tu mian kehat hun ky bahut hi asnai ky stah tabhi hm logo ko kamaybi milti hy jab hm log is ko sahi samjhty hy wesy koi mushkil kam anhi hy basap ko kamaybi tabhi milti hy tu hi hm log bahut hia snai ky sath is main kamaybi ko shail kerty hy wesy koi mushkil kam anhi hy bas ap ko tabhi fore xky andr kamayb hoan perta hy jab is ko skehty hy wesy koi mushkil kam anahihy.
                • #9 Collapse

                  Re: Mood ka trading per asar

                  Forex main achi trading ke liye Forex mein hamen trading fresh aur active mind ke sath trading karni chahie aur Forex main loss se bachne ke liye trading ke dauran hamara active rahana bahut hi zaruri hai aur Forex mein trading sabar ke sath karni chahie aur is tarah Forex mein main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex trading mein hamen jaldbazi aur lalach se bachna chahie aur Forex trading mein hamen trading ache confidence ki madad se karna chahie kyunki forex trading mein achi kamyabi hasil karne ke liye ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai aur Forex mein trading hamen money management ke sath karni chahie aur forex main trading se pahle hamen market ko analyse karna chahie aur is tarah se Forex main ham achi trading kar sakte hain acha profit bhi hasil kar sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Mood ka trading per asar

                    Forex trading ke andar aapka mood Itna Jyada Joshila Hoga Apne itne Jyada Kaam Karenge aap utna hi jyada Yahan Par bonus kama sakte hain lekin Pakistan for Forex forum ke andar aap Jitna Jyada apni Mood ko fresh sakte hain aap Jitna jyada kaam mIn busy rehte hain aap utna Jyada Yahan Par trade Laga Sakte aur aapko jitni Jyada acchi Chale Jaenge aapko itna hi jyada Achcha profit Bhi Milega To aap koshish Kijiye apni Maut ko Khush rakhen aapka mood Itna Jyada lijiyega utna Jyada Achcha perform kar Sakenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Mood ka trading per asar

                      G han men app ko batata honkeh hamen forex men bahut achy tarah say kamyaby hasil karny kalia hamen as men bahut fresh ho kar kam karna chaheya kun kay as men agar hamara mood tekh hoga tu hamen as men bahut acha lagy ga keh hum forex men kis tarah say forex men kamyaby hasil kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Mood ka trading per asar

                        Forex trading main tarder kay mood ka trading per bara asar hota hay. ager trader ko koe tension hay to wo kabi bhi achi trading nahi ker sakay ga. is liye kay wo tension main hotay howay ghalat faisla keray ga aur kahin na kahin ghalti honay say sari trading loss main ja sakti hay. is liye experienced traders say yeahi suna hay kay jab koe tension ho ya trading ko dil nahi ker raha ho to kabi bhi trading na karen. hamesha fresh mind kay sath trading kerny say trading ka result acha ata hay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Mood ka trading per asar

                          Most broker-dealers offer news feeds and news and announcement calendars.
                          There are many third-party providers, but for the average trader what is offered
                          integrated on trader platforms is enough. Do not get mesmerized by the news,
                          but do watch and note how the market reacts to it. The author uses a small proprietary program for NinjaTrader, which helps
                          track upcoming news announcements. Commercial equivalents are now
                          becoming available.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X