Gold min kamyabi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    My dear brother agr ap gold per trading krna chahty hi or ap ye bhi chahty hi k ap ko loss bhi na ho to ap gold ko achi tra read kry or us ko wach kry k kab gold movment krta hi or kiss time me krta hi ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      aap ko forex trdaing platform par gold may kamiyabi tab he mily gr jab apa sai tarha say is platform par kam karo jo kay aap ko profit hasil kar wa sakhta hai
      • #63 Collapse

        mein bilkul apse agree karta hun aur gold trading bohot hi achi aur bohot hi profitable trading hey but iske sath sath yeh bohot hi ziada risky bhi hey aur agar hum is main without learning ke enter hotey hain to bara loss kar bethtey hein.
        • #64 Collapse

          bhai jahan tak mere khayal hai gold k pair mai trading intihai mushkil kam hai is lye maine kabi gold mai trading nai ki hai
          • #65 Collapse

            Gold ek bohot precious metal ha and is ki price mein bohot volatility ha,gold trading se humain kam waqt mein bara profit ho sakta ha,ap aisa karain k usd and gold ki prices par nazar rakhain,jab usd ki price down hogi,gold ki price up jaye gi,and jab usd ki price up jaye gi,gold ki price down hogi.
            • #66 Collapse

              gold trading bohat expensive ha. gold mein trading krny k liye investment b zyada hony ki zarurat hoti ha or is mein jb loss hota ha to wo b bohat zyada ho ska ha. is liye gold mein trading soch smjh k krni chahiye.
              • #67 Collapse

                Dear friend forex trading business mein gold per trading kerna bohat mushkil hai kiyunke yeh bohat mushkil pair hai issi liye humein iss mein trading kernay say pehlay experience hasil kerna chahiye.
                 
                • #68 Collapse

                  Dekhain gold main trading karna koi mushkil nahi hy, sirf aap ko experience hona chaheye. Jo log gold main trading kartey hain aur wahan sey profti letay hain, woh bhi hamari tarah hi hotey hain. Hamain chaheye keh hum gold main trading karain, lekan is sey pehlay yeh dekh lain keh hamaray pas kitna balance hy aur hum ney kia strategy use karna hy. Is key leye aap aisey traders ko search karain, jo gold main trading kar rahay hon. is sey aap ko buhat help milay gi.
                  • #69 Collapse

                    gold mein trading krny k liye bht ziada experience required hota he is liye gold mein hr kisi ko kamyabi nhi milti sb yahan mehnat kr k hi bonus earn krty hn experienced traders gold trading bhi krty hn
                    • #70 Collapse

                      g han maine aise bohat se log dekhe hain jo sirf gold trading ko hi pasand karte hain aur us mein hi trading karna chahte hain but agar ap new hain forex mein to apko chahiye ke ap gold trading mein baad mein ayen because ye bohat riksy hoti hai.
                      • #71 Collapse

                        mostly log gold pr trading krta hain aor uski waja ya ha ka ya aik common cheez ha international level sa har banda ka gar tak har banda ko gold ka rates us ki prices ka kam ya zayda hona ka pata hota ha aor is main profit bi zayda hota ha mgr loss ka rsk bi kafi hota ha kun k iski price lamho main bdlti ha
                        • #72 Collapse

                          Bhai mai apko btana chahoo ga k gold ya phir kisi b commodity mai trading krnay k liye trader ka trading experience or trading knowledge acha hona chahiye or technical analyses b theek honay chahiye.Commodity pr trading b wesay hi krtay hai jesay k currency pairs pr lakin commodity pr trading krnay k liye Fundamental analysing ki b zroorat hoti hai Q k commodity pr trade krnay say phlay uski Demand or supply ko b check krna zroori hota hai.
                          https://t.me/pump_upp
                          • #73 Collapse

                            With regard to gold, I would say that it is far more risky to trade and its requirement for investment is also very high one can easily understand the high prices of gold, which fluctuate on high levels and ultimately increase the risk. I am not definite to tell you exact required amount to start with, but I think $1000 may be required to start gold trading.
                            • #74 Collapse

                              Every one has his own experiences and my experience is different form you and i feel that the gold trading is a very risky game and we can not earn the money with the gold as the market stays rough and we may loose.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                mere khiyal say tu gold mein trade nahi karni chahiye jo new hein is kaam mein,aur bhi pair hein ap on pe trade krein,gold ka spread bhi bohat ziyada hota hai,humesha kam spread wale pair pe trade krein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X