Achi post ka acha bonas

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Achi post ka acha bonas
    Gee haan aap mehnat say kaam. Kray gay tu aap ko kamyabi ho gi agar aap mehnat nahi kray gay tu aap ko Kam earning ho gi iss Lia achi earning hasal karni hai tu zayida mehnat say kaam kray
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Achi post ka acha bonas

    Hamen Achcha knowledge or experience Hasil Karke market mein milane se aur Lagan se kam karna chahie Fir Bhi Ham pasisa kama Sakenge Agar Ham kam karte hue Koi mistake kar denge To Hamen nuksan ho jaega Forex Kabhi Khatam na hone wala business hai ghar mein baithkar iska kam kar sakte hain ismein kam karne ke liye Hamen Kisi bhi office mai jany ke need ni hote
    • #3 Collapse

      Re: Achi post ka acha bonas

      Forex Pakistan form ke rules and regulation ke tahat Hamen Ek post KA 20 cents Milte Hain yani ke 5 post ke 1 Dollar Milta Hai Hamen aur Agar aapki post ki quality acchi Hogi other members usko Jyada episode Karenge inshape of thanks aap ki post per views Jyada Honge to Giri ke aapko Ek post per 50 dollar bhi mil sakte hain Agar aapki post thanks Jyada hote hain aur aapki post popular Ho Jaati Hai
      • #4 Collapse

        Re: Achi post ka acha bonas

        dear g han ap nay achi bat ko share kia hay agar ham nay agay ki janb jan hay to is main ham ko forex k according to he ham ko kam ko karna ho g is main ham ko acahy say acha kam ko last tak he karty rahna ho g is main ham ko kabhi bhi forex k against ja kr k ham ko kam ko nahi karna chye .
        • #5 Collapse

          Re: Achi post ka acha bonas

          gee hn dear agar hum achii post karin gay to hum acha bonus hasil kar laing gay hamain forex main dil laga kar kam karna ho ga pher he hum forex main kamyabi haisl kr laingay forex main achi quality ke posting karni ho gen pher he hum acha bonus hasil kar lian gy forex main wohe log kamyab hoty hain jo mahnat ky saht kam krty hain
          • #6 Collapse

            Re: Achi post ka acha bonas

            G han apko is bat andaza ho ga agr apki posts ki quality perfect ho gi to apko achy bonus ki tawaquh rakhni chahye lihaza is pa har cheez ka effect parta ha us main ap ko milny waly reply aur thanks ka bhi bht ziada asar parta ha. Thanks dear forex members
            • #7 Collapse

              Re: Achi post ka acha bonas

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sak305 پيغام ديکھيے
              Gee haan aap mehnat say kaam. Kray gay tu aap ko kamyabi ho gi agar aap mehnat nahi kray gay tu aap ko Kam earning ho gi iss Lia achi earning hasal karni hai tu zayida mehnat say kaam kray
              Pyare bhai jaan good bonus aapki quality per focus karta hai jitna quality ki aapki post hogi aur jitni best working hogi jitna dil lagakar mehnat se kam karoge utna hi aapko benefit Hasil hoga aur aapko chahie ki aap apni quality ko paida Karen aur best hi best kam Karen jitna mumkin koshish ho sake best quality ka kam Karen taki aapko good bonus possible ho sake
              • #8 Collapse

                Re: Achi post ka acha bonas

                Dears members jaisa keh ham jatne hain keh forex forum me hamari mayari posts ka hamen acha bouns milta hai,forex forum me achi posts os sorate hal me ho sakti jab ke hamari posts asan lafzo yani jin ka matlab asani se samjh ajay aur posts ko read krne wale ko knowledge me izafa ho ,forex me jtni hamari mayar ke darj hoti hai tu hame bhi experience hone lagta hai jise ham acha work krne ki sorat me acha bouns aur profit hasil kr sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Achi post ka acha bonas

                  Ji Bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai ki Jab Hamari post acchi hongi to use per Humko Achcha bonus Milega Kyunki Jab Ham post karte hain usmein Agar Ham information aur Achcha Na Lage deliver karte hain to use per Humko locks thanks bhi Dete Hain aur use per Ham Ko log Jyada reply bhi karte hain Jiski vajah Se Hamare bonus Mein achha ijafa ho jata hai aur FIR Ham Vahi bonus apni trading Mein istemal karke bahut Sa munafa Kama sakte hain isliye Humko chahie ki Ham acchi post Karen Taki Humko jyada munafa ho aur usmein aap Hi Ko Ham apni trading ke liye Jyada Se Jyada utilise kar sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Achi post ka acha bonas

                    Market main aty hi hmain chahaye kay acha knowledge or experience ko lazmi gain krain taa kay hmeain quality work krny main boht zyada asaani rhy. Quality of post jo hay wo Boht matter krti Pakistan forum pay. Har ksi ko knowledge kay sathhh agy barhna chahaye taa kay kam sy kaam loss ko face krna pry. Agr binaa seekhy ham lagy rhain gy to loss ka bar bar samna krna pr skta hay jo kay koi bhi afford nh krskta.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Achi post ka acha bonas

                      Agr post achi likhi ho aor well informative ho tw usi post ko log smjty hn aor us se benefit lety hn. Tw US post p bht zyda thanks milty hn thanks k mlne se bonus pe acha khasa farq pr jata hyn esi lye jab b likhen well and good informative post share krni chye ta. K dono ko faida ho share krne wale ko bhe aor tw aor read krny waly ko b read krne wala information gain krta hy

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X