indicators ki based per ham stop loss kesy laga saky hein ?????????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicators ki based per ham stop loss kesy laga saky hein ?????????
    dear member some times aisa hota hy keh ham market ko khd sey dekh ker aour big trend ko dekh trade ko juldbazi mein open ker lety hein aour uss key bad trade jab loss mein jati hy to ham mazeed wait ker rhy hoty hein apni trade ko no loss and no profit keuy hisab sey trade ko close kerna chah rha hota hy jub keh markeet ki situaton itni ho chuki hy keh wapis any key koi imkanat nhi hoty hein iss situation mein ham stop loss ki stregy ko use kernuy key liy hamin indicators ko use kerna chahiy aour iss situationmein ham trade mein juldi exist ker jaty hein aour ham big loss sey khd ko bacha lety hein..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: indicators ki based per ham stop loss kesy laga saky hein ?????????

    اصل پيغام ارسال کردہ از: pakistan-forex پيغام ديکھيے

    Dear ais forex market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko indicators use karny ka pata hona chaye ais mai ap ne jo bhi indicator use karna hai aus par trade lagany aor aus par stop loss lagnay ka apna tareeka hota hai ap ne ais mai indicator ko dekhna hota hai ap ko agar wo buy ki trade deta hai to aus k baad ap ko jab wo sell ki trade dy to aus time ap aus buy wali trade se nikal jaye tab hi ap ko ais market mai faida ho ga ap ne agar indicator use karna hai to ap ko kuch trades loss mai close karni ho gi tab hi ap ko ais market mai faida ho ga ais market mai ap ko profit ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: indicators ki based per ham stop loss kesy laga saky hein ?????????

      dear g han a nay achi bat ko share kia hay agar ham nay agay ki janib janahay to is main ham ko indicator ko achay say assess karnay k bad main he agay ki janib jana ho g is main ham ko kabhi bhi bager sl ko set kiway ham ko trade ko ahi karna ho g is main ham ko chye ho g k ham is main acahy say acha work ko kr he khud ko is kam main improve karty raha karein .
      • #4 Collapse

        Re: indicators ki based per ham stop loss kesy laga saky hein ?????????

        G daer sab sy pehly tu hm logo ko indicator ko use hi nahi kern achahaiya kiyo ky inky hisab sy ap ko profit kam hi hoat hy loss ziayad hoat hy is mliay main kehat hun ky agr hm logo nu kamayabi ky stah taede lerni hy tu tabhi ho skati hy jab hmlog shai kam kerty hy wesy koi msuhkil kam nai hbas ap ko akmaybi ky sath is main kamaybi tabhi milti hy tu hi akmayb hos katy hy wesy koi msuhkil am nahgi hy tabhi hm log kamaybhos katay hy.
        • #5 Collapse

          Re: indicators ki based per ham stop loss kesy laga saky hein ?????????

          Apki post achi hai aur aapka Sawal bhi bahut Achcha hai aur mere Khyal ke mutabik ko indicators ki best Param stop Lash set kar sakte hain Kyunki indicators Hamen Baki kab Dete Hain aur Agar already market bahut jyada ab Chali Gai Hai To vah usmein Ham apni indicators ke hisab se stop loss value set kar sakte hain aapko chahie ki aapko market ki Munh mein rakhen aur uski situation ke matlab ek hi apni trading strategies ko set Karen.
          • #6 Collapse

            Re: indicators ki based per ham stop loss kesy laga saky hein ?????????

            Analysis kr k Hum stop loss and take profit set kr skte hn.
            Ye indicators ki help say bhi set kr skte hn.
            Ap analysis zror krn phr sl set krn
            • #7 Collapse

              Re: indicators ki based per ham stop loss kesy laga saky hein ?????????

              اصل پيغام ارسال کردہ از: pakistan-forex پيغام ديکھيے
              dear member some times aisa hota hy keh ham market ko khd sey dekh ker aour big trend ko dekh trade ko juldbazi mein open ker lety hein aour uss key bad trade jab loss mein jati hy to ham mazeed wait ker rhy hoty hein apni trade ko no loss and no profit keuy hisab sey trade ko close kerna chah rha hota hy jub keh markeet ki situaton itni ho chuki hy keh wapis any key koi imkanat nhi hoty hein iss situation mein ham stop loss ki stregy ko use kernuy key liy hamin indicators ko use kerna chahiy aour iss situationmein ham trade mein juldi exist ker jaty hein aour ham big loss sey khd ko bacha lety hein..
              No is traah nhy hota hy myry bhay . Jb aap koy trade open krty ho to us trade ky halway sy mtlb us trade ky condition ko dykhvkr hy aapko stop los ka use krna chhiyy mtlb yh ky agr aap khyty hn ky mujy apny account balance ka 20% losa ho to mn apny trade ko close kr doonga isy tryky sayy aap stop loss ka istymal kyyaa kro indicator ay just analysis kyaa jata ahy ....
               
              Visit My Profile
              • #8 Collapse

                Re: indicators ki based per ham stop loss kesy laga saky hein ?????????

                Hame indicator indicate karte hai keh ab market trade ko down ya upward move Kare gi is liey hame chahiey keh ham stop loss ka istamal lazmi Kare taa keh ham loss se mehfooz rah sake.
                PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                • #9 Collapse

                  Re: indicators ki based per ham stop loss kesy laga saky hein ?????????

                  forex 1 acha business hain humian es main indicatior ko use kar kay hum es main kam kar skty hain hum es mian den main be kam kar skty hain our hum es main rat main be kam kar skty hain hum es main apne mrze say hum es main time table bna kar hum es main kam kar skty hain hum es main bgir learning kay hum es mian kam karain gain to humain es main loss ho ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: indicators ki based per ham stop loss kesy laga saky hein ?????????

                    dear forex main boht say indicators han hamain forex main apni marze say kam karna ho ga pher he hum forex main kamyab hongay forex main wohe log acha kamty hain jo forex main mahant karty hain forex aik besr online business hai hamain forex main analysis kay sath kam kairn gy to he hum acha profit haisl kar lian gay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X