Trading analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading analysis
    Dear senior members main aapse yah puchna Chahunga ki analysis Kitni type ke hote hain Ek fundamental analysis hote hain aur ek technical analysis hote hain Iske alava aur kitne kism ke analysis Hote Hain Jo trading Mein Jaruri hote hain Jin per focus Karke Ham apni trading ko Achcha banaa sakte hain please Apne experience se share Karen Taki Ham Jaise junior members ko uski aukat Ka Pata Chal sake aur ham bhi isase fayda uthakar apni earning Mein izafa kar sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading analysis

    Ham trading Karke Paisa Kama sakte hain Ham ghar mein baith ke market Mein kam kar sakte hain Hamen ek time table Banakar market mein jana kam karna hoga Agar Ham kam karte hue Koi mistake kar denge To Hamen sirf aur sirf nuksaan ho jaega is nuksan main market Kaya brokers Ka Kusoor Nahin Hoga Forex Kabhi Khatam na hone wala Achcha karobaar hai ismein analysis ki bahut value hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading analysis

      Salam Walekum Mere Pyare dost kya hal hai main aapki baat bilkul aagrah karta hun Hamen Hamesha Yahi chahie ki Ham trading analysis ke sath Karen Kyunki analysis hi Hamen market ki actual moment provide kar sakte hain Agar Ham market ko acchi Tarah read Kar Le To Ham market ka friend follow kar sakte hain aur acche profit ke liye market ka trend follow karna bahut Lal Mirchi hota hai jo trader analysis nahin kar sakte vah market ke friend ke against Chale Jaate Hain aur unko nuksan uthana padta hai isliye Hamen Hamesha koshish Karni chahie strong Kenal isase ke sath hi trading Karen
      • #4 Collapse

        Re: Trading analysis

        Apki post achi hai trading analysis bahut jaruri hai Agar aapke pass Ho trading analysis nahin hai to aap kabhi bhi is Forum Mein success hone se nahin kar sakte Kyunki Jab yah poochh rate open Karenge to aapke pass Achcha trading analysis Hona bahut jaruri hai koshish Kiya Karen ki Jab pahle aapko trading analysis kar liya Karen market ka Uske bad Dekho bhi trade open Karen Taki aapko kisi ke sabhi Koi Mushkil passion aur aap accha profit Hasil kar sake.
        • #5 Collapse

          Re: Trading analysis

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے
          Dear senior members main aapse yah puchna Chahunga ki analysis Kitni type ke hote hain Ek fundamental analysis hote hain aur ek technical analysis hote hain Iske alava aur kitne kism ke analysis Hote Hain Jo trading Mein Jaruri hote hain Jin per focus Karke Ham apni trading ko Achcha banaa sakte hain please Apne experience se share Karen Taki Ham Jaise junior members ko uski aukat Ka Pata Chal sake aur ham bhi isase fayda uthakar apni earning Mein izafa kar sake
          Yes analyais krna bhy buht important hota hy lkn fundamental analysis just hamayn knowledge ko haasyl krny mn madad dyta hy lkn techincal analysis trade mn is liyy yh donoon analysis ko ly ky chlna hoga phyr jaa k aapko kaamyaaby haasyl ho payga wrna kbhy nhy
          Visit My Profile
          • #6 Collapse

            Re: Trading analysis

            dear g han ap nay achi bat kahe hqay agar ham nay agay ki janib jana hay to ham ko cye ho g k ham jis time main bhi koi trae ko liya karein is main ham ko achay say market o assess kr k he agay ki janib jana ho g is main ham ko best say best work ko last tak karty rahna ho ga gar ham is main aisqa karein gye to he ja kr k ham ko kamyb ho sakein gye .
            • #7 Collapse

              Re: Trading analysis

              Dear main pa ki bat sy agree ekrta hun waiq agr hm logo ny forex main kam kerna hy tu tabhi ho skaat hy jab hm log is ko sekhty hy wesy koi mushkil kam nahi hy agr hm log mehnat karty hy tu bahut hi asnai ky sath tabhi kamyb hossakty hy jab hm log kamybi ky sath is min kam karty hy wesy koi mushkil kam nahi hy bas ap ko learning kerna hota hy tu hi kamayb ho skaty hy wesy fore xik bahut hi asan kisma ka business hy .
              • #8 Collapse

                Re: Trading analysis

                Ji bilkul ap ne acha explain kiya hai. Achi information di hai ap ne. Fundamental analysis aur technical analysis aur aik sentimental analysis bhi hota hai forex market ko analysis kerny le key liye. Humaen en teeno ko seekhna chahye ta ke hum market ko ache tareeqe se analyse ker sakaen.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading analysis

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Ladla Niazi پيغام ديکھيے
                  Apki post achi hai
                  G ap na acha thread banaya ha k hmen pehla treading analysis ker lena chaheye os k bad trade man enter hona chheye or saber sa kam lena chaheye jaldi ni kerni cgaheye is liye hamen chaheye k kabi b trade na milna ki sorat man galat trade mann na entre ho... Is liye hamen kisi ak strategy pa km kren or us ko samjhen..
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading analysis

                    hamy analyses ko use kar ky kam karna chahey hamy analyses ko kabe be ignore nahe karna chahey yai asa karobar hai jo hamy learning be dyta hai or yai hamy meyare or information wala kam karny par ache earning be dyta hain hum gar bath kar is main international level par live posting karty hai or pasia kamaty hai or pasio ko apne marze sy karsh karty hain yai aikk acha karobar hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading analysis

                      han g hmy apna analyses karna chahiy treading ka kuk jb tak hm treading ka analyses ni kary gy to hanare tread profit my ni a skay gi
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading analysis

                        Forex mein achi trading ke liye market ka analysis hamare liye bahut hi zaruri hai isliye Forex trading se pahle hamen market ko analyse karna chahie aur Forex main koshish karni chahie ke Forex mein ham market ka fundamental aur technical analysis Karen jisse Forex mein hamen achi information aur acha knowledge hasil hoga aur Forex mein achi information aur ache knowledge ki madad se hum achi trading kar sakte hain aur acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur is tarah Forex mein hamara bonus account bhi increase ho jata hai aur Forex mein achi trading ke liye acchi experience our knowledge ka hona bhi bahut zaruri hai isliye Forex mein trading se pahle hamen apne experience our knowledge ko bhi increase karna chahie.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading analysis

                          Jihad their members Forex trading Mein kam karte hue aapko chahie ki Jyada Se Jyada mehnat Karen acchi trading mein aapko chahie ki Jyada time aur aur Market Analysis ko Den Agar market analysis Achcha hoga to Aapka trade bhi achcha Hoga aur aap Jyada aur nahin kar Sakenge Agar aapka analysis Sahi nahin hai to aap kabhi bhi kamyabi ke sath aap trading nahin kar Sakenge
                          🌼 Never Give Up 🌼

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X