About hedging stretegy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    About hedging stretegy
    Hedging stretegy ko adopt ker k bhi ap apni trade ko safe rakh saktu hain ager apki trade main loss berh jay to trend change ho jay r loss bug hony lagy to ap k pas ye obtion bhi hai k aget ap ne buy ki trade li hai to sell ki trade le len and sell ki trade hai to us k against buy ki trade ker len to apka loss wahin stop ho jata hai and jab loss down ho to ap apni trade ko bhi close ker sakty hain r is se ap big loss kerny se bach jaen gy to ap k hedging stretegy bhi best hai k is main apko big loss nahi ho pata but ye tab hi karen jab trend change ho jay and loss berhmy kagy werna risk na len and ap k nazdeek hedging stretegy useful hai ya nahi share karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: About hedging stretegy

    forex trading main hadging aik trading tecnique hai jis main hum apni trading ko kamyab bnaty hain es main hum apni trading main long term trading k sath trading kar k acah profit lay skty hain es main trading k liye experience ka hona zarori hai jis se hum kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
    Last edited by ; 10-05-2020, 03:10 PM.
    • #3 Collapse

      Re: About hedging stretegy

      Apki post achi hai Aur Main abhi is form when you hun mujhe Sajan strategy ke bare mein nahin Pata lekin abhi aapki post Pani Har kamyabi ke bare mein knowledge Katha Karunga aur Mukh Se Iske bare mein information Kati Karke FIR aap ke saath share kar sakta hun aapane information share Kiya Aur Main Iske bare mein bhi learn karne ki koshish karunga.
      • #4 Collapse

        Re: About hedging stretegy

        hamy apne strategy ko best bana kar is ko demo mai test kar ky pher is ko use kar ky kam karna chahey pher he hum is mai acha profit hasil kar sakty hai hamy market ko achy sy learn kar ky kam karna chahey hum is main din mai be kam kar sakty hain or hum is mai rat main be kam kar sakty hai market 24 ganty he open rahte hai yai online ke duna main king business hain
        • #5 Collapse

          Re: About hedging stretegy

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے
          Hedging stretegy ko adopt ker k bhi ap apni trade ko safe rakh saktu hain ager apki trade main loss berh jay to trend change ho jay r loss bug hony lagy to ap k pas ye obtion bhi hai k aget ap ne buy ki trade li hai to sell ki trade le len and sell ki trade hai to us k against buy ki trade ker len to apka loss wahin stop ho jata hai and jab loss down ho to ap apni trade ko bhi close ker sakty hain r is se ap big loss kerny se bach jaen gy to ap k hedging stretegy bhi best hai k is main apko big loss nahi ho pata but ye tab hi karen jab trend change ho jay and loss berhmy kagy werna risk na len and ap k nazdeek hedging stretegy useful hai ya nahi share karen
          G haan hedging ek bahut acchi strategy hai agar koi bhi member isko use karta hai vah isliye kya Agar aapke pass is business ka achcha experience hai aur aapko Lage ki koi trade aapke against ja rahi hai to aap uski hi hedging karay kyunki isase aapki trade se Ho jaati hai aur Agar vah aapke against jaa rahi ho to vah aapko jyada loss nahin deta lekin agar aap apne trade ki hai ji nahin karte to aapko jyada loss hoga aur aapka account bhi varshon sakta hai isliye hedging sikhana bahut jyada jaruri hai.
          • #6 Collapse

            Re: About hedging stretegy

            Janab hedging krna kafi axha hota haiii Lenkin us k liye ap ko yaqeen hona chahiye k jis pair py ap hedge kr rahy us ke next move ap k entry point k against ho wrna ap aur ziada loss mein chly jayen gy
            • #7 Collapse

              Re: About hedging stretegy

              Yes ap nay sai kaha hay, hedging strategy main hamary pass trade ko recover karny ka acha option hota hay, ager trade kisi bhi side bhi jaye gi to hamary pass kafi free margin and one more trade open karny ka option rehta hay, or ager trade wapas aik side pe aye to hamain aik or order open kar laina chahiye, jab trade starting point pe a jaye to humko chahiye keh loss recovery wali trade and second trade ko close kar dain or starting wali trade ko chalny dain is say hamay pas aik trade ka profit bhi a jaye ga or dusri trade bhi profit main jana start ho jaye gi.
              • #8 Collapse

                Re: About hedging stretegy

                Hedging strategy forex mein aik strategy hai is hum forex market mein aik sath trade sell aur buy ki open kartay han aur phr profit wali trade ko close kartay han aur jo trade loss mein hoti hai us ka waps hone ka wait kartay han hedging strategy mein knowledge aur experience ki zaroorat hoti hai jab tak hum ko market ka acha knowledge aur experience hasil na ho us waqt tak hedging nahin karna cahaiye agr hum knowledge aur experience kay baghair hedging strategy use kartay han tu is se account bhi Wash ho sakta hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: About hedging stretegy

                  han g dear and respected member apki bat to thk hy keh hamin yhan per hydging key zariy apni trade ko safe rakhna chahiy lihaza hamin chahiy keh ham yhan per ager ap loss ko recover kerna chahty hei to ap easily yhan sey achy sy survive ker sakty hein aour iss key liy ham big loss sey aour account key wash hony sey khd ko bacha sakty hein.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X