Mehnat sy aksar juniors seniors sy agy nikal jaty Hain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat sy aksar juniors seniors sy agy nikal jaty Hain.
    Ji han bilkul Aksar juniors Mein Hath Karke Achcha experience aur knowledge Hasil Karke Apne trade Mein Apne senior se Aage nikal Jaate Hain aur acchi kamyabi Hasil kar lete hain doston Hamesha Vahi Banta trading Mein kamyabi Hasil karta hai jo ke mehnat karta hai aur apne trade ko serious leta hai isliye aapko chahie ki Hamesha Soch samajhkar trade Karen aur Jyada Se Jyada earning ke liye Jyada time trading co den Shukriya
    🌼 Never Give Up 🌼
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat sy aksar juniors seniors sy agy nikal jaty Hain.

    Dear friends mere apne e rai hai aapane kaha ke mehnat se junior trader senior ko easily shikast de sakte hain aise kabhi bhi nahin hai senior ke liye forex trading mein aur Pakistan form hai junior ko push back karna Koi masla hai ki nahin haikyon ke senior ne with the passage of time forex trading se bhi sikha hota hai unke pass Pakistan forex form ka bhi bahut jyada experience hota hai is vajah se main nahi manta ke Junior senior ko forex trading main aur Pakistan for main isliye sikha de sakte hain kyunki jitne senior trader Hain vah mehnat se forex trading mein aage badhate hain aur forex trading mein apna naam kamaya hai.
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat sy aksar juniors seniors sy agy nikal jaty Hain.

      hamy is mai mehnat or lagan sy kam karna chahey pher he hum is mai ache earning hasil kar sakty hain hamy kam karny ky har aik rules ko follow karna chahey agar hum is main bagar experience ky or tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy kamyabe ky tools ko use kar ky kam karna chahey
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat sy aksar juniors seniors sy agy nikal jaty Hain.

        Mehnat se Hi kamyab ho sakta hai is form mein sabse pahle hamen kam karne ke bare mein kuchh information hasil karni hogi aur junior jitni learning karenge utna hi kam kar sakte hain aur senior se se aage nikal sakte hain mehnat insan ko kamyab bana sakti hai aur arooj pr Le ja sakti hai is form mein sabse pahle learning ki karni hogi tab bhi Ham success honge
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat sy aksar juniors seniors sy agy nikal jaty Hain.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Hamza Katti Khel پيغام ديکھيے
          Ji han bilkul Aksar juniors Mein Hath Karke Achcha experience aur knowledge Hasil Karke Apne trade Mein Apne senior se Aage nikal Jaate Hain aur acchi kamyabi Hasil kar lete hain doston Hamesha Vahi Banta trading Mein kamyabi Hasil karta hai jo ke mehnat karta hai aur apne trade ko serious leta hai isliye aapko chahie ki Hamesha Soch samajhkar trade Karen aur Jyada Se Jyada earning ke liye Jyada time trading co den Shukriya
          bilkul sahi kaha aapane ismein Koi junior aur senior nahin hota ismein Jo jyada mehnat karta hai vahi fayda Hasil karta hai aur akshara is chij ko Maine bhi note kiya hai ki jab Koi naya member aata hai aur vah jyada mehnat ke sath mein kam karta hai to vah senior member se jyada ismein profit karta hai aur vah ismein achcha kamai ka silsila jari rakhta hai is business mein sabse jyada aur important chij jyada mehnat karna hai.
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat sy aksar juniors seniors sy agy nikal jaty Hain.

            ji han dear friend agar jo forex main achi tarh say mehnat karty hain woh forex main achi tarh say kamyb ho jaty hian is main koi shak nai dear friend agar ap nay is main achi tarh say kamyb hona hai to ap is main mehnat karo aur kamyb ho jao q kh mehnat hi jo juniors ko seniror kay agay lay kar jati hai agar ap nay is main achi tarh say apnay ap ko sabit kar dia to ap is main achi tarh say kamyb ho jao gay dear friend bus apnay is main achi tarh say mehnat karo aur apnay senirors kay agay ho jao dear friend is main sirf ap ko mehnat karna ho gi jitin ap ki mehnat ziada ho gi utna hi ap ko faida ho ga dear friend
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat sy aksar juniors seniors sy agy nikal jaty Hain.

              Yes dear, forum per bhi kai aisy junior and new members hain jo forum.per kafi ziada time consume karty hain or hardworking say forum per posting work complete karty hain, or isi liye woh weekly and monthly bonus kafi acha laity hain or unki postsing quality bhi bahut behtrr hoti hay, or aisa sirf hardworking ki waja say he possible hay.
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat sy aksar juniors seniors sy agy nikal jaty Hain.

                aslamoalekum dear forex members bilkul agr hum Pakistan forex forum pr mhnt sy kam krty hn to hum achi earning kr skty hn. sirf mhnt he kamyabi ka zarya h.mhnt sy aksar badd mn anny waly members apny senior members sy b aggy bhrr jaty hn.is liy mhnt jari rkhn
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat sy aksar juniors seniors sy agy nikal jaty Hain.

                  g han dear forex online busines min junior member imhi apny senior member sy agy nikal jata hy forex min mhenat karny waly insaan avhi kamyabai ko.hasil kar sakty hai forex min mhenat min bahut ziyada power hy insaan namumkin kam ko mumkin kar sakta hy magr os ka lia hardwork karna bahut zaroroi hy jitni ziyada sy ziyada mhenat karin gy otna hi hum forex mjn apny senuir sy agy niksl skaty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat sy aksar juniors seniors sy agy nikal jaty Hain.

                    Dear friend g han ap ki baat bilkul sahi hain mahnat sy hamesha juniors seniors sy agy nikail ja ty hain mahnat kar ny waly kamiyab ho ty hain nkam nhi is liye ziyda sy ziyda mahnat karin or kamiyabi hasel karin forex bhot acha business hain is main jatni mahnat ky sath kam karin gy untni kamiyabi hasel kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat sy aksar juniors seniors sy agy nikal jaty Hain.

                      han g bilul apki bat tthk hy keh iss mein jo bhi junoirs hein chahy senours hein iss mein jo jitni bhi ziada mhnat kerty hein whi iss mein seekh jaty hein aour jo bhi members iss mein jitni ziada mhnat kerta hy whi member iss mein acha rresult hasil kernuy mein kamiyab ho jaty hein aour iss mein seniurs junoirs ka koi conep nhi hy derasl jo bhi iss mein mhnat kerta hy whi yhan sey acha rward bhi hasil kerta hy..
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat sy aksar juniors seniors sy agy nikal jaty Hain.

                        gee han dear app nain theek kah hai app ke bat theek hai jo log forex main mahant karty hain wo is agay nikal jaty hain hamain chahya kay hum forex main dil laga kar kam karna ho ga phe he hum forex main acha say kamaybi hasil kar lain gy forex aik best online business hai for trading kay lia acha kam he kamyabi ke zamanat hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat sy aksar juniors seniors sy agy nikal jaty Hain.

                          Is baat mein Koi shak nahin hai ki mehnat hi ki badolat ek insaan apni Zindagi mein kamyabi hasil karta hai agar vah din raat mehnat karta hai tu ek din aisa aata hai ke use us ka maksad hasil ho jata hai aur vah junior se senior ban jata hai is duniya mein koi kaam aisa nahin hai Jo mehnat ke Bina ho sake har kam mein master banne ke liye aapko mehnat ki zarurat hoti hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X