Lalach buri Bala hai ....
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lalach buri Bala hai ....
    All forex members es bat ko yad rakhy k agar AP Dil lalach hai chayee wo forex ka business ho ya koi business tu apko koi bhi profit nhi hony wala Baki AP apna ziada se ziada nuksan Kar bethy gy agar AP nuksan se Bach a chahte Hain apne andar se lalach ko khtm karna hoga pher ja Kar apko acha faida hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lalach buri Bala hai ....

    Forex mein sab se ziada loss lalach se hi hota hai lalach mein hum Kam balance se ziada lot size use kar kay ziada profit kay leye trading kartay han aur is se loss hota hai tu account hi wash ho jata hai lalach se sab logon ko loss hota hai lakin lalach se trading phr bhi kartay han aur hum ko kaamyaab hona hai tu lalach se bachna ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Lalach buri Bala hai ....

      Rakesh ki lalach buri Bala hai ham jyada profit karne ki vajah hai jo humne kar liya hota hai bad mein usko bhi karva dete Hain to hamen yah chahie ki jitna hamen a jata hai bus nahi kuch par ke jobana saheb aur uske bad Jo profit hai hamen mil sake kyunki bahut Sare log aisi Galti karte hain vishwas se nuksan Kar paate Hain.
      • #4 Collapse

        Re: Lalach buri Bala hai ....

        hamy is main lalachi ban kar kabe be kam nahe karna chahey hamy is mai mehnat or lagan sy kam karna chahey hum is main jitna be kam karty hain yai hamy ise ky hesab sy earning dyta hai yai hamy dollars main bonus dyta hai hum dollars ko apny mulik ke currency main change karwaty hai hamy is main aik time table bana kar meyare or information wale trading karne chahey
        • #5 Collapse

          Re: Lalach buri Bala hai ....

          Ji han bilkul aapki baat sahi hai trading main aapko lalach nahin karna chahie Kyunki lalach Buri Bala Hai lalach Karne Wale Ko loss ho sakta hai isliye Hamesha Sabra ke sath Soch samajhkar trade Karen Taki aapko kamyabi Hasil ho sake aur aap acchi trading kar Saken aur accha profit Hasil karne Ke Kabil Ban sake Jitna Jyada aap mehnat Karenge utna Jyada aapko acchi Hogi aur aap Kamyab Ho Sakenge
          🌼 Never Give Up 🌼
          • #6 Collapse

            Re: Lalach buri Bala hai ....

            ji han dear friend main ap ki baat say agree karta hn ap nay sahi kaha hai agar ap nay ap nay is main achi tarh say kamyb hona hia to ap ko chayay ap is say door rahin agar ap nay forex ko join kar lia to ap ko cahayya ap is main achi tarh say mehnat karin aur work ko work samj kar kaam karin aur is main achi tarh say kamyb ho jain dear friend bus ap ki mehnat hi ap ko is main achi trah say kamyb bana skty hai dear friend agar ap nay is mian mehant bhi achi kahsi kar li to ap is main achi tarh say kamyb ho jao gay dear friend aur iskay bad ap nay lalach kar li to ap is main achi tarh say fail ho gay ho dear friend
            • #7 Collapse

              Re: Lalach buri Bala hai ....

              laluc to hum jantay hn k boori chese hae kun k yeh insan ko thoray say ziyada k chaker mn usi thoray say bhe hath dhulwati hae laluc kernay say insan buzdill ur naaliak ho jata ahe us mn mehnut kenay ki koe sakut ni rehti us k kahayl mn laluch kernay k bahut say ultay seedhay tarikay arahay hotay hn jub hum forex mn laluch kertay hn uir hamri ager trade kuch profit ay chuki hae ti hum sochtay hn k is ko mazeed agay latay hn hold ni ketay hur isi baat per markeet mn aissai movement hoti hae k hamri poori mehnut py pani phir jata ahe ur yeh sub laluch ka natija ahe kun greed is course
              • #8 Collapse

                Re: Lalach buri Bala hai ....

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Haneef786 پيغام ديکھيے
                All forex members es bat ko yad rakhy k agar AP Dil lalach hai chayee wo forex ka business ho ya koi business tu apko koi bhi profit nhi hony wala Baki AP apna ziada se ziada nuksan Kar bethy gy agar AP nuksan se Bach a chahte Hain apne andar se lalach ko khtm karna hoga pher ja Kar apko acha faida hoga
                Lalach bahut Buri Bala Hai lalach ki vajah se aap logon ko bahut nuksan Hota Hai jo log greedy Hote Hain vah Kabhi Kamyab Nahin ho sakte forex market Mein Jab aap Logon ki koi bhi trading entry chal rahi Hoti Hai Uske bad aap log Apne profit target complete kar lete hain lekin aap log apni trading entry ko close Nahin Karte aap Logon Ko sirf aur sirf is vajah se apni train Inter College Nahin Karte Kyunki aap Logon Ko Lal Chhota hai ki aap apna profit target jo hai vah Jyada Karen aur Jyada Se Jyada apni trading Mein profit earning kar Saken but aap log is Baat Ko Bhul Jaate Hain Ki iska Anjam bahut Bura hota hai aur aap logon ko bahut jyada Las Ho Jaate Hain kabhi bhi aap Logon Ko greet ki vajah se profit Nahin Mil Sakta greed ki vajah se aap log Hamesha loss uthate Hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Lalach buri Bala hai ....

                  Dear friend g han ap ki baat bilkul sahi hain lalach aik bori bala hain lalach kar ny waly kamiyab nhi ho ty hain nkam ho ty hain is liye forex trading main kamiyab ho na hain to bager lalach ky trading karin soch samjhe ky market ko analiyses kar ky suber ky sath ta ky ap achi earning kar saky or kam lot size trade opne karin ta ky ap achi earning kar saky or ap ka acount bhi safe rahy
                  • #10 Collapse

                    Re: Lalach buri Bala hai ....

                    Lalach he sab say daray ****d ke jar hay jis ke wajah say hamain akasar nakami ka samna karna parta hay kyoun kay lalach kay bass par kiya janay walay faisalay akasar ghalat hotay hain hamain chahye kay nak neate say kamko sar anjam dain
                    Thank you for your attention
                    • #11 Collapse

                      Re: Lalach buri Bala hai ....

                      Forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye lalach se bachna hamare liye bahut hi zaruri hai isliye Forex trading mein hamen lalach se bachna chahie kyunki Forex trading mein lalach ki wajah se hamen bahut bada loss hota hai aur Forex mein hamari Puri mehnat waste ho jaati hai aur Forex trading mein hamara bonus account bhi wash ho jata hai isliye Forex trading mein acchi kamyabi hasil karne ke liye hamen emandari ke sath work aur trading karni chahie aur Forex mein trading sabar ke sath karni chahie aur Forex mein trading ache experience aur ache knowledge ki madad se karni chahie aur Forex mein trading se pahle market ko achi tarah analyse karna chahie aur forex main trading ache experience aur ache knowledge ki madad se karni chahie jisse Forex mein ham kamyab ho sakte hain aur achi earning bhi hasil kar sakte hain aur is tarah se Forex mein hum loss se bhi bach sakte hain jisse Forex mein hamara bonus account bhi safe ho jata hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Lalach buri Bala hai ....

                        gee han dear app nain theek kaha hai hamain forex main lalch nain karni ho ge agar hum lalach karain gay to hum forex main loss kar laingy forx main hamain sabar himmt or lagan say kam karna ho ga pher he hum ismain kamyab hongay forex main analysis kay sath he trad ko open karin gay to he app kamyab hongay
                        • #13 Collapse

                          Re: Lalach buri Bala hai ....

                          yes dera es men koi shk nhe k lalch buri bla hy ap jis kam men bhe lalch kr ky kren gy to apko usmen zaror nkami ho ge apko es men sbr aur thmul sy kam krna hoga aur ap soch smjh kr trade krty rhen ap jb bhe lalch kren gy to apko us men kbhe bhe kamyabi nhe hoskti ap ko es men ziyadh ki lalch bilkul nhe krni chahye es men confedence ky sath kam krna hoga tb he apko kamyabi milskti hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Lalach buri Bala hai ....

                            Many foreign countries also regulate retail FOREX, though typically not at the
                            level of the NFA and CFTC in the United States. The United Kingdom’s
                            Financial Services Authority (FSA) bears the most similarity to the NFA and
                            CFTC. Only time will tell if the current pace of regulation will continue, or if it will
                            slow down, allowing participants to digest what they currently have on their
                            plate. But, clearly, the regulatory cat is out of the bag in retail FOREX.
                            Regulation Future bears watching by all players in the retail FOREX space. As
                            we go to press there are rumors that some factions in the CFTC want to force
                            retail FOREX into an exchange environment similar to commodity futures. As
                            mentioned above, the market-making paradigm may be on the chopping block
                            soon. We shall see.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lalach buri Bala hai ....

                              Lalach Buri Bala Hai apki bat bil kul sai ha forex trading mn mn nai bak k dosray business mn bhi lalach banday ko tabah krta ha forex mn to lalachi insan ko loss k siwa kuch hath nai ata so bahut ziyada careful honay ki zarurt ha nai to account wash minto mn ho jaye ga . Jb aik Target set krnay k bad achieve ho jaye to mera khayal ha over trading aur lalach say lazmi bachna chaheay nai to bahut nuqsan uthana par skta ha. Lalach kisi bhi field mn nuqsan deh hota ha aur forex mn to aur bhinziyada so hum say jitna ho skay lalach say bachna chaheay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X