Entry aor exit points perfect hony chahiyen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Entry aor exit points perfect hony chahiyen
    Dear members aaj main aapko batana chahta Hun ki Forex marketing mein vahi achcha profit achieve kar sakta hai jo apne trade ke exact entry aor exit points ko zehn mein rakhta hai agar aap sahi jagah per enter ho aur sahi jagah se exit Karen to aapke profit ke chances increase Ho jaate Hain iska ek aur fayda yah bhi hai ki sahi entry Ko talash karne ke bad aap apne Stop loss aur take profit ko bhi adjust kar sakte hain thank you
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Entry aor exit points perfect hony chahiyen

    g han ap y bilkul sahi kaha hai forex main kamyab hony k liye hmain market ko achi trha se smjh kar apni trading karna hogi jis se hum kamyab h skty hain forex main hmain exit points k sath apki entry points bi achy hony chahye jis se hum forex main kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain
    Last edited by ; 10-05-2020, 12:51 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Entry aor exit points perfect hony chahiyen

      G aapane bilkul theek hai hamen apni entry Aur exit. Ka pata hona chahie agar aapko kisi bhi trade PCB currency Pyar mein entry ora pata nahin hai to Koi fayda nahin ki aapko acchi nahin Mile sabse important nutrient Jo Pakistan forex trading mein nahin hai unko pata hona chahie kaun si currency Pyar ka exit. Kaun sa hai aur entry. Kaun sa hai yah kaisa recorded lesson hai jo aapko bahut jyada hai profit bhi de sakta hai aur aapki har trade main aapko ek achcha confidence bhi de sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Entry aor exit points perfect hony chahiyen

        Entry and exit points hi to wo main chezen hen jin py trade ka profit and loss depend krty hen Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
        If you work hard no body can stop you from success
        • #5 Collapse

          Re: Entry aor exit points perfect hony chahiyen

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sono977 پيغام ديکھيے
          Dear members aaj main aapko batana chahta Hun ki Forex marketing mein vahi achcha profit achieve kar sakta hai jo apne trade ke exact entry aor exit points ko zehn mein rakhta hai agar aap sahi jagah per enter ho aur sahi jagah se exit Karen to aapke profit ke chances increase Ho jaate Hain iska ek aur fayda yah bhi hai ki sahi entry Ko talash karne ke bad aap apne Stop loss aur take profit ko bhi adjust kar sakte hain thank you
          Buhut ache baath ke hay aapane Agar ham is business mein soch samajhkar kam Karen aur ismein kisi bhi time entry karne se pahle apne entry point ko acche tarike se study Karen aur acche analysis ke sath ismein entry Karen to hamen kabhi bhi ismein loss nahin hoga aur Agar hamen resistance aur support ka knowledge ho aur ham apne profit wale ko bhi sahi se use Karen to hamen ismein jarur bahut achha profit Hasil hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Entry aor exit points perfect hony chahiyen

            hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey hum is main aik din main aik account mai 24 ganty he kam kar sakty hain hum is mai live trading karty hain hum is mai sada urdu main kam karty hain hamy market ke movement ko samj kar kam karna chahey agar hum is main tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka koi balm nahe hota
            • #7 Collapse

              Re: Entry aor exit points perfect hony chahiyen

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sono977 پيغام ديکھيے
              Dear members aaj main aapko batana chahta Hun ki Forex marketing mein vahi achcha profit achieve kar sakta hai jo apne trade ke exact entry aor exit points ko zehn mein rakhta hai agar aap sahi jagah per enter ho aur sahi jagah se exit Karen to aapke profit ke chances increase Ho jaate Hain iska ek aur fayda yah bhi hai ki sahi entry Ko talash karne ke bad aap apne Stop loss aur take profit ko bhi adjust kar sakte hain thank you
              Aapki trading entry mein jo aapka entry point Hota hai aur jo aapka exit point Hota hai vah aapko clear Hona chahie yadi aap Jab Apna entry point and exit point Ke liye rakhte Hain To aapko Hamesha apni trading entry Mein success milati Hai yani aap Jab trading it Lagane Laga Ho To usse pahle aap acchi money management karo aur apni trading entry Mein Stop loss aur take profit ka istemal Karen Taki aap logon ka account bhi sev Rahe aur aap Logon Ko job profit target complete ho jaaye to aapki trade close ho jaaye isliye agar aap log apni trading entry Mein Stop loss aur track profit ka istemal Karenge to aap aap bahut jyada safe Rahenge aur aap Logon Ko entry and exit. Perfect Ban Jaenge yani ki aap Logon Ko Agar support resistance level ko Dekhte Hue Apne entry and exit point banaenge to yah aap Logon ke liye bahut jyada best Hota Hai.
              • #8 Collapse

                Re: Entry aor exit points perfect hony chahiyen

                her Han Bhai Jan kamyabi insan k liye bhot zarure sab say ply hum trading par learning Karne chaye jis se hum kamyab h skty hain forex main hmain exit points k sath apki entry points bi achy hony chahye jis say achi trading kar skty han humn trading ko ache tarah se samajhna chahie market par focus Karna chye to h har tarf sy kamyab hon gay
                • #9 Collapse

                  Re: Entry aor exit points perfect hony chahiyen

                  Ji Bhai Hamen Yahi to Maloom karna hota hai aapane technical analysis Se Jab Bhi Ham Kisi per trade Lagate Hain Ki iska entry. Kaun sa Hoga aur exit. Kaun sa Hoga Agar Ham entry point or exit point ko acche se analysis kar le aur use per trade Laga Le To isase acchi trading aur koi bhi nahin hai iske liye Hamen sakht mehnat ki jarurat hai jo ke Hamen learning se Aaegi aur knowledge Hasil karne se Hamen icetest experience badhega thank you.
                  • #10 Collapse

                    Re: Entry aor exit points perfect hony chahiyen

                    Kuch log Entry aur exits ghalt point pr krte hn. Ya to un ko loss ho jata hy ya to un ko acha profit nehn milta. Humain Entry theek say krni chahe aur exits ache profit say krni chahe.
                    • #11 Collapse

                      Re: Entry aor exit points perfect hony chahiyen

                      Aapane Forex trading business ke bare mein Achcha knowledge share Kiya Hai Hamen koshish Karni chahie ki Ham trading karte hue Apna entry point aur exit point clear Karen jab tak Hamara entry point or exit point clear Nahin Hoga use Waqt Tak Ham double minded Rahenge Hamen Forex trading business mein kaun se dance ke sath trading karna Hogi
                      • #12 Collapse

                        Re: Entry aor exit points perfect hony chahiyen

                        ji han aapane theek kaha hai Hamen trade karte waqt intry aur exact point per bahut tabiyat Jaate Nahin chahie Agar Ramesh patua Jaati Hain Ge to tabhi Ham Kamyab Ho Sakenge to aapko chahie ki aap Entry Aur exact. Ke bare mein Lene kar len aur plan ke tahat kam Karen Jab aap plan ke tahat kam Karenge to tab hi aap acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Parichay traders Ki Yahi khasiyat hoti hai ki vahan per Jaan deta hai aur ek acche plan ke tahat kam karta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Entry aor exit points perfect hony chahiyen

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sono977 پيغام ديکھيے
                          Dear members aaj main aapko batana chahta Hun ki Forex marketing mein vahi achcha profit achieve kar sakta hai jo apne trade ke exact entry aor exit points ko zehn mein rakhta hai agar aap sahi jagah per enter ho aur sahi jagah se exit Karen to aapke profit ke chances increase Ho jaate Hain iska ek aur fayda yah bhi hai ki sahi entry Ko talash karne ke bad aap apne Stop loss aur take profit ko bhi adjust kar sakte hain thank you
                          ji han bilkul forex market Mein entry lete Hue Hamen is Baat Ka Khyal Rakhna chahie ki hamare pass market ki perfect knowledge Ho Kyunki Jab hamare pass market ki perfect knowledge hai To Hamen is se exit aur entry point ka perfectly Pata Hota Hai trader ko Hamesha forex market mein bahut zyada experience Hasil karna hota hai Kyunki trader Jab experience Hata Hasil Karta Hai To ISI wajah Se Usko success milati hai aur knowledge Hasil karna Hamare liye zaruri hota hai market mein zyada time spend karne ki wajah se market ki knowledge Hasil kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Entry aor exit points perfect hony chahiyen

                            Best trader Jo Hota Hai vah market mein time per entry leta hai vah time per exit Le leta hai market ko analysis Karen Jab Koi trend Achcha mil raha hai trade open Karen aur yah market Apna trade change karti hai to close market kar deni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Entry aor exit points perfect hony chahiyen

                              ap ko achi entry leni hoti hai tub hi ap achi tarah se trading kar pate hain is liye ap ko chahiye k ap forex market me achi entry liya karo ta k ap achi entry le kar achi trading kar sako or isi waja se ap ko achi earning bi ho gi so ap ko chahiye k ap market ko achi tarah se samjo or market ko analysis karte raha karo.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X