Stop loss kitny gaap pe lagana chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss kitny gaap pe lagana chahye
    Sawal ye hy k stop loss ko lagaty waqat kon si cheze ko madd e nazar rakhna chahye
    1 apny account mein moujod ballance ko
    2 market positions
    3 market ki movement ki speed
    4 apny trade ki lot size
    En tamam chezo mein kon sa factor ko samny rakh kar stop loss lagana chahye,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss kitny gaap pe lagana chahye

    Stop loss gappi nikal nahin lagate balki ek limit hoti hai jo aap kya samajhte hain ki agar yahan se is Resistance yah support level ko break Kiya to yah unstoppable hogi kisi bhi limit mein to iske liye aapki trading practice lajmi hai agar aap mein trading ki practice ki hai to aap perfect jagah per apna stop loss lagane mein kamyab honge otherwise shopplus lagana aasan hai lekin yad rakhen uski limit choice karna bahut hi mushkil hai agar aapane galat Star plus lagaya to market hit karke aap ko kafi nuksan bhi de sakti hai kyunki market mein kafi up dance aate Hain jisko aap ko samajhne ki jarurat hai.
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss kitny gaap pe lagana chahye

      اصل پيغام ارسال کردہ از: saqlainchk پيغام ديکھيے
      Sawal ye hy k stop loss ko lagaty waqat kon si cheze ko madd e nazar rakhna chahye
      1 apny account mein moujod ballance ko
      2 market positions
      3 market ki movement ki speed
      4 apny trade ki lot size
      En tamam chezo mein kon sa factor ko samny rakh kar stop loss lagana chahye,
      dear members apne jo bhi information share ki bhot hi helpful sabit hon gi our is se bhot zyada logon ko faida hoga agar koi banda in pr jitna zyada amal kar ke dekhaye ga is lye jab bhi hamain kaam karna chaye nihayat hi soch samajh kar karna chahye.
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss kitny gaap pe lagana chahye

        Ap ne acha question kiya haia and stop loss ko always markete ki movememt kp dekhan hai is main jis price per ham entry le rahy hain to to us ko dekha jay ager hamy lagy k marketr is ressustance level ko break kary gi to ham wahan sl laga deth hain l hamy phir is ki waja se big los nahi ho pata and jis price se ap trade main entry le rahy hain to usi proce ko apna stop loss rakh den to boht best rehta hai k is se apkp big loss nahi hota hai kiin k ager markete apna trend change kary to trade big loss main nahi jay gi r apko kam loss main hi trade cloee ho jay gi but her trade main sl ka use kabhi bhi na kiya jay
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss kitny gaap pe lagana chahye

          Hum market mein jab bhi trading kartay han tu hum market ki movement ko dekh kar hi trading kartay han aur jab hum apni trade mein stop loss ko lagana hai tu hum ko sab kuch dekh kar hi stop loss ko use kiya jata hai aur jo trade open kartay han us mein koshish hoti hai kay profit ho aur stop loss is leye lagya jata hai kay agr koi analysis mein ya koi mistake ho jati hai tu loss hota hai aur stop loss ho tu is se account wash nahin hota stop loss ko hum ko apni strategy kay mutabik hi use karna cahaiye phr hi faida hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss kitny gaap pe lagana chahye

            Ji bilkul ap ki bat theek ha. Stoploss lagany ke liye humaen apna capital, lot size aur trade ki noiyat daikhi hoti hai. Agar stop loss ziada berha ho tu ya tu trade chorni hoti hai ya phir us trade ki lot ko kem ker ke open kerna hota hai. Ta ke hamara loss hamare account ke mutabiq ho.
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss kitny gaap pe lagana chahye

              اصل پيغام ارسال کردہ از: saqlainchk پيغام ديکھيے
              Sawal ye hy k stop loss ko lagaty waqat kon si cheze ko madd e nazar rakhna chahye
              1 apny account mein moujod ballance ko
              2 market positions
              3 market ki movement ki speed
              4 apny trade ki lot size
              En tamam chezo mein kon sa factor ko samny rakh kar stop loss lagana chahye,
              Stop loss kam se kam 50 pips Hona chahie aur aap koshish Karenge Jab aap apni trading entry Laga rahe hain yani kya aap support resistance level per apni trading entry Lagate Hain To Uske opposite aap log 50 per Jo Hai vah Apna stop loss set kar sakte hain ya nahi agar aap 50 per Rakhenge to aap apna Jo trading entry hai usmein apne aapko Jyada battery Kaise Mehfooz kar Payenge isliye kabhi bhi apni trading entry main bahut Chhota Star Plus yani 20 ya 30 pips Ka Na rakhen balki Hamesha ek se stop-loss rakhen aur Market ke support and resistance level ke opposite apna stop loss point banaen.
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss kitny gaap pe lagana chahye

                stop loss buhat hi zarori hai agar ham is ko use nahi karain ge to hmain kuch faeda nahi ho ga hham kabhi bhji earning nahi kar sakte hain hmain mehnat se kaam karna hai aur acha earn karna agar ham mehnat se kaam kar sakte hain to ham kameyab ho sakte hain hmai chahiye ke ham demo ko ache se use karte hue to ham kameyab ho sakte hain is liye kyuon ke hmain knowledge mil jata hai
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss kitny gaap pe lagana chahye

                  Har ek member ko apni trading ke liye khud hi se manage karna hota hai aur usi tarah se hi member jab manage kar lete hain tu apni har ek friend ko kamyab bana sakte hain lekin kafi aise members bhi hai ki jo khud se trading nahin karte aur bus dusron se hi help lete hain is tarah se trading continue nahin karna chahie Khud se trading karne mein hi experience hasil hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss kitny gaap pe lagana chahye

                    Stop loss bahut hi zayada zaruri hota hai Hamesha Hamesha iska istemal Karte Raha Karen Kyunki Itna zyada Ham Stop loss ko istemal Karenge Ham usmein utna zyada ismein achi trading kar Sakenge aur Stop loss ke istemal se Hamen ismein lost Mein kam hota hai Hamen chahie ki Ham reward ratio ko use karte hue stop loss date Kya Karen Hamen takriban 40 pip stop Loss Lagana chahie jo ki ek acha stop loss hota hai Jis per Hamen kam se kam loss hota hai aur Itna kam last hai ki Jisko Ham aasani se recovery kar sakte hain to isliye Tamam Logon Ko Jayegi stop loss Lavni put Kiya Karen Kyunki yah Ek ache Neta ke liye bahut hi Achcha hota hai aur money management ki ka sabse First row yahi hai ki aap ismein stop land use Karen aur yah aapko Jyada Bade lost se bacha leta hai isliye Tamam member ko chahie ki mummy Star Plus per istemal karne ki koshish Kiya Karen Taki unko nuksan
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss kitny gaap pe lagana chahye

                      stop loss dor lgana chahea mery khyal sy 200 pips dor lgana chahea is ki wja y hy k market sL hit kr dati hy agr ap ka stop loss kreb ho to market hit kr dati hy.asal mn market ka y target hota hy k SL hunting krti hy.bhot sy log SL k sath trading krty hn aur wo log SL kreb lgatty hn aur SL aksat hit ho jata hy is lia hmain chahea k SL dor rakhin aur trading krin .agr ap ki analysis ache hnge to tp hit hoga aur ap ko acha profit hoga.lekan SL lazmi use krna chahea jo log nahi krty wo aik din big loss face krty hn.
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss kitny gaap pe lagana chahye

                        Stip loss ko lagany ky leay bhot ci baton ko nazar me rkhna chaeay jesa ky aap ny btaya koch batin apko on ko bhi lazmi zehin rakhin. Stop loss hmary account ko wash hony sy bachata ha agr ham stop loss na lagain to hamara account wash bhi ho sakta ha. Stop loss ko hamesha resistance per lagai ya support pr lagain jis trha ki trade ho buy ya sell dono kisam ki trde me stop loss ko hamesha suport and reaiatance ko nazar me rakhty huy hi lagana chaeay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss kitny gaap pe lagana chahye

                          Dekho doston sabse pahle to hamen apne account par nazar dalani chahie Hain kh apka account ma kitna balance hai us k mutabik AP apni trade par stop loss lagae aor dousri bat ye AP ko market ko mukammal toor pe analysis karna ata hai ya nhi agar market ko Puri analysis kar lenty Hain tu best hai aor AP market ki pher speed ko cheak krain kh Market kes speed k sath movement Kar the hai aor last pe ap lot size ko dkh Kar lgae k AP account balance k hisab se lot is waja se lagya jata hai kh jitna bar lot size hoga utna he acha profit aor loss k chance hoty Hain es lye lot size ko such smjh Kar laga krain
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss kitny gaap pe lagana chahye

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: saqlainchk پيغام ديکھيے
                            Sawal ye hy k stop loss ko lagaty waqat kon si cheze ko madd e nazar rakhna chahye
                            1 apny account mein moujod ballance ko
                            2 market positions
                            3 market ki movement ki speed
                            4 apny trade ki lot size
                            En tamam chezo mein kon sa factor ko samny rakh kar stop loss lagana chahye,
                            ji bilkul aapka. Bilkul theek hai agar Ham stop-loss Ko sahi tarah manage Karte Hain To is se Hamara fayda hota hai Hamen apni trading main stop loss ko sahi se manage karna sikhana hoga Kyunki trader successful Hota Hai Jab woh Apne trading Mein stop loss ko sahi se manage karta hai aur yah Hamari kamyabi ke liye zaruri hai ki trader ko forex market Mein Main mehnat karne ke sath tools ko use karna chahie Kyunki Jab trader forex market Mein mehnat karne ke sath to usko use Karta Hai To is se trader ka bahut experience bharta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss kitny gaap pe lagana chahye

                              dear stop loss ap ko market me previous strong support and resistance se kuch pips away lagana chahie kuch traders apna stop loss kam pips par lagatay hain or market ki thori si reverse movement se stop loss hit ho jatay hain ager ap Apne stop loss support and resistance ko follow kartay huey lagae gay tu ap kay stop loss market hit nehi kar paye gi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X