Trading sy pehly annylsis kio zaroori hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading sy pehly annylsis kio zaroori hain
    Her aik business main kamyab hony k liy koi special task ya tips hoty hain to forex trading k business main bi kamyab hony k liy technical aur fundamental annylsis bahut lazmi Hain aur Jo traders in annylsis ki madad sy trading perform krty Hain unko nakami ni hoti per shrt yeh Hy k ap k annylsis up-to-date hony chahiy aur jitny bi successful traders Hain forex k aur earning kr rahy hain wo sab annylsis k bad trade open krty Hain aur kamyab Hain is liy hm sab ko bi chahiy k mokamml annylsis k bad trade ko open karain aur Profit earn karain kio k annylsis bahut zaroori Hain trading main
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading sy pehly annylsis kio zaroori hain

    Ji aapane theek kaha trading se pahle analysis jarur Karen per analysis keyways per trading bahut hi aasan hai agar aap routine se trading kisi kaam se karte Hain ki apne analysis aur apne addictions apni planning apne stretched is hamesha priority rakhte Hain to inshallah aapko forex trading se acche result banenge aur aap trading mein bahut jald kamyab aur successful trader banane mein bahut kam waqt mein apne mission ko complete karke lenge to aapane bilkul theek kaha sabse pahle aapane analysis karna hai trade final karni hai.
    • #3 Collapse

      Re: Trading sy pehly annylsis kio zaroori hain

      Analysis haamare trading me nikar lati hai. Hamen koshash karni chaheye k hum lazmi analysis keya karen. Forex Trading me analysis k bagher trading karna aisa hai jese apne paon pe kulhari marna. Is se hen sirf nuqsan k elawa kuch bhi nahi melta. Agar trading bagher analysis k kamyab hoti to pori dunya is karobar me shamil hoti. Lekin is me risk bohut hi ziada hai aur wo risk sirf aur sirf market news aur analysis hi k zarye se door keya ja sakta hai. To koshash karen k bagher analysis k kabhi bhi trade na karen nahi to bohut nuqsan uthana parega.
      • #4 Collapse

        Re: Trading sy pehly annylsis kio zaroori hain

        Forex mein achi trading kay leye analysis karna zaroori hai analysis kar kay hum forex market ko samjh saktay han analysis se hum ko market ki movement ka pata chlta hai jo analysis nahin kar sakta wo forex mein long time kay leye kabhi bhi kaamyaab nahin ho sakta hum ko forex mein acha profit earn Karne kay leye analysis ko sekhna zaroori hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading sy pehly annylsis kio zaroori hain

          forex mai hum es main analysis ko use kar kay hum es main kam kar skty hain humian es main mahant say humain es main kam karna ho ga to he hum es main kam kar kay hum es main suicess ho skty hain hum es main kam kar kay hum e smain pisa kma skty hain agr hum es main lalche bn kar hum es main kam karain gain to humian es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga
          • #6 Collapse

            Re: Trading sy pehly annylsis kio zaroori hain

            ji han baghair analyses ke bhi trade to open ho jata hai lekin agar ap analyse kar ke market main trade lagain ge to ap ko us par acha profit hasil karne main mada mile gi is lye ap ko koshish karni chahye ke hamesha analyse kar ke market main trading karen.
            • #7 Collapse

              Re: Trading sy pehly annylsis kio zaroori hain

              Ji bilkul forex trading mein kamyabi esi bat mein hai ke ap market ko achi tarha analyse ker sakaen. Apny emotions pe control rakh sakaen. Aur market mein strong prrof talash ker sakaen jiss se ap ko achi trades mil sakaen. Ta ke ap ka analysis perfect ho aur ap acha profit kamaen. Es mein koi shak nahi ke forex market aik mushkil task hai. Es ko analyse kerna asaan nahi hai lekin agar mehnat karaen ge tu yeh bhi asaan ho jaye ga. Humaen market ki fundamentals aur technicals Dino ko daikh y ki zarurt hoti hai. Ta ke hum achi predictiin ker sakaen ke market kis taraf move kerna chah rahi hai.
              • #8 Collapse

                Re: Trading sy pehly annylsis kio zaroori hain

                Forex trading mai market kay mutabiq trades open kernay kay liye analysis zaruri hota hai kiyu kay uss kay baghair profitable trades mushkil ho jaati hai. Analysis kernay say traders ko pata chall Jata hai kay kiss pair ya commodity mai trading faidamand rahey gi aur Kitna lot size Kitna profit day sakta hai. Iss liye traders ko analysis zarur kerna chaiye
                • #9 Collapse

                  Re: Trading sy pehly annylsis kio zaroori hain

                  analysis buhat hi zarori hai agar ham analysis nah karain ge to hmain knowledge nahi ho ga aur ham koi bhi kaam nahi kar saken ge aur hmain loss ho ga is liye hmain loss se agar bachna hai to hmain is market mein tukke pe kaam nahi karna haio hmain mehnat se kaam karna hai agar ham mehnat se kaam karain ge to ham kameyab ho jayen ge aur mehnat se kaam kar ke achi earning kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading sy pehly annylsis kio zaroori hain

                    Trading ko hamesha ek acchi planning se hi kiya jata hai aur trading iske bagair nahin ho sakti hai iske liye har ek member ko chahie ki vah koi bhi agar trade open karna chahta hai to market ko bhi acche se analyse kar le aur jab vah market ko sahi se analyse kar lega to usko koi bhi trade open karne mein acche se help mil jayegi
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading sy pehly annylsis kio zaroori hain

                      G han friends trading laganay say phalay analysis ko samajna khob acche tarah phir trad ordar karain to kafi munafa aap earn kar sakaingay
                      Thank you for your attention
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading sy pehly annylsis kio zaroori hain

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
                        Her aik business main kamyab hony k liy koi special task ya tips hoty hain to forex trading k business main bi kamyab hony k liy technical aur fundamental annylsis bahut lazmi Hain aur Jo traders in annylsis ki madad sy trading perform krty Hain unko nakami ni hoti per shrt yeh Hy k ap k annylsis up-to-date hony chahiy aur jitny bi successful traders Hain forex k aur earning kr rahy hain wo sab annylsis k bad trade open krty Hain aur kamyab Hain is liy hm sab ko bi chahiy k mokamml annylsis k bad trade ko open karain aur Profit earn karain kio k annylsis bahut zaroori Hain trading main
                        Kyunki Bina analyzers ki Ham market se profit Nahin Le Sakte isliye analysis karna Hamare liye zaruri hota hai agar Ham market se profit Lena Chahte Hain To Hamen chahie ki sahi se market ko samjhaie aur Market ko time de Kyunki trader market ko time Dene Ki wajah Se Hi market Mein successful Hota Hai aur forex market Mein profit lene ke liye analysis ki bahut zyada zarurat Hoti Hai Kyunki yeh Hamari kamyabi ke liye zaruri hai ki Ham market ko zyada Se zyada time de aur Market ko samjhen aur Market Mein learning Karen is se humara buhat faida hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading sy pehly annylsis kio zaroori hain

                          analysis bhot zrori hy forex trading ma kamyabi tb hi hoti hy jb ap analysis krna sekh jaty hn.is lia hmain jb tk technical aur fundamental analysis krna nae ain ge hm kabi b trade nahi kr skty .hmain chart ko smjna hota hy market ki movement ko smjna hota hy aur tb ja kr hm order open kr skty hn.hmain analysis ko sekhna bhot zrori hy wrna trading mn koi kamyabi nae mil skti.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading sy pehly annylsis kio zaroori hain

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
                            Her aik business main kamyab hony k liy koi special task ya tips hoty hain to forex trading k business main bi kamyab hony k liy technical aur fundamental annylsis bahut lazmi Hain aur Jo traders in annylsis ki madad sy trading perform krty Hain unko nakami ni hoti per shrt yeh Hy k ap k annylsis up-to-date hony chahiy aur jitny bi successful traders Hain forex k aur earning kr rahy hain wo sab annylsis k bad trade open krty Hain aur kamyab Hain is liy hm sab ko bi chahiy k mokamml annylsis k bad trade ko open karain aur Profit earn karain kio k annylsis bahut zaroori Hain trading main
                            Forex market mein Trading karne se pahle market ko analyse karna isliye jaruri hai ke Ham forex market ko analyse Karke Iske trend aur movement ko samajh saken Take Ham Iske trend aur movement ko Samajh Ke forex market Mein acchi trading kar Saken Kyunki Ham forex market ko analyse Karke ismein acchi trading Karke acchi profit Haasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading sy pehly annylsis kio zaroori hain

                              Analyses Karenge to hi market ka andaza Hoga aur acchi intry Laga second ke andar voice market Ko samajhna Itna Aasan Nahin Hai Jab tak strong analyses Nahin Karenge use Waqt Tak market ke Samay Nahin Aaegi practice Karen Apne analysis ko Behtar Banaya Jaaye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X