Loss ho jany ki ahm waja..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ho jany ki ahm waja..
    Forex trading k business main loss aur Profit dono hoty hain aur Jo bi forex ko join krta Hy wo zahir Hy profit k liy hi aata Hy per kbi usko jab loss hota Hy to wo preshan hota Hy aur hona bi chahiy per agar ap aik Meri suggestion ko note kr lo to shayd apka loss prifit Main change ho sakta Hy aur wo yeh Hy k jab bi ap ready hon trade open krny k liy to aik time ap apny selected pair ki last aik din aur last 4 hour's aur last aik ghnty ki movement ko note kro lo aur agar ap note krty ho k continue pichly sary session main yeh pair up ja raha Hy to AP trend ko follow krty hovy buy kr lo aur agar yeh sary session main down ja raha Hy to AP sell KR do aur agar yeh pair sary sessions main kbi up to kbi down ja raha to apko chahiy k ap wait kro aik achi entry ka trend k motabiq to agar aap is formula ko follow kro gy to main apko guarantee deti hon k ap ko loss ni ho ga inshallah
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ho jany ki ahm waja..

    Loss ho jane k kaye wajohat hai. Is me aam tawar par wahi masle ate hen jis ko hum baar bar repeart karte hen.Forex Trading aik karobar hai aur is me profit aur loss dono ho jate hen. Lekin hum ye business sirf profit hi ki neyat se karte hen. Lekin baaz dafa hamen loss bhi ho jat hai. Loss k aam tawar pe chand common se wajohat hai jis ki waja se ye hota hai. Market analysis aur news k bagher trading karna, trading hamari analysis k opposing hone pe hamara emotional ho jana aur mazeed nuqsan karna, lalach me a kar kam profit na lena aur ulta nuqsan ho jana. Overtrading kar jana. Take Profit aur Stop Loss ka options na lagana. Ye chand aik wajohat hai nuqsan hai jos ki waja se nuqsan ho jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ho jany ki ahm waja..

      greed bi loss hony ki sab say bri wajaa hai so hamain is foruum main pahly learning karni ho gi tab hi hum sucssful tradr ban sakty hain aur hamain market main kam kar k hi hum achy say trade karien gay aur hamain har jeet tou sath sath hoti hai so hamain market main planing kar k hi hum achi earning ho saky gi aur hamain is forum main kam kar k hi hum run karien gay
      • #4 Collapse

        Re: Loss ho jany ki ahm waja..

        loss hny ki ahym vaja ya ha k hmy mhynat karna ni ata ha hmy sabar karna ni ata ha hmy tk sy analyses karna ni ata ha hmy soch k kam karna chahiy zada sy zada struggle karna chahiy lalch jazbati ho k treading kary gy to hmy loss ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Loss ho jany ki ahm waja..

          is mah rules ke khilaf kam karte Hain to hamen ismein kam karne mein mushkil bhi hoti hai aur hamen loss bhi hota hai to hamen ismein rules ko follow karke aur greed ko avoid kar ke hi kamyab tractor Ban sakte hain is form mein hamen kam karne se pahle iske bare mein learning karni hogi tabhi Ham success honge aur jyada ke lalach mein Ham kam bhi kho sakte hain hamen is mein knowldge karna hoga tabhi Ham success honge market mein kaam kar sakte hain aur hamen kam mein bhi aasani hogi
          • #6 Collapse

            Re: Loss ho jany ki ahm waja..

            Dear loss hum ko hamri apni mistake ki waja sy hota hy jab hum forex trading mn laluch krty hain tu hum ko es ka nuqsn hi hota hy forex trading mn loss hony ki bahut si wajohat hain for example, forex ki talim ka na hona forex trading ky related information ka na hona Demo account py practice ka na krana market ki movement ko na samjhna market ko analysis na krana wagara wagara
            • #7 Collapse

              Re: Loss ho jany ki ahm waja..

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
              Forex trading k business main loss aur Profit dono hoty hain aur Jo bi forex ko join krta Hy wo zahir Hy profit k liy hi aata Hy per kbi usko jab loss hota Hy to wo preshan hota Hy aur hona bi chahiy per agar ap aik Meri suggestion ko note kr lo to shayd apka loss prifit Main change ho sakta Hy aur wo yeh Hy k jab bi ap ready hon trade open krny k liy to aik time ap apny selected pair ki last aik din aur last 4 hour's aur last aik ghnty ki movement ko note kro lo aur agar ap note krty ho k continue pichly sary session main yeh pair up ja raha Hy to AP trend ko follow krty hovy buy kr lo aur agar yeh sary session main down ja raha Hy to AP sell KR do aur agar yeh pair sary sessions main kbi up to kbi down ja raha to apko chahiy k ap wait kro aik achi entry ka trend k motabiq to agar aap is formula ko follow kro gy to main apko guarantee deti hon k ap ko loss ni ho ga inshallah
              Ge ha senior member bhut acha information share kya he ke hum ap e loss se bachny ke lya zarori ke hum market ka her angel ler analhsis kare jis tsra ap a kaha he is ke tread ko open kare to profit be hasil ho ga air loss se bach sake ge
              • #8 Collapse

                Re: Loss ho jany ki ahm waja..

                Does trading ek bht zyda risky or loss wala business hai aisy traders jo kaam krny main or earning krny mian jaldi krty Hi an unko bht sary losses or failures ka samna krna parta hai. Lekin aissy log jo apni kehna ko Zaya ni krty hain or sabr se Kama krty hain tu wo uska reward bhi hasil krty hain. Forex main losses ki main wjh jaldbazi or greediness gain us k elwa risk ko follow na krna or rules ko follow na krna bhi wajoohat hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ho jany ki ahm waja..

                  First of all loss is part of Forex trading business ka hissa hai ismein apko loss bhi Hota aur profit bhe Hota Hai Aur dusra yah loss Ho Jaane Ki Bahut Si Bari baat hai ek to yah hota hai ki aap achi Tarah Se market ka analysis Nahin karte hain aapka analysis bhi hota hai aapke pass experience kam Hota Hai Jiski waja se aap achi Trading nahin kar sakte hain aur aapko ismein loss Ho Jata Hai 2nd chez hai ki aap ismein jaldbaji kar Jaate Hain aur a perfect entry per aap theatre per nahin kar sakte hain Kyunki Ek accha Hamesha perfect intricate Intezar Karta Hai vah Thoda Sabar karta hai aur vah aise hi intry leta hai Jis Par usse Acha profit Hasil hota hai aur third ja ke aap ismein kabhi bhi overtrading na Karen Kyunki agar aap overtraining karte hain aur Market Thoda Sa Bhi aapke against Chali jaati hai to aap bahut jyada loss hota hai to isliye overtrading Kabhi Na Karen aur Lala se bachenge lalach chahie Los hone ki man vajah Hoti Hai To Ham log mujhe ek se bachne ki koshish karen Taki vah is Mein Kamyab ho sake Kyunki lalach se bacche aaenge to aap forex business Mein Kamyab Hai yah Meri Baat aap note kar len
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ho jany ki ahm waja..

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
                    Forex trading k business main loss aur Profit dono hoty hain aur Jo bi forex ko join krta Hy wo zahir Hy profit k liy hi aata Hy per kbi usko jab loss hota Hy to wo preshan hota Hy aur hona bi chahiy per agar ap aik Meri suggestion ko note kr lo to shayd apka loss prifit Main change ho sakta Hy aur wo yeh Hy k jab bi ap ready hon trade open krny k liy to aik time ap apny selected pair ki last aik din aur last 4 hour's aur last aik ghnty ki movement ko note kro lo aur agar ap note krty ho k continue pichly sary session main yeh pair up ja raha Hy to AP trend ko follow krty hovy buy kr lo aur agar yeh sary session main down ja raha Hy to AP sell KR do aur agar yeh pair sary sessions main kbi up to kbi down ja raha to apko chahiy k ap wait kro aik achi entry ka trend k motabiq to agar aap is formula ko follow kro gy to main apko guarantee deti hon k ap ko loss ni ho ga inshallah
                    dear members loss hone ki sab se ihm wajha ye hoti hai ke jab bhi ham trading karte hain to ham analyses ke baghair trading start kar dete hain jis ki wajha se hamain loss ho sakta hai our hamari preshani main din badin izzafa hota jata hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ho jany ki ahm waja..

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
                      Forex trading k business main loss aur Profit dono hoty hain aur Jo bi forex ko join krta Hy wo zahir Hy profit k liy hi aata Hy per kbi usko jab loss hota Hy to wo preshan hota Hy aur hona bi chahiy per agar ap aik Meri suggestion ko note kr lo to shayd apka loss prifit Main change ho sakta Hy aur wo yeh Hy k jab bi ap ready hon trade open krny k liy to aik time ap apny selected pair ki last aik din aur last 4 hour's aur last aik ghnty ki movement ko note kro lo aur agar ap note krty ho k continue pichly sary session main yeh pair up ja raha Hy to AP trend ko follow krty hovy buy kr lo aur agar yeh sary session main down ja raha Hy to AP sell KR do aur agar yeh pair sary sessions main kbi up to kbi down ja raha to apko chahiy k ap wait kro aik achi entry ka trend k motabiq to agar aap is formula ko follow kro gy to main apko guarantee deti hon k ap ko loss ni ho ga inshallah
                      Mere Khyal se Forex trading Mein loss hone ki eham Baja jaldbazi aur Big Lot size use Karke trading karna hai Kyunki Forex trading ka business a risky business hai aur is Mein Bheeg lot size use Karke aur jaldbaji mein trading karne se jyadatar loss hone ke chance Hote Hain isliye Jo log Forex trading ke business se acchi profit Hasil karna chahte hain aur loss hone Se Bachana Chahte Hain unko Hamesha Soch samajhkar aur small lot size use Karke trading Karni chahie

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X