Loss ko cover karna hamari kamyabi hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko cover karna hamari kamyabi hai.
    Forex trading mein Hamen chahie ke risky trade na len Agar Hamen kisi trade Se nuksan hua Hai to Hamen chahie Sabar Karen aur last mein emotional na hona Agar Ham jaldbazi Karenge to Ham apna jyada nuksan kar sakte hain Hamen chahie ki Ham Forex trading mein money management se kam Karen aur acchi trade entry ka vate Karen jisse Ham Apne loss ko cover kar sakte hain Agar Forex trading mein jazbati hokar Ham trade Karenge to apna jyada nuksan Karenge Agar Ham relax Ho Kar kam Karenge to achcha fayda hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko cover karna hamari kamyabi hai.

    Yes dear, forex main loss ki bhi possiblity hay, laikin ager loss hi jaye to hamain chahiye keh hum is loss ko recover karna necessary samjhain, or apni equity ko string he rakhain, q keh loss ko recover karny say hamary confidence main izafa hota hay, or hamain motivation milti hay, jis say hum profit bhi easily get kar sakty hain.
    Last edited by ; 10-05-2020, 09:51 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko cover karna hamari kamyabi hai.

      ji han hamen ismein loss ko khabar karne ke liye experience hona chahie sabse pahle is form mein kamyabi saras experience hai experience jitna achcha hoga ham form utna hi achcha kam kar sakte hain is form mein planning banakar trade karni hogi Taki hamen market mein trade karne mein bhi aasani ho aur ham achcha profit gain kar sake aur use profit ko withdraw karva kar Ham apni har jarurat ko aasani se pura kar sakte hain aur apna future bright banaa sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko cover karna hamari kamyabi hai.

        G haan dosto aap ki bat bilkul perfect hai forex me loss ko cover krne se hamen kamyabi milti hai q keh hamra account jab save rehga tu ham acha profit hasil krte rehngy agr ham forex me apne loss ko handal kr sakte hain tu hamare lie kamiyabi ka zaraya hai
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko cover karna hamari kamyabi hai.

          Forex trading mein loss hone per hamen pareshan nahin hona chahie balki himmat aur hosle ke sath Forex mein work karna chahie kyunki Forex trading mein loss ko recover bhi Kiya ja sakta hai aur Forex trading mein ek acha trader hamesha apne loss se learn karta hai aur forex main apni mehnat se loss ko recover bhi kar leta haiaur Forex trading mein apni loss ko recover karne ke liye hamesha trading mein normal lot size use karna chahie jismein trading risk bhi bahut kam hota hai aur is tarah Forex mein main hum aachi trading kar sakte hain aur Forex mein ham thode thode profit se achi earning bhi hasil kar lete hain aur is tarah Forex mein hamara loss bhi recovered ho jata hai aur Forex trading mein hamen koshish karni chahie ki ham apni trading mein big lot size use na Karen jismein bhi bahut zyada hota hai aur is tarah se forex mein hum nakam ho sakte hain jisse Forex mein hamara bonus account bhi wash ho jata hai aur hamari Puri mehnat bhi waste ho jaati hai.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko cover karna hamari kamyabi hai.

            Forex mein agr loss ho jata hai tu is se hum ko kabhi bhi emotional nahin hona cahaiye loss se hum ko apne emotions ko control karna cahaiye aur emotional ho kar jaldi bazi mein trading nahin karni cahaiye agr hum emotional ho kar jaldi bazi mein trading kartay han tu is se loss hi hota hai hum ko loss ko recover karna hai tu soch samjh kar aur sabar se hi loss ko recover kar saktay han
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko cover karna hamari kamyabi hai.

              bhajan hamen Apne nuksan Ko recover karna jaruri hai agar ham Jab Apne nuksan Ko recover kar paate Hain To ham kamyab bhi jald se jald Ho jaenge aur ham ismein munafa bhi jald se jald Kama sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko cover karna hamari kamyabi hai.

                forex trading mn sb sa moshkil ka loss ko recover krna ha lekin aik kamyabi traderhmesha loss ko sabr sur hsuslay k sath brdasht krta ha aur small lot k sath chhoti chhoti trade lga kr loss ko recover kr leta ha aur yehi achhay trader ki kamyabi hoti ha
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko cover karna hamari kamyabi hai.

                  Loss ko recover karna mushkill hai na mumkin nahi dosto forex me loss hoo jaaey to hame chahiey keh ham ark to trade ko lamba kare so sabar kare inshallah loss recover lazmi hogaa aor yehi kamiaabi hai .
                  PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko cover karna hamari kamyabi hai.

                    g dear bonus recover krna aik thra ki kamyabi he hoti hai kun k bonus recover krna bht muskil kam hai trading ma mujh se abhi tk recover nhi ho rha balky increase hota ja rha hai iss liye humein zaida loss nhi krna chahyie humein small lot size k sath small target set krny chahyie ta k big loss na ho aur recover b na krna pary
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko cover karna hamari kamyabi hai.

                      Ji bilkul theek kaha par accident Mein loss ko cover Karna Hai Hamari kar Pahle Ka maja bhi hoti hai jo log Apne loss ko cover kar sakte hain Vahi log expert trader Ban sakte hain Forex Mein learning ke sath Kam Karne Wale acchi knowledge be increased kar sakte hain aur accha profit bhi increase kar sakte hain aur X Mein Hamen Jyada Se Jyada mehnat ke sath aur Sabra ke sath kam karna chahie tabhi Ham Kamyab trader Ban Sakenge aur acchi earning kar Sakenge.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko cover karna hamari kamyabi hai.

                        ji haan dear frnds agr pak forex main hm kaamyabi hasil krna chty hain ot dear frdns hm ko chiay k hm loss oh jny py tense ni lein or biilky sbbr or hosly sy kam lein or apny los ko recover krein dear frnds agr hm appny loss ko recover krein gvy or forex main acha expernce gain kr k kaam kerein gy to hm ko kaamyabi milly gi lekin agr hm apny loss korecover ni krein gy or mehnt sy kaam ni krein gy dear frnds hm naakam ho jyn gy hmain chy hmain apny loss ko recover kr k kaam krna chiay hm pak forex main kamyab hn gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko cover karna hamari kamyabi hai.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: GoodTry پيغام ديکھيے
                          Forex trading mein Hamen chahie ke risky trade na len Agar Hamen kisi trade Se nuksan hua Hai to Hamen chahie Sabar Karen aur last mein emotional na hona Agar Ham jaldbazi Karenge to Ham apna jyada nuksan kar sakte hain Hamen chahie ki Ham Forex trading mein money management se kam Karen aur acchi trade entry ka vate Karen jisse Ham Apne loss ko cover kar sakte hain Agar Forex trading mein jazbati hokar Ham trade Karenge to apna jyada nuksan Karenge Agar Ham relax Ho Kar kam Karenge to achcha fayda hoga.
                          ji bilkul yah Hamari kamyabi Hai Ke Ham Apne loss ko recover kar sake Kyunki Jab trader forex market Mein trading Karta Hai To usko sabse pahle hi chahie ki woh Hamesha forex market Mein trading karte hue rules ko follow Karen aur Agar bahut sahi se rules ko follow kar leta hai to woh loss ko recover karne mein Kamyab ho jata hai aur loss ko recover karne mein kamyabi matlab Hamari kamyabi isliye Hamen Apne loss ko recover karne ki koshish Karni chahie aur zyada mehnat Karni chahie Kyunki zyada Mehnat ki wajah Se Hi Ham forex market Mein successful Hote Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko cover karna hamari kamyabi hai.

                            Humay har surat he apnay loss ko cover karna hay jitna zyada experience ap ke pas hoga ap utan he porfit easily or quickly kma saktay hen is liye agar ap ek successful trader bn'na chahtay ho to apna experience zyda se syda gain kro jo apki trading ke liye fayda mand ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ko cover karna hamari kamyabi hai.

                              Jab Ham Los cover karne Ke Kabil ni Ho Jaate Hain iska matlab Nahin ki Hamari trading acchi Ho Jaati Hai isliye Hamen planning Karni chahie Jiske mutabik Ham Apne dost ko cover kar Saken jab tak aapko Los cover nahin karna tha iska matlab hota hai aapki skills Mein Kahin Kami hai isliye Khud Ko Achcha train Karen Taki aap acchi trading kah Saken aur Khud Ko profit Mein Hi kar Saken

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X