Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain.

    Main aapki baat se Ittefaq Karta Hun Ki jazbat loss deta banaa Lo uski vajah aapke bhi ho sakte hain Jab aap negative ok kam Karenge aur koshish Karenge ki jaldi jaldi bahut sara profit Aaj Hai Tabhi aap Galti karte hain aur aapke jajbat aapse galat trading Karvate Hain tabhi aap lost ho jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain.

      Bilkul uski vajah Hamare jajbat Ho sakte hain Kyunki Jab ham Apne emotions ko trading mein le Aate Hain To isase Hamara loss ho jata hai Kyunki Ham Apne mind set aur acchi working ke sath Kam Nahin Karte balki Apne emotions ko bich mein le Aate Hain aur ham kam Sahi tarike se nahin Karte isliye Hamen loss ho jata hai Hamen chahie ki Ham Soch Samajh Kar apni working Karen aur apne emotions per control rakhen Taki Hamen loss Na sake
      • #18 Collapse

        Re: Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain.

        bilkul thek Kaha Hai apne Jab Forex trading Mein Hamen loss hota hai to bahut se member Aise Hain Jo ismein Jazbaat Mein a Jaate Hain To Hamen chahie ki Ham ismein Apne Jazbaat ko control Mein karne ki koshish Kiya Karen Taki Ham ismein acchi trading kar sake aur sev trading kar Saken ke Jazbaat Mein Aakar poochh lo apna Jyada loss kara Baithe hain lekin Hamen ismein kabhi bhi jajbat mein nahin aana chahie balki Hamen Himmat se kam Lena chahie aur Hamen Apne fresh mind se apne loss ko recover karne ki koshish Kiya Karen Kyunki Jab Hamen loss hota hai to main Apna lost recover karna Hota Hai To Hamen apni Jo full attention leni chahie vah Apne dost ko recover karne mein Deni chahie Taki Ham aasani se apne dost ko recover kar Saken aur isme again Acha Karke Apne profit ko withdraw
        • #19 Collapse

          Re: Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain.

          Ji bilkul trade ke loose hone ke piche aksar hamare jazbat hote Hain kyunki Ham jazbat mein aa kar lalchi Ban jaate Hain aur Bina soche samjhe trade open kar dete Hain jiski vajah se hamen nuksan uthana par jata hai lekin hamen is se avoid karna chahie aur market ke rules ko follow karte hue hi trade open karni chahie Ta k hamen loss ke bajaye profit Ho aur yahi ek acche trader hone ki nishani hai ki hamesha lalach ko apne se dur rakhna chahie ISI se Ham kamyab Ho sakenge
          • #20 Collapse

            Re: Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain.

            Loss ki barri wajah lazman hamaray jazbat he ho saktay hain agar profit kamana hay is business main to sab say pahlay ziada say ziada learn karen Forex market kay baray main or phir demo account say trading ker kay experience bhi hasil karen.
            • #21 Collapse

              Re: Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain.

              Forex trading Mein Hamen emotional Nahin Hona chahie Sabar ke sath kam Karen acchi trait in tree Param Achcha benefit Le sakte hain Hamen jald Bazi se trade Nahin Karni chahie
              • #22 Collapse

                Re: Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain.

                Jazbaat insan ki munafa per bahut jyada asar andaz hote hain agar Ham technical analysis nahin karte to iska matlab hai ki Ham jazbati trade kar rahe hain isliye jaruri ho jata hai ki Ham technical analysis sahi tarah kar le hamen pata Ho market mein upar jana hai aur yah niche jana hai jazbati hokar trade karne se insan sirf nuksan hi karta hai
                • #23 Collapse

                  Re: Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain.

                  Bilkul hoskte hain trading me loss ki aik bari waja hee jazbat hain jald bazi hay sabar na kerna hay. Jese ke ziker kia gaya ke ager isey 1 proper job samjh ker karein rules ko mind me rakte howe hardworking karein proper kam karein proper planning karein or apne feeling ko aik taraf rakhein tab he successful hoskte hain. Kuxh rules apne bhi bana lein or un pe hee kam karein jese ke trading ke waqt fresh hoon proper time dein jalbazi na karein big lot use na karein target phra hone ke bad quit karein tu ye sab bhi kamyabi ke liye zarrurri hay.
                  # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain.

                    100%hamare jazbati faisley trading ma nuqsan ka baes hain jab hum market ko samjhen ge hi nhn aur jazbaat ma aa ke trade start kar den ge to loss hi hona ha profif ke leye halaat ko daikhen phir trade karen
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain.

                      Assalam o Alikum,
                      Kei jaga insaani jyzbaat insan ki kamiyab b krwaty hrin e zyada trr nakaam forex trading ma juzbaat ka apny control ma na hona insaan ko pir profit nai hamasa loss ki trf e lay kr jata h, agr hum forex k kaam a r trading 2no ma aca krna chaty jein to pir hmein apni emotions ko 0any control ma rkna ho ga.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X