Forex ma loss ko jaldi recover karny sy ye double hony k zayada chances ho jaty hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ma loss ko jaldi recover karny sy ye double hony k zayada chances ho jaty hai
    Friends, forex ma loss ko kbi b jaldi ma recover ni karna chahe, kiu k jaldi ma panic create ho jae ga, recover karny ki khosis ma ham aksar fazool trades b open kar k beth jaty hain jin sy hamara loss double ho jae ga, even ik he din ma loss recover karny ka sochyn b to acct wash ho jata hai,plz comment???@#
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ma loss ko jaldi recover karny sy ye double ho hony k zayada chances ho jat

    Hamen bulkul sakon aur itmenan k sath trading karni chaheye aur loss pe sabar kana chaheye. Forex Trading aik karobar hai aur is me profit aur loss dono ho jate hen. Lekin hum ye business sirf profit hi ki neyat se karte hen. Lekin baaz dafa hamen loss bhi ho jat hai. Loss k aam tawar pe chand common se wajohat hai jis ki waja se ye hota hai. Market analysis aur news k bagher trading karna, trading hamari analysis k opposing hone pe hamara emotional ho jana aur mazeed nuqsan karna, lalach me a kar kam profit na lena aur ulta nuqsan ho jana. Overtrading kar jana. Take Profit aur Stop Loss ka options na lagana. Ye chand aik wajohat hai nuqsan hai jos ki waja se nuqsan ho jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Forex ma loss ko jaldi recover karny sy ye double hony k zayada chances ho jaty h

      Ji Bhai Jaisa ke Ham Sab ko pata hai ki trading Mein Las ho jana Koi Itni Badi Baat Nahin ismein Itni tension ki jarurat Nahin Hoti experienced Logon se bhi ismein nuksan ho jata hai ab Jab aapko nuksan Ho Jaaye to main machhla isko cover karna Hota Hai Jab aap nuksan Karva karne Lagte Hain tab bhi aapko chahie ki aap ek acchi khasi planning ke sath aur Market ki full information ke sath Apne analysis ko mind main Aakar aur candles ki saree Surat Haal Dekh Kar Uske bad trade lagaen Kyunki Aisa Na Ho ki aap apna Las cover karne Ke Chakkar Mein Apni Lash ko usse Bhi Jyada kar den aur aapke liye Jyada pareshani ka yah sab ab Ban Jaaye isliye treating main aapka koi bhi decision jo aap Lete Hain Uske liye aap ke liye ek plan Hona chahie aur Soch samajhkar aapko Sare kam karne chahie
      • #4 Collapse

        Re: Forex ma loss ko jaldi recover karny sy ye double hony k zayada chances ho jaty h

        agr hamy loss ho jaye to hamy tense nahi hona chahey hamy apny emotion or lalch ko qaboo main rakh kar is main mehant sy kam krna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain hamy aik time table bana kar is main daily base par kam krna chahey pher hi ham apna target pora kar sakty hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt ka kar sakty hain yai aik real business hawin
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          Re: Forex ma loss ko jaldi recover karny sy ye double hony k zayada chances ho jaty h

          G han dear apki baat theek hai jb loss hota hai tu new traders preshani mein foran recover krny ki koshish krry hein loss ko is tarah recover nhi kia jata ye traders ki nadani hoti hai loss double ho jata hai loss hony pr trading stop kr deni chahiye phr jb acha waqt aye jo aksar ata hai us waqt loss ko thora thora recover krty rehen ye tarika jota hai is tarah future mein bhi easily profit hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Forex ma loss ko jaldi recover karny sy ye double hony k zayada chances ho jaty h

            hamen aapane Forex Mein loss ko recover Karen karne se double hone ke chance to ban sakte hain Jab ham Apne nuksan Ko recover kar sakte hain To ham usse profit munafa Bhi jyada Kama sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex ma loss ko jaldi recover karny sy ye double hony k zayada chances ho jaty h

              forex 1 acha business hain humain es main mahant say humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamjab ho skty hain hum es main rat main be kam kar skty hain agr hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humian es main loss ho ga agr humian es main loss ho jay ga to humian es main sbar say humian es main kam karna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex ma loss ko jaldi recover karny sy ye double hony k zayada chances ho jaty h

                g han dear forex treaidng karty hoy hami loss hoty hain to hum ko chaye hamin apny loos ko recover karny min jaldbazi na kaien agr hum jaldbazi karty hain to loss mazeed ziyada hony ka chance hain iis lia hamin forex min soch samjh ka aur achi pllaning kar ka makreet ko aynalize karry hoy treading kairn to acha profit haial.kar sakty hain aur adani ka sth apny loos ko recover kar sakty hainn
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ma loss ko jaldi recover karny sy ye double hony k zayada chances ho jaty h

                  Hamen bulkul sakon aur itmenan k sath trading karni chaheye aur loss pe sabar kana chaheye. Forex Trading aik karobar hai aur is me profit aur loss dono ho jate hen. Lekin hum ye business sirf profit hi ki neyat se karte hen. Lekin baaz dafa hamen loss bhi ho jat hai. Loss k aam tawar pe chand common se wajohat hai jis ki waja se ye hota hai. Market analysis aur news k bagher trading karna, trading hamari analysis k opposing hone pe hamara emotional ho jana aur mazeed nuqsan karna, lalach me a kar kam profit na lena aur ulta nuqsan ho jana. Overtrading kar jana. Take Profit aur Stop Loss ka options na lagana. Ye chand aik wajohat hai nuqsan hai jos ki waja se nuqsan ho jata hai Hume loss ko recover karne k lye jaldbazi nhi karni chahey.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ma loss ko jaldi recover karny sy ye double hony k zayada chances ho jaty h

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
                    Friends, forex ma loss ko kbi b jaldi ma recover ni karna chahe, kiu k jaldi ma panic create ho jae ga, recover karny ki khosis ma ham aksar fazool trades b open kar k beth jaty hain jin sy hamara loss double ho jae ga, even ik he din ma loss recover karny ka sochyn b to acct wash ho jata hai,plz comment???@#
                    Hamen kabhi bhi Forex trading se hone wale loss ko jaldbaji Mein trading Karke recover karne ki koshish Nahin Karni chahie Kyunki Agar Ham Forex Mein loss ko jaldbaji Mein recover karne ki koshish Karenge To Hamara loss kam hone ki vajah se jyada ho sakta hai aur Hamara account bhi pass ho sakta hai isliye Hamen bahut Soch samajhkar aur Sabra ke sath acchi planning kar ke apne loss ko recover karne ki koshish Karni chahie

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X