Kuch new traders basic learning se start pe loss kartay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kuch new traders basic learning se start pe loss kartay hain
    Sirf basic learning se aghaaz karna nuksan hay puri learning chahiye hoti hay zeyda experience hoga wo utna zeyda earning kr skta hy forex forum par trader bhot mehnat ke bhot kam dino kafi had dolar kama leta han achi earning kilye us kam se mutalik experience hona bhot zorori hay hamain is forex main knowldge ho ga tab hi hum real main bi trade kar k hi hum success ho sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kuch new traders basic learning se start pe loss kartay hain

    hamy learning gain kar ky maraket ke movement ko samj kar kam karna ho ga pher he hum passia kama saky gy hum is mi agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga hum is mai aagr lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga yai kabe be band na hony wala business hain yai aik legal business hain is jassa koi or business nahi hain
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
    • #3 Collapse

      Re: Kuch new traders basic learning se start pe loss kartay hain

      forex main humain es main mrket ke movement ko follow kar kay humian es main forex kay rulz ko follow kar kay hum es main kam kar skty hain hum es main den main be kam kar skty hain hum es main rat maikn be kam kar skty hain agr hum es main lalche bn kar hum es main trading kjarty hain to humian es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga
      • #4 Collapse

        Re: Kuch new traders basic learning se start pe loss kartay hain

        اصل پيغام ارسال کردہ از: fatima_princess پيغام ديکھيے
        Sirf basic learning se aghaaz karna nuksan hay puri learning chahiye hoti hay zeyda experience hoga wo utna zeyda earning kr skta hy forex forum par trader bhot mehnat ke bhot kam dino kafi had dolar kama leta han achi earning kilye us kam se mutalik experience hona bhot zorori hay hamain is forex main knowldge ho ga tab hi hum real main bi trade kar k hi hum success ho sakty hain
        Hamen forex market Mein acchi trading karne ke liye apni basic learning ko strong banana chahie Kyunki Agar hamare pass Forex trading ki learning kam Hogi To Hamen forex market se starting Mein Hi loss hoga Kuchh new traders basic kam learning se trading start Karke Los Karvate Hain Aise traders ko chahie ki vah log sabse pahle forex market ki learning ko strong banaen aur Forex trading ka Achcha experience aur knowledge Hasil Karen Uske bad Forex market Mein trading start karen
        • #5 Collapse

          Re: Kuch new traders basic learning se start pe loss kartay hain

          forex me kamyab wo hota ha jis kay pass high level ka knowledge honor jis ne regular demo account me practice kar kay experience hasil kiya ho jo traders sirf basic learning kar kay trading start kar detay hain wo kuch profit earn kar kartay hain or loss un ka zeyda ho jata ha or actual me un ka capital loss me hota ha ap basic knowledge se profit earn nehi kar sakte hain complete knowledge hasil karna ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Kuch new traders basic learning se start pe loss kartay hain

            اصل پيغام ارسال کردہ از: fatima_princess پيغام ديکھيے
            Sirf basic learning se aghaaz karna nuksan hay puri learning chahiye hoti hay zeyda experience hoga wo utna zeyda earning kr skta hy forex forum par trader bhot mehnat ke bhot kam dino kafi had dolar kama leta han achi earning kilye us kam se mutalik experience hona bhot zorori hay hamain is forex main knowldge ho ga tab hi hum real main bi trade kar k hi hum success ho sakty hain
            ji bilkul forex market mein jo new trader hote hain woh basic learning se start karte hain Jiski wajah se Unka bahut fayda hota hai agar forex market Mein basic learning se start Karte Hain To Ham bahut zyada experience Hasil kar sakte hain trader ko chahie ki woh Hamesha forex market Mein basic learning Se Hi start karen Kyunki basics learning se start karne se Hamen bahut knowledge Milta hai aur is knowledge ki wajah se Ham market mein bahut zyada successful hote hain aur zyada Se zyada mehnat Karne Ki wajah Se Hi Hamen Forex Mein success milti hai aur acha profit lene ke liye mehnat karna bahut zyada zaruri Hota Hai
            • #7 Collapse

              Re: Kuch new traders basic learning se start pe loss kartay hain

              Kuch Aise traders Hote Hain Jo basic learning karte hain Thodi Si Lani he karne ke bad real trading ka aagaz gaa lete hain Jiski vajah se unko Los karna padta hai Hamesha jab tak aap ki acchi skills Na Ho Jaaye acchi learning na ho aap ke pass tab tak trading Shuru Nahin Karni chahie tha ki aap safe rah Ho
              • #8 Collapse

                Re: Kuch new traders basic learning se start pe loss kartay hain

                New trader kay liay mera mashwara ye hay kay wo shuru main forex forum pe kaam karain oar demo account pe practice karain ziyaada say ziyaada time demo account ko dain jab ham experience gain kar lain oar forex business ka knowledge hasil kar lain to pher real account main trading karain to zaroor kamyaab hun gay
                • #9 Collapse

                  Re: Kuch new traders basic learning se start pe loss kartay hain

                  G hn bilkul new traders sabi start mn loss krty hn q k unhyn trading k bary mn itna experience nhe hota ha jiski wja sy galt trade lgany sy unko loss hota ha unhyn chahye k sab sy phly wo learning kren or demo py trading practice kren is trah sy unko loss kbi nhe hoga or har trade sy phly wo yahan forum mn seniors sy zror mashwara kren taky unko best ray mil sky or wo loss sy bach sken or apni basic skills ko improve kren or apna acount ko big bnayn phr trading kren is trah sy wo achy sy manage kr payn gy or lot size hmesha kam rkhen agr wo in sab baton ka khyal rkhen gy to kbi b nakam nhe hn gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Kuch new traders basic learning se start pe loss kartay hain

                    Sub loss say hi learning krte hn bad mein kamyab ho jate hn.
                    Ap tension na lain inshallah ap jald kamyab ho jain geeee.
                    Start profit say krn.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kuch new traders basic learning se start pe loss kartay hain

                      Main samajhti Hun ki hamen forex market mein kabhi bhi jaldbaji mein intry nahin leni chahie jab tak aap is business ko proper tarike se samajhna nahin aur acche se practis na karne aapko kabhi bhi real trading start nahin karni chahie khaskar person you traders Hain unko pahle demo practice acche se karni chahie uske bad hi real account ko trades open karni chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Kuch new traders basic learning se start pe loss kartay hain

                        Bilkul new members start Mein basic learning se Apna loss kar lete hain Kyunki unke pass Achcha knowledge or experience Nahin Hota aur vah apni learning behtarin Nahin Karte balki Jo start Mein Unki basic learning Hoti Hai Usi Se Hi trading Karte Hain To isase unko loss ho jata hai unhen chahie Ki vah Soch samajhkar after working Karen aur basic learning ki Bajaye full concentration aur knowledge experience ke sath apni working Karen Taki loss se Bach sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Kuch new traders basic learning se start pe loss kartay hain

                          New traders Hamesha apni kam knowledge ki vajah se loss kar Baithe Hain Kuchh chahie ke pahle apne aap ko is Kabil banaen keva real account mein kam kar sakte hain ya nahin kar sakte Uske bad unko demo account per kam karne ki jarurat hoti hai isliye Hamen demo account per pahle kam karna chahie aur uske bad real account mein kam karna chahie Agar real account Mein Pehli Martaba Koi loss Ho Jaaye to Itihaas ke sath apni learning Mein izafa karne ki koshish karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Kuch new traders basic learning se start pe loss kartay hain

                            Humay proper sab learn karna hota hay sirf basic learning se loss he hoga agr forex business main kamyab hona hay to pehly ap ko learning karni parti hay phir ap ko earning hoti hay jab ap knowledge gain kr lety ho to ap k pass bright chances hoty hain kamyab hony k leay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kuch new traders basic learning se start pe loss kartay hain

                              In this example, a sell signal is indicated by arrow 1, identifying a sell￾ing position in British pounds at $1.5832 on July 26. After several days, we
                              see a buy signal, and the short position is closed out by buying the British
                              pound at $1.5211 on August 27. In this scenario, since the trader bought the
                              British pound lower than he or she sold it, the trader would have made a
                              profit of 521 pips

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X