Forex Trading main Planning kia hoti hy???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading main Planning kia hoti hy???
    Planning: doston Forex trading Mein planning ke sath kam karte hue aapko kamyabi milati hai jo log planning karke hi Apna Kam karte hain Vahi Kamyab trader hote hain aur accha earning karte hain isliye aapko chahie Hamesha Soch samajhkar trading Karen aur Jyada Se Jyada mehnat Karen acchi earning Karen Taki aap Kamyab ho sake.
    🌼 Never Give Up 🌼
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading main Planning kia hoti hy???

    planning se hamen kafi achcha fayda milta hai hamen trading karne se pahle planning karni chahie jab hamari planning acchi hogi to hamari trading acchi hogi aur agar hamari planning acchi nahin hoti hai to fir trading kabhi acchi nahin ho sakti hai isliye hamen pahle planning karni chahie tab hamen kamyabi milegi aur agar Ham planning nahin karenge to hamen kabhi kamyabi nahin Mil sakti hai hamari planning ki vajah se Hi hamen market mein kamyabi milati hai
    SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading main Planning kia hoti hy???

      Planning bohut ahmeyat ka hamel hai. Forex Trading me planning bohut acha idea hai. Planning hi k zarye se hum apne leye aik gaol banate hen aur pher ko complete karne ki koshash karten hen. Planning agar hamari achi hogi to hamen kamyabi bhi achi aur behtareen mele gi. Is waja se jab bhi planning karen to cool mind k sath karen kabhi bhi jaldi na karen. Aur planning k bagher hamen nahi chalna chaheye. Agar hamari planning kesi khas point pe nakam hoti hai to hamen apni planning par aik dafa pher se nazar sani karni chaheye. Aur ghaltion ko darust karna chaheye.
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading main Planning kia hoti hy???

        forex trading my planing ya hti ha k hm market ko achy sy phyly samjy pairs ki movement daky us k bad soch k planing bnay k yaha kon sa lot buy sell kaha sy entry Point lana ha hmary liy planning bht hi zarore ha ni to hamare tread success ni hti ha
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading main Planning kia hoti hy???

          forex 1 acha business hain hum es main planing kar kay hum es mian kam karain gain to hum es main apny targt ko aasane say hum pora kar skty hain agr hum es main bgir elarning kay hum es main kam karain gain to humian es main loss ho ga our humra account be wash ho jay ga our hum es main den main be kam kar skty hain our hum es main rat mian be tarding akr skty hian
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading main Planning kia hoti hy???

            Mere dost posting Hai Kaisa business hai Jiske andar ki bahut jarurat Hoti Hai Kyunki Aane Wale Bhi Nahin Karni chahie prostrating ke andar aap Logon Ko chahie ki planning Ke Bina ham log Kabhi Kamyab Nahin ho sakte isliye aap log ko chahie To Kya Karen kya aap log Kis chij Mein Kabhi Kamyab Nahin ho sakte
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading main Planning kia hoti hy???

              Dear member forex trading mein market ko analyse karna trend ko follow karna aur trend ko mind mein rakhte hue kisi aise point Ki talash mein rahana Jahan se aap ek best trade open kar saken ise planning kaha ja sakta hai kyunki ek trader Jo apna kafi time market ko analyse karne mein surf karta hai aur uske bad kisi ek khas point per apni trade open karta hai or apni skills ko use karta hai to voh trade ko win karne ka hakdar hota hai aur uski trade ke win hone ke chances kafi badh jaate Hain iske bar aks Jo insan Bina market ko analyse kiye trend ko ignore karte hue trade open kar deta hai to uski trade loose hone ke chances kafi zyada hote Hain to aapane theek kaha hai hamesha planning ke sath Hi chalna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading main Planning kia hoti hy???

                Forex trading main har wo cheez planing main ati hay jo trading kay liye zarori hoti hay. jesay kay trading ka ilam kitna hay. trading kitnay paison say shoro kerni hay. trading kay liye kon sa trika kaar ho ga. trading kay tarika kaar ki kia ratio hay. account per risk kitna hona chahye aur har trade per kitna risk ho ga. stop loss kaisay set kia jaye ga. ghar yeah kay trading main har aik point kay liye planing kerna trading plan ka hisa hoti hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading main Planning kia hoti hy???

                  Planning Hoti Hai Jiska through aapko Chalna hota hai agar aap red open karte ho to aap uske liye ek plan pahle Pyar Karte Ho FIR Uske plan ko follow karte hue aap kam Karte Ho trailer open Karte Ho Jaise aapko Achcha fayda hota hai aur aapki trade profit Mein Jaati Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading main Planning kia hoti hy???

                    Bhai hamain forex trading main planning k sath kam krna chahay hamain forex trdjg main lalach nahi krny chahay q k lalach krnay sy hamain loss hota hy hamain forex trading main sabr sy kam krna chahay q k and is phal metha hota hy hamain achi trading krny chahay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Trading main Planning kia hoti hy???

                      Ji bahi koi b kam start kro tu sb sa pehlay planning krni parti or phr wohi business kamiyab hota jo planning pe apni focus krta, hr business mai planning k steps htay like posting sb sa pehlay quality wali kro, us k bd reply b quality walah dou, bonus is sa acha miltah hai, free tym youtube pe videos dekho yeh sb planning mai include hona chahiyh.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X