Apni mistake ki islah Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni mistake ki islah Karen
    Dear members Humse Jab Koi mistake ho jaaye to Humko chahie ki ek to vah mistake Humse repeat Na Ho Aur dusra Agar Jo mistake Hui Hai use mistake ko theek karne ki koshish karen Jab Se Koi Galti Ho Jaaye to ismein pareshani Ki Baat Nahin Hai Har Insan se Galti Ho Jaati Hai Lekin Achcha Insan aur Achcha trader vah hai jo apni galti se a Ek Sabak sikhane aur use ko apne liye faydemand banae
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni mistake ki islah Karen

    mistakes hamare liye bahut important hoti hain aur agar Ham apni mistake ki correction nahin karte Hain to hamen success nahin Mil sakti hai isliye hamen always apni mistakes ki correction karni chahie jab Ham apni mistakes ki correction karenge to Ham isliye successful Ho sakenge so hamen try karna chahie ki agar hamen trading mein Koi mistake Ho jaati Hai to hamen usko correct kar lena chahie isase hamara experience kafi good increase hoga
    • #3 Collapse

      Re: Apni mistake ki islah Karen

      Galtiyan per kabu Pana hamare liye jaruri hai agar Ham bar bar trading mein galtiyan karte rahenge to Ham kamyab nahin Ho sakenge isliye hamen chahie ke Ham apni galtiyan per kabu Karen aur agar humse Koi ek galti Ho jaati hai to hamen bar bar usko nahin karna chahie agar Ham bar bar ek hi galti karte rahenge to hamen kamyabi nahin milegi isliye hamen apni galti man per kabu karte hue trading karni chahie tab hamari trading acchi ho sakti hai
      SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
      • #4 Collapse

        Re: Apni mistake ki islah Karen

        Han g bilkul thek BT h apki keh hmain Apni ghltion ko the karna chahye yeh zarori h hmary liay agar ham the kreingy to ham achy trader bn skty Hein us base p tarki b Kar skty Hein to hmain chahye keh ham in rules ko follow krein
        • #5 Collapse

          Re: Apni mistake ki islah Karen

          ji han dear friend main ap ki baat say agree karta hn ap nay sahi kah hai agar ap nay is main achi tarh sya kamyb hona hai to ap ko hcnayay apni mistakes say islah kar lo gay to ap is main aachi tarh say kamyb ho jao gay dear friend agar ap nay apnay ap ko aur forex ko achi tarh say samj lia to ap is main achi tarh say kamyb ho jao gay dear friend bus ap nay is main achi tarh say mehnatkarni hia gar ap nay si main achi tarh say kambh ona hai to a pko chayayp is main achi tah say kam kario aur is main achi tarh say kamyb ho jao gay agar ap nay is main kamyb hona hai to ap mistakes say ap ko chayyay ap kuch seekhain
          • #6 Collapse

            Re: Apni mistake ki islah Karen

            Dear apki baat theek jai jb trading mein koi mistake ho jati hai tu loss ye nhi dekhta k mistake small thi ya big agr aap next time tk control kr lety hein tu phr loss bhi control ho jata hai apni mistakes ki correction krny se apki trading theek hogi phr aap successful trading kr paengy mistake koi bhi ho kabhi bhi ho usko control krna hi achy trader ki nishani hoti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Apni mistake ki islah Karen

              G haan bilkull dosto hame apni mistake ki islah karni chahiey q keh mistakes de hame seekh Kar dobara galti ko dohrana nahi chahiey balkeh apne kaam me improvement laano chahiey
              PRACTICE MAKES MAN PERFECT
              • #8 Collapse

                Re: Apni mistake ki islah Karen

                As-Salaam-Alaikum Main ummid Karta Hun Sab khairiyat se Honge Hamen apni mistake Ka Khyal karna chahie mistake Nahin honi chahie Shuru Shuru Mein mistake Ka Khyal Nahin Karenge To Hamen Aage bhi pareshani ho sakti hai To Ham FIR Har time mistake karte rahenge Apne a mistake kesla Karni chahie abhi se
                • #9 Collapse

                  Re: Apni mistake ki islah Karen

                  Dear member aap theek kah rahe hain kyunki ek trader ke liye yah bahut zaruri hai ki vah apni galtiyan ki islah Karen aur apne knowledge mein izafa Karen aur apni skills ko improve Karen agar vah aisa nahin karta to usko musalsal nuksan hoga aur aur uske trades loose hone ke chances badhate jaenge kyunki vah apne mistakes ko Bar Bar dohraey ga..
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni mistake ki islah Karen

                    Forex trading mein hamen apni galtiyon ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie kyunki forex mein jab hum apni galtiyon ko ignore kar dete hain to yah galti dobara ho jaati hai jiski wajah se Forex mein hamen pahle se zyada loss hota hai aur Forex mein ham nakam ho jate hain isliye Forex trading mein hamen apni galtiyon se sikhana chahie jisse Forex mein hum kamyab ho sakte hain aur achi earning bhi hasil kar sakte hain aur forex mein ache work ke liye acche experience aur ache knowledge ki bhi zarurat hoti hai isliye Forex mein work our trading se pahle hamen apne experience our knowledge ko bhi increase karna chahie aur is tarah se Forex mein hum loss se bhi bach sakte hain aur Forex mein trading ke dauran hamara active rahana bahut hi zaruri hai isliye Forex mein trading fresh our active mind ke sath karni chahie.
                    • #11 Collapse

                      Re: Apni mistake ki islah Karen

                      apni mistake ko hi apni jeet bana lain . yani ak galti jab ho jaeee to dosriii ghalti na kirn. ager ap ghalti krian ge to us say yani phile say ziada nuqsan mean loss ho ga . ap apni ghalti say learn krian aur . acha kam kr k ziada say ziada trading krian aur profit earn krian aur dil say dua krin aur apne aimmeeeeee complete krain.
                      .................................................. ............................
                      • #12 Collapse

                        Re: Apni mistake ki islah Karen

                        pak forex business mein nakami hamsha hamre apne mistakes ke waja se hoty han ager ham apne gulti ke islha kerty han to business ko kabi bhe blame nahi dein ge apne mehnat or mistakes se lesson hasil keryn ge ye aik kamyab business hay hamain tamam facility deta hy then ham acha zror kama sakty han
                        • #13 Collapse

                          Re: Apni mistake ki islah Karen

                          Dear sir ap ny sahi kaha agr hum sy kou bhi apny Kam mn mistake ho jay tu dobara asi mistake ko respect na Karen apni mistake sy learn Karen agr hum bar bar ek hi mistake ko respect Karen gy tu hum kabhi bhi kamiyabi hasil nh kr sakty hain hum ko forex mn har kam souch samjh kr krana hoga tab hi hum successful hon gy aur acha porfit pick kr sakin gy
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Apni mistake ki islah Karen

                            Yah aapane good question kiya hai ki hamen apni mistakes ki islah Karni chahie agar ek bar Ham 1 mistakes karte Hain to Ham usko dobara repeat na Karen kyunki agar Ham bar bar ek hi mistakes karte rahenge to hamen bonus achcha nahin milega FIR aap log kahate Hain ki yaar Forex bonus achcha nahin de raha agar aap log kam bhi achcha nahin karoge aur bar bar ek hi mistakes ko repeat karoge to aap mujhe yah bataen ki aap ko kaise profit milega yahan per profit kam karne se milta Hai achcha kam karne se milta hai aap apni post ki quality ko achcha banaen aap behtar banaya aap post ki quantity ko masjid behtar banaen FIR dekhenge aap ko bonus kitna milta Hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X