Assalamu Alaikum dear members main ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aur Apna Kam acche tarike se kar rahe Honge dear main yah Kahana Chahta Hun Ki Jab Ham trading Mein kam Karte Hain To Hamen ismein ek hi strategy per kam karna hota hai aur Usi Mein mehnat Karni hoti hai agar aap ismein ek Se Jyada strategy usko apply Karenge to aap ke liye bhi confusion Hogi aur usse aap ko profit bhi nahin Hoga aur example agar aap moving averages per kam karte hain to aapko Usi per kam karna chahie Usi Mein mehnat Karni chahie tapke aapko Usi se profit Hasya Ho Jab aap moving average wali strategy ko apply Karenge to aapko usmein fayda Hoga agar aap bollinger band ko use karte hain to aap strategy ko per kam karna hoga ISI Tarah agar aap support aur resistance wali strategy per kam karte hain Usi mein aapko maine karni Hogi aur usi ko aapane time Dena hoga tab hi aapas Mein kamyabi Hasil kar sakte hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим