Support aur resistance per bharosa karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Support aur resistance per bharosa karna
    Dear members sometimes aisa hota hai ke support aur resistance work nahin karti aur hamari trade loose Ho jaati hai to hamen chahie ke pahle acchi tarah market ko analyse Karen aur market ki movement par ghor Karen aur trend ko samjhen uske bad trade open Karen is sy hamari trade ke a profit mein jaane ke chances badh jaenge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Support aur resistance per bharosa karna

    agar Ham good analysis kar lete hain to Ham support and resistance level per depended ho sakte hain kyunki yah level market mein bahut important hote hain aur ine level ki vajah se Ham market mein isliye successful ho sakte hain kyunki marketing levels ko respect karti hai aur market jaise hi in levels breakout karti Hai to Ham good trade Le sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Support aur resistance per bharosa karna

      hamen support and resistance ko samajhna chahie jab Ham samajh jaenge to tab hamen fayda hoga aur agar Ham nahin samajhte Hain to hamen kabhi fayda hasil nahin hota hai isliye hamen inko samajhna chahie aur samajhkar kam karna chahie agar Ham inko samajh jaate Hain aur support aur resistance per kam karte Hain to Ham kamyab kam kar sakte hain
      SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
      • #4 Collapse

        Re: Support aur resistance per bharosa karna

        Yes dear aisa tab he possible hota hay, jab hum proper analysis nai karty or tukky say support and resistance ko follow kar kay trade karty haun, jis ki waja say hamari trade loss main jati hay or hamain bahut loss jo jata hay, hamain support and resistance per depend karny say pehly analysis ko importance daini chahiye ta keh profit earning ho.
        Last edited by ; 10-05-2020, 07:52 AM.
        • #5 Collapse

          Re: Support aur resistance per bharosa karna

          dear friend forex trading mn safe aur achhi trading krnay k liay support and resistance level ka khas khial rakhna chayay keun k support sur resistance level sa sell ya buy krnay sa apko achha profit bhi mil jata ha aur apka account ballance bhi safe rehta ha
          • #6 Collapse

            Re: Support aur resistance per bharosa karna

            G han ye us waqt hota hai jb market ki movement news ki waja se ho rhi hoti hai phr support aur resistance level kaam nhi krty aisy mein trade open krny se avoid kia krein kionkeh market ki movement clear nhi hoti big loss hony k chances hoty hein news pe nazar rakhi jaye konsi news kis waqt release hoti hai aur kis news pr market ziada react krti hai phr jb aap alert hongy tu koi mushkil nhi hogi.
            • #7 Collapse

              Re: Support aur resistance per bharosa karna

              Dear Hamen support aur resistance per Bharosa nahin karna Hota Hamen Khud per Bharosa karna hota hai Hamen market ko analyse karna hota hai aur Jahan se Hamen Lage ki yahan se Hamari trade profit Mein Jayegi vahan se Hamen trade open karna hoti hai agar phr Bhi Hamari trade loss Ho Jaati Hai To Hamen tension Nahin leni chahie balke next opportunity Ka wait Karna chahie Jahan se Hamen Achcha profit ho sake aur loss ke chances kam se kam hun
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Support aur resistance per bharosa karna

                Support aur resistance achi strategy hai lekin iske sath sath bahut Sare indicators maujud Hain ismein moving average Jyada ahmiyat rakhti Hai Magar Hamen chahie k in tamam indicators Ko all timeframes per Dekhen aur uske bad bahut jyada analyze Karen aur FIR kis Sahi jga Per entry Hasil Karen tab bhi Hamare trade profit Mein close Hogi werna Hamen nuksan Hoga

                اب آن لائن

                Working...
                X