Trading me lalach karny ki ghalti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me lalach karny ki ghalti
    Trading me lalach karny ki ghalti bahot hi nuqsan deti hay ye esi ghalti hay jes ko traders self base par hi control kar sakty hey agar expert se expert teacher se learning ki jaye to per be traders ka nature esy expert traders change nahi kar sakty hey jen traders key nature me hi greed karna hota hay wo har information aur tips ko avoid kar key greed karty hey aur traders ka yahi nature un ko kamyabi se dor karta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me lalach karny ki ghalti

    Lalach Hamara sabse bada Dushman hai Hamen isko khatm karna hoga Hamen mehnat se market Mein kaam karna hoga Forex 1 online business hai agar Ham is mailanchi Banke kam Karenge To Hamen sirf aur sirf nuksaan ho jaega is nuksan main market Kaya brokers ka koi Vikas Nahin Hota yah Ek online business hai isliye Ham apni Marji ke mutabik time table select Karke kam kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading me lalach karny ki ghalti

      Trading me agr hum lalach kren gy to profit k bajay loss hi ho ga hmen Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
      If you work hard no body can stop you from success
      • #4 Collapse

        Re: Trading me lalach karny ki ghalti

        Aslam o alaikum dear forex members trading main laluch karne ki ghalti sub say Bari ghalti hoti ha q k laluch buri Bala ha or laluchi insan khabe kamyab nhi hota ha is laiy hum ko laluch say Bach Kar mehnat or sabar ka Daman pakarna chahiay or mehnat karne wale khabe nakam nhi hotey Hain or unko unki mehnat ka phal lazmi milta ha q k Allah mehnat karney waloin ki mehnat ko khabe zaya nhi karta ha
        • #5 Collapse

          Re: Trading me lalach karny ki ghalti

          yes bro agr ap aik kamyab trader bnna chahty hen to apko es men lalch sy her hal men he bchna hoga q.k lalch aur trade ye donu aik sath nhe chlskty so hum ko trade men mehnat aur sbr sy he kam krna hoga tb he hum es men kamyab hosken gy aur apny trade men achi earning hasil krlen gy agr hum lalch kren gy to hum ko hmari mehnat ka koi acha phl nhe mily ga aur na he hum es men koi acha bonus hasil krsken gy
          • #6 Collapse

            Re: Trading me lalach karny ki ghalti

            ji han dear bilkul ap nay aj hi apny week point ko control nai kia to ap is main kamyb kaisy hon gay dear friend agar ap nay is mian achi tarh say kamyb hona hai to ap ko chayay ap nay is mian koi bhi week kam nai karna hai gar ap nay is main ach i tarh say kamyb hona hia to apa ko chayay pa is main achi tarh say mehnat karin aur is main lalalach na karin jab bhi ap koi trade open karin to is main lalach na karin tab ja kar ap is main achi tarh say kamybho skty haind ear friend bsu apnay is main achi tarh say work karna hai aur ismain achi tarh say kamyb ho jao dear friend bs ap nay is main trading karty waat lalach nai karna hi hai gar a pnay is mainnachi tahr say kamyb hona hia to
            • #7 Collapse

              Re: Trading me lalach karny ki ghalti

              Pakistan Forex Mein kam karte hue agar agar trading Mein Humne knowledge ki agar Galti ko Tham kar kam Kiya To fir Hamen bahut jyada nuksaan Hoga Hamen fayda Nahin Hoga Agar Hamara nuksan Ho Gaya to Fir Hamara bonus bahut jaldi khatm Nahin Hoga isliye koshish karen mehnat Karen aur koi lalach ko Apne Dil Mein Nahin a Jaaye Is Tarah Humko Achcha Sa profit Milega Achcha fayda milega
              • #8 Collapse

                Re: Trading me lalach karny ki ghalti

                Dear friends jaisa ke ham jante hain ke lalach buri bala hai hame ess se buchna chahye.Jo log forrx trading me lalach se kam krte hain who hamasha pechy rehy jate hain hame forrx me lalach nahen krni chahye balkeh hame mehnatt se kam krna chahye forrx tradin me me mehnat krne wale shakhs ko acha bouns aur acha profit hasil hota hai ,hame bhi chahye keh forex me lalach ki bjay ham mehnatt kren tahkeh ham hm bhi acha bouns aur profi jasill kr sake aur loss se buch saken
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me lalach karny ki ghalti

                  Pak forex trading karty waqot kabi larch nai karna chlye jo log pak forex forum treading close karty waqot lalach kary hay wo kamyab nai hu sakty hay isley hume larch say bachna chley hume imdare ka kam karna chlye experience aur knowledge ka sath km karnaa chlye phir hum kamyab hu sakty hya knowledge aur experience ka sath emotions control ka achaa forift hasil kar sakty hay
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me lalach karny ki ghalti

                    g han ap ne thek kaha guide kiya hy trading mein lalach kerne ke jo member gulty kerty han wehe member nakam bhe zror hoty han es liye lalach or jaldbazi jiase kam kerne se avoid keryn ge to zror kamyab hon ge bagir knowledge or experience ke trading nahi kerni cheye kuin ke es se bhe bhot nuksan hota hy hy trading always sabar se kerne se kamyabi hasil hoge
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading me lalach karny ki ghalti

                      forex trading mein acchi kamyabi hasil karne ke liye hamen imandari ke sath work karna chahie aur Forex mein hamen fresh aur active mind ke sath trading karni chahie aur Forex mein hamen trading sabar ke sath karni chahie aur Forex main hamen trading money management ke sath karni chahie aur Forex main hamen trading acchi learning ki madad se karni chahie aur Forex mein trading se pahle market ka fundamental and technical analysis karna chahie aur is tarah se Forex mein ham kamyab ho sakte hain aur ek ache trader ban sakte hain lekin Forex trading mein jitna ho sake hamen lalach se bachana chahie kyunki Forex trading mein lalach ki wajah se hamen bahut bada loss hota hai our Forex mein hamara bonus account bhi wash ho jata hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading me lalach karny ki ghalti

                        Dekho doston trending mein hamen lalach nahin karna chahie isase hamara apna hi nuksan hoga agar aapko daily basis Paar 20 Dollar 30 dollar profit ho raha hai to aap usko Khushi se accept kar le lalach karke ziada trade open karke apne account ko zaya mat Karen agar aap lalach Kar Gaye to yani aap ghate Ka sauda kar rahe hain lalach buri Bala hai isase jitna Ho bacche Hain yah aapko bahut hi nuksan de sakti hai jitna profit ho raha hai Allah ka shukr Ada Karen aur usko daily basis per withdrawal kara lain aaj aaj aapko agar 20 Dollar profit ho raha hai to yakin mane agar aap aise hi mehnat se kaam karte rahenge to daily basis per aapka profit ziada se ziada hota rahega ek din aisa aaega ki aap bahut hi achcha jo aap soch bhi nahin sakte vah profit game karenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading me lalach karny ki ghalti

                          trading main laluch krnay ki ghalti kbhi munafa bhakhsh hoti hy tu kbhi loss main jati hy aksar 80 persent loss 20 persen munafa hota hy laluch bori bala hy lehaza soch smajh kr faisla kya krein shukria
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading me lalach karny ki ghalti

                            Lalach kisi bhi field mein ho hamesha nuksan hi deta hai agar ham forex mein trade open karte waqt Laluch se kam lete hain to use trade mein hamen loss ke Siva kuchh bhi hasil nahin hoga kyunki jab hamare andar laalach a jaati hai to hamare emotions High Ho jaate Hain aur ham account grow karne ke bajaye account wash karne patul jaate Hain jisse hamen nuksan hota hai aur ham apna account balance kho dete Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading me lalach karny ki ghalti

                              Trading mein agar aap lalach kar rahe hain to iska matlab hai aap galat track per chal Pade Hain karne se Insan ko Hamesha loss hi hota hai kabhi bhi fayda nahin Hasil kar sakta isliye trading ke andar khas Taur per Forex trading Mein Aapki Ki Lal aaj ki koi Jagah Nahin Hai Prasad aapko Majeed Apna Kaam Banta banane ke liye mehnat aur hardworking ki jarurat hai jisse aap bahut Kuchh Hasil kar sakte hain
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X