Confidence k sath trading start kren
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confidence k sath trading start kren
    Aslam o alikm mere forex fellows.
    Ummed krta hon ap sb khryat se hon gy dosto aj men kch benefit btaon ga confidence k . Confidence k sath jo b trade lgayn gy wo confidence apko apk business mn profit k taur par sabit ho gi aor agr jaldbazi kren gy sabr aor confidence se kam nh len gy tw business mn nuqsan ho skta hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Confidence k sath trading start kren

    Forex market Mein trading ke liye confidence bahut aadami chahie Hota Hai Jis trader ke andar self-confidence hota hai vah acchi Tarah market ko analyse kar sakta hai aur utani hi acchi trading bhi kar sakta hai Kyunki lack of confidence ki vajah se Ham market ka analysis nahin kar sakte aur vidhayak of confidence ki vajah se Aksar trader galtiyan kar Jaate Hain isliye Hamen Apne andar self-confidence belt karna padega Agar Ham Forex Mein successful trader Banna Chahte Hain Kyunki self confidence ke bagair trading ka koi fayda nahin hai aur Hamen chahie ki ham Apna knowledge increase Karke Apne andar confidence ko buildup Karen Joker Hamari madad Karen market mein
    • #3 Collapse

      Re: Confidence k sath trading start kren

      Bilkul dear aapane bilkul theek kaha hai Hamen Hamesha koshish Karni chahie kya Forex trading business Mein Apne experience aur apne knowledge ko use karte hue confidence se trading Karen aur profit ke liye vate Karen bahut se trader Apne knowledge ko use Nahin Karte aur trading karte waqt confuse ho Jaate Hain koshish karen Forex trading business contest and Karen aur apne knowledge ko use karte hue Forex per confidence se trading Karen Kyunki Jitna Jyada Ham confidence trading Karte Hain Ham market ko win kar lete hain
      • #4 Collapse

        Re: Confidence k sath trading start kren

        Best perform kerny k liye ap k pas confidience ka hona bhi must hai and trading amin ye confidience ap k las best trading skills ki waja se ata hwi and ye skills forex ki best learning improve hoti hain k demmo is main apki biht help kerta hai demmo ap k liye best trading platform hai jo apko ye khas saholat de raha hai k ao is per bar bar reoeated practuce k through easily aoni skills ko biht had tak improve ker sakty hain is main jab ap k amder beat skills pesa hi gi to apka kam khud hi better hita jay ga jis se ao k ander cnfidience bhi ajay ga
        • #5 Collapse

          Re: Confidence k sath trading start kren

          yes dear Forex trading mein kam karne ke liye aapko confidence level bahut improve karna hota hai kyunki Forex trading main aapko confidence level ke sath hi aage increase karna hota hai apni working ko isliye koshish karen ke ek achcha trader banne ke liye kaun si dance ke sath sath hote ko ek achcha aur expert trader banane ke liye learn Karen
          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
          • #6 Collapse

            Re: Confidence k sath trading start kren

            Without knowledge key confidence key sath trading bilkul be namumken si bat hay traders me confidence kesi waja se peda ho sakta hay aur sab se bardi cheez jo key confidence improve karny ki waja banti hay wo Forex knowledge, Trading experience aur trading skills hi hey, es key baghir koi trader confidence key sath trading kar hi nahi sakta hay, expert traders kesi waja se hi confidence key sath trading kar sakty hey aur un ka confidence mazeed es time build ho jata hay jab un key andar loss ka dar khatam ho jata hay.
            • #7 Collapse

              Re: Confidence k sath trading start kren

              Ji bilkul traders ka confidence un ki kamyabi ki zamanat hota hai. Jab ap ko apni trading capabilities pe yaqeen ho ga tu ap achi trading ker sakaen ge. Ap market mein confidence ke sath enter ho sakaen ge. Market mein ap ki position strong ho ge. Aur ap acha profit kamany ke qabil hoon ge.
              • #8 Collapse

                Re: Confidence k sath trading start kren

                Forex mein sab se pahly hum ko forex ka confidence hasil Karne kay leye mehnat aur hardwork karna hota hai forex ka confidence tab hi hota hai jab hum forex ki learning knowledge aur experience hasil kartay han aur trading ki Achi skills hasil kartay han Achi skills ho gi tu hi confidence se trading kar kay profit ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Confidence k sath trading start kren

                  Forex trading main kamyab honey k laiy mehnat k sat sat confidence bhe hona zaroori ha AP ka acha confidence apko trading main secess full banata ha or AP kamyab treader ban jatey Hain is laiy hum ko preshan nhi hona chahiay or sabar or hosley say Kam lyna hoga ta k hum jaldbazi main kisi bhe nuksan say bach Sakain or kamyab treader ban Kar forex main experience hasil Kar sakain
                  • #10 Collapse

                    Re: Confidence k sath trading start kren

                    yes bro hmen chahye k hum apny trade ko confedence ky sath he start kren tb he hum ko es men faidah hoskta hy agr hum trade men confedance ko use nhe krty to hum ko es men loss hoskta hy aur hmari mehnat zaiy hoskti hy aur apko es men jaldbazi bhe bilkul nhe krni chahye blky esmen hosly aur himat ky sath mehnat krni chahye tb he ap es men kamyab ho skty hen
                    • #11 Collapse

                      Re: Confidence k sath trading start kren

                      Trading Ham Agar Pakistan Forex mein rahakar agar Ham acche confidence se Ham Karenge to Fir Hamen Achcha profit bhi acchi confidence hi ki vajah se Milega isliye Apne confidence ko loose na Karen Apne confidence ko Hamesha mental rakhkar Ham acchi trading Karen To Hamen Achcha profit aasani se Milega acchi koshish se acchi confidence se acche experience a aap Jab Bhi acchi trading Karte Hain To Allah Pak aapko accha Sa profit deta hai aapko accha Sa fayda deta hai aapko accha Sa experience Deta Hai per Is Tarah aapko accha Sa fayda Hasil Hota Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Confidence k sath trading start kren

                        agar ap nay forex main apnay ap ko kamyb bana hai to ap ko chayaya ap is main achi tarh say knowldge kgain karin aur is main achi tarh say kamyb ho jain dear friend bus apnay is main achi tarh say mehnatkarni hai aur is mai in achi tarh say kamyb ho jao dear friend bus mehnat ap nay achi tarah ay kanri hai aur iskay baad ap nay is main aahci tarh say kamyb ho jana hai daar friend ap nay si main ach tarh sya mehnat karini hai aur ap nay main achi tarh say kamyb ho jana hai dear friend apnay is main achy say mehnat karni hai aur is main achi tarh say achy confidence say kamyb ho jana hai dear friend bus ap nay is main achi tarh say apnay base abana laini hai confidence tab ata hai jab sab chezain correct ho rahi hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Confidence k sath trading start kren

                          Forex market Mein trading ke liye confidence bahut aadami chahie Hota Hai Jis trader ke andar self-confidence hota hai vah acchi Tarah market ko analyse kar sakta hai aur utani hi acchi trading bhi kar sakta hai Kyunki lack of confidence ki vajah se Ham market ka analysis nahin kar sakte aur vidhayak of confidence ki vajah se Aksar trader galtiyan kar Jaate Hain isliye Hamen Apne andar self-confidence belt karna padega Agar Ham Forex Mein successful trader Banna Chahte Hain Kyunki self confidence ke bagair trading ka koi fayda nahin hai aur Hamen chahie ki ham Apna knowledge increase Karke Apne andar confidence ko buildup Karen Joker Hamari madad Karen market mein is se humri kaamyabi mein koi shak nhi air kam bhi asan ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Confidence k sath trading start kren

                            Trading Main wohi Insan Kamyab ho sakta hai Jisko Apne emotions ko control karna aata ho aur uske sath sath uska confidence bhi Hi Ho Jis Insan ka confidence loose hota hai to vah bahut thoda profit Lekar exit kar jata hai ya FIR galat Jagah per enter hota hai jisse use nuksan Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Confidence k sath trading start kren

                              Assalamu Alaikum
                              Well whenever you jump into trading platform you need to be confident jitna ap confidence Kay sath trade start karain gy ap ka moral b high ho ga aur ap ak profit target set Kay jump karain gy aur tab hi ap profit gain karain gy.
                              Thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X