Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1996 Collapse

    Gee mery bhai ap ki baat durast hai k es market mai har trader apnay experience ky mutabiq trade krta hai aur earning krta hai. hum market mai zada experience hai tou zada earning ho gu
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1997 Collapse

      Sir apki baat theek hai mager bohat say log is may amal nahi kertay hain or wo laalach may par jatay hain or loss say do chaar ho jatay hain koi bi apmay mind say kaam nahi leta hai kay kese trading kare experiecne bohat kam log use kertay hian
      • #1998 Collapse

        jab hum trade karty hain to humain hard work kar kkay kam karna ho ga humain experiece ho ga to kam karny main achi earning hasil ho sakti hay dmeo ko use kar kkay kam karna ho ga
        • #1999 Collapse

          hr trader ki apni stretigy hoti h Mgr hr trader apny hisab sy trading krta hae kuch logo ki skill Ziada hoti h. Aur aur trader ki skill km hoti h. Mgr hr trader ko chaeay k forex mn apni skill ko Maddy nazr rakhty huay trade kry.
          • #2000 Collapse

            Ap ki baat theak hai k es market mai jo bhe expert traders hai tou wo apnay experience ki waja say forex market mai zada ehat tareeqay say trade kr sakty ho. kyu k experience ki madad say hum success hasil kr sakty ho.
             
            • #2001 Collapse

              G dosto hamain chahiy k ham forex trading main aony experience aur knowledge k hisab sy earning karain aur apny experience sy ziada earning ka bilkul Na sochain kio k is main hamars loss ho sakta hy
              • #2002 Collapse

                Han g idr yeh bhe kaha ja skta hai k trader ko apne experience k mutabiq trading krni chahiye phr jtni trading ho ge usy trah profit bhe ho ga.,,
                • #2003 Collapse

                  is main hamain trade karny k liye experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur knowldge ho ga tab hi hum trade kar saky gay aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k profit acha ho saky ga
                  • #2004 Collapse

                    is forex main hamain experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k market main earn ho skay aur learn kar k hi trade karni ho gi ta k market main achi trade karny main asani ho saky aur profit acha earn ho
                    • #2005 Collapse

                      o wah ye apki subsa y ata chi lagio mujhay kay achi startegy ky according i sub kuch deal karna chaiy ho ga kay agar ap aik deal ko laga kay ye sochay gay kay apko is say aik bohat hi bara profit mil jiay ga tu ye asia nai honay wala hai
                      • #2006 Collapse

                        forex trading aik aisa business hai jis mein ap bina kisi training aur experience k fail hain.. duniya ka koi bhi business ho ap seekhy baghair run nae kr saktyy.. aur forex mein ap ager experience k sath trading kren ge tou ap ka risk km se km ho jaey ga...
                        • #2007 Collapse

                          sahi keh rahy hay agar humara trading experin kam hay to humay esmain lalach nahi karna chahiey kyun keh lalach ki waja say humay market main loss he hota hay aur humay esmain mehant karni chaheiy
                          • #2008 Collapse

                            traders ku chahye k zyada profit earn kerny ki lalch man apnay capital say hath dohnay ki zarurat nae ha jitni lalach zyada kery ga trader otna hi loss kery ga profit k liye mind man choti lot hi rekhan
                            • #2009 Collapse

                              Yes traders ko apnay experience level kay hisab say apni earnings ka aik level select karna hota hay or apko chahiay hota hai kay ap kuch na kuch gain karo faraz karo apko ko ak midd level aik low level or aik high level earning ka set karna ho ga us say zada greed nahi karni
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2010 Collapse

                                hamain trade karny k liue experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k earn ho skay aur trade karny k liye practice karni ho gi ta k earn ho skay aur knowldge ho ga tab hi hum achi trade karny k kabil ho saky gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X