Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1591 Collapse

    Trader hamesha apny experince ki base pe earning karty hein kuch k pass kam or kuch k pass ziada hota he or kuch over confident problem ki waja se apni trading ko barbad kar behtay hein jin k pass jitna bhi experince ho osy utilize karin or profit banain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1592 Collapse

      trader ko earning tou experience k mutabiq he ho ge lakin humhe lot siza apne experienc k mutabiq rakhni chahiye lazmi ta k humhe loss na or hum asani se profit earn kar saken iss baat per amal karen gan tou experience k mutabiq earning hoti rahe ge.
      • #1593 Collapse

        ziada lalach karna behtar nahi hai aik new trader k haq main apney skill ko daikh kar trading karna achi bat hai.
        • #1594 Collapse

          forex trading aik world wide online business hay iss main profit bhe hay or loss bhe yeh aik highly risky business hay orr yaee baat bilkul sahee hay kay trade apnay experience kay mutabik kerrain..
          • #1595 Collapse

            lekin mere khayal mai humay koi target nahi rakhna chaiye lekin uski ek waja hai or wo ye hai k agar hum apna target set karlaite hain to hum usi mai stuck or bound hojate hain means phir hum ko lazmi wo acheive karna hai or agar hum without target chalte hain to ziada successful rehte hain.
            • #1596 Collapse

              Mere sath aksar yeh problem hoti hai ke main apna target achieve karne ke liye bari lot size ki trade open kar ke loss karta hoon.
              • #1597 Collapse

                ye baat tu theak kahe ap ne brother forex mai loss honay ki ak ye be waja ban jati hi k ham sekhtay nahe hai aur target bohat high rakh letay hai jo hamay fail karwa detay hai
                • #1598 Collapse

                  g han app ki bat sahe hai trader ko apnay experience k mutabiq earning karni chaheyah q k agar app k pass experience hai to app kabi b
                   
                  • #1599 Collapse

                    am not agree . q k jitna bhi experince ho phir bhi hummain is business main loss ho jata hai so is leya be care full her waqt profite gain karny ka nhe hota hai. is business main lalach bilkuil bhi nhe karni chahiya nhe tu loss he ho ga..
                    • #1600 Collapse

                      dear g bilkul traders ko apne experience ke mutabik kam krna chahye lekin jesa ke Forex trading ek risky business hai is lye traders ko agay barhne ki practice krni chahye
                      • #1601 Collapse

                        Trading mein har trader ko earning ka pura moka milta ha. ab ye uss pr depend krta hai ko wo apne iss moke se kitna faida uthata hia. Forex mein trader ka experience jitna ziada increase hota jae ga utna hi uss ki earning rate acha hota jae ga. orr wo ziada se ziada faida uthae ga.
                        • #1602 Collapse

                          yes i agree with you k forex k trade mien her trader ko apny experince k mutabiq earning kerni chhye ager us ny greed ki to us ko es mien bht loss b ho sakta h
                             
                          • #1603 Collapse

                            g hai alzmi hi bat hai kay jitna apka tujarna hai apko itna hi is kay hisab say hi is buinsess mei earning bi karnay ka hio sochna ho ga kyu kay is buusiness mei erabning hi sub kuch hai
                            • #1604 Collapse

                              mc problems usually consist of 2 .. The first cause is not discipline. do not use a sl. The second .. the use of large lot ... this is a factor mc. hopefully not do it again ..
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1605 Collapse

                                Forex tarding aik abhot acha business ah hum ko is main kam karta rahna chahia ya hum ko hmara kam karna ka paisa data ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X