Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    g han is main ap tab hi akamyab ho sakty hou jab ap is main asnai ke sath agy jana chaho our is mainap jald bazi na karo our ismian ap phly acho tarha learning karo phr is ian ap khud bakhud hi earning karo gy our is mianap asnai ke zsath agy ja skao gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      g haan jis ko jitna experience ho usko utni hi trade karni chahiye aur usi type ki karni chahiye jis ka knowledge ho us k pass. kisi shortcut ya galat tareekay se paisa nahi kamana chahiye q k shortcuts se profit nahi loss hi hota hae.
      • #603 Collapse

        ge brother hame apne experience aur mind ke mutabiq trader karni chaye aur ziada ka lalach nahi karna chaye jitni aap ki planning aur strtegy hia us ke mutabiq he trade volum set karna chaye agar aap apne epxeriene se alag ho kar trade karte hai to aap ziada loss kar jate hai is liye hamesha apne experience ke mutabiq trade karni chaye.
        • #604 Collapse

          ji han mre bhai ap blkul thk keh rehy hn mre bhai qk jitna experience hy jitni smjh hy utna hi kaam krna chahye ziada over cnfidence ki wajahs se mre bhai loss b ho skts hy jo kch kamaya hy wo jaa b skta hy mre bhai
          • #605 Collapse

            forex trade k business mei experience aik aisi cheez hai k jo insan kabhi bi nai bholta kyu k insan ki dolattu churai ja sakti hai likin is k ilam ko kabhi bi churaiya nai ja sakta hai
            • #606 Collapse

              ASSALAM OA ELIKUM HMMM hamein esa nh krna chaye hamein hamehsa apna kaam waqt per shuru krna cahey or waqt per khtam krna chaye trading krte hoe huamein har baat ka khayal rakhna cahey or hr trade ko fully palning k sath start krk ache traiqe se rooz end krna chaye or jald abzi or lalach or shortcut method se bachna chaye srf hard work krna chaye
              • #607 Collapse

                mare dost jee bilkul yer her trader jo forex trading business market me experience rakta ha is ko apanty experience ky motabik earning karni chay yer but jo new trade ha wo tu bus jetani bi ho earning jo in ko profit ho wo hi kafi ha yer mare dost
                • #608 Collapse

                  dost meray khyal main ye baat bilkul teek ha kay forex bussiness main trader ko apnay tagararbay kay motabiq kam karna chaiya aur zaida lalich nahi karna chaiya aur over confidence nahi hona chaiya warna bara loss ho sakta ha or new traders zayda tar greed use krte so pls phle ache tara s trading skhe phr trading kren
                  • #609 Collapse

                    Trade experince and luck se hoti ha jis k pas jitna ye ho ga utni trade ho ge uski.
                    • #610 Collapse

                      G han ap yhek keh rhy ho forex aik online trading system hu jis main hamain bht learn krna parta hy is k liye hamain bht ziada hard work b krna hota hy ga is liye zariri ha kay hum apna focus rakhain apny kaam kay uper aur is mutabik kaam bi karain account par .
                      • #611 Collapse

                        Assalam O Alaikum apka question bohat acha laga har trader ko apnay experience kay mutabiq he earning krni chahye zyada lalach nae krni chahye or zyada over confidence nae hona chahye apni limit main rah kr har kaam krna chahye warna bohat zyada loss ho sakta hai
                           
                        • #612 Collapse

                          salam dosto,traders ko apny yani jitna expirience ha us sa h earn karna c ahhye or koshish karni cahhye ka more expirience gain kar or sucsess gain kary.
                          • #613 Collapse

                            ap nay bohat achi baat ki aur mujhe ap ki post bohat pasand ayi humain chahye kay apnay exprience kay mutabik earning karain aur jitna acha aur ziada humara exprience ho ga utna acha hi hum log earn kar payain gay so i would say we should increase our exprience
                            • #614 Collapse

                              Asalam O Alaikum to all apney bilkul theek kaha hai k forex mein humien hamary experience sey hi trading karni chahiye keu k mera personal suggestion hai sab ko jitn aacha hum apney experience sey earn kar sakkte hain short cuts sey bhi nahi kar skate
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                g han bhai men aap ki bat se agree krta hun agr ham apny tajurby se zyada mean overcocfident ho ker trade krty hen to ham ko loss ho skta he hamen chahiye k ham pehly iss men aik plan bnayn or iss k mutabik kaam kren or wakt k sath sath apna plan change kerty rahen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X