Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1321 Collapse

    My dear friend mere khayal mai humay koi target nahi rakhna chaiye lekin uski ek waja hai or wo ye hai k agar hum apna target set karlaite hain to hum usi mai stuck or bound hojate hain means phir hum ko lazmi wo acheive karna hai or agar hum without target chalte hain to ziada successful rehte hain.or ye forex ka best rule hai.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1322 Collapse

      G haan jb trader ka experince barh jata hai tu uski earning bhi barh jati hai so is lye kahty hain zyda se zyda hard work karna chye take ham ik achy trader ban saky or ik short time main hi zyda se zyda earning kar saky so yeh best plat form hai trading ke lye
      • #1323 Collapse

        jee bhai ye baat bhi theak he ki hai apne lekin phir bhi mere mutabik apko earning planning kay sath karni chahye or money management bhi toh bohat he zaruri hai is mian is liye kehtay hain lalach nahi karni chahye.
        • #1324 Collapse

          g han bilkul trader ku ane hesab se trading karni chahye kyun k experience tu yahan par sab se ebst job hai aur main smjhta hun k yahe job hai aur best hai
           
          • #1325 Collapse

            thek kaha apny lalach insan ko hsamesh loss hi deti hy jab tak hum forex main small profit ko tarji deni chahye or kabi bi emotional ho kar trading nahi karni chahye trading ky liye experience ka hona bhot zarori hy is ky bina profit mumkin nahi.
            • #1326 Collapse

              trading karo gy too is say apko hi loss ho o iss kay mutabiq earnig karni chaheye ore iss sa app ko bohat he ziyada profit ho ga or kisi ka kuch bi nai jaye gaa is lye dear no...........
               
              • #1327 Collapse

                g ap ki bat sa ma agree karta ho k trader ko apnay experence ka motabik he trading karna caheah ha to os ko is ma kamyabi mill sakti ha agar os ko experence nahe ha to ap ko is ma loss ka he samna karna par sakta hay
                • #1328 Collapse

                  mere khiyal men ye kehna galt he k apne experience k hisan se earnning karni chahye, boaht se aise log b hen jin ka experince kam he lakin wo ziada eraning kar rhae hen ...
                  • #1329 Collapse

                    vrey importent ha yaa wo tools ha jis ko theak say use kar hum apny emotions ko control nhi kr sakay gy aur hum loss kr sktay hain profit ko k ap apni traade say jo profit gain karty hai isko save kar..........
                     
                    • #1330 Collapse

                      yes bilkol apne experiences ke hisab se he traders ko earnings karni chahiyen kiun ke jitna experience ho us ke mutabiq he earning karna forex me theek rehta hai zyada ke lalach me parne se insaan ko loss ke siwa kuch hasil nahi hota hai or woh har bar losses per losses he face karta jata hai .
                      • #1331 Collapse

                        yes investor ko apny encounter nited kingdom mutabik buying and selling krni chahiye. smtimes in order to ye investor py hello rely krta hai nited kingdom wo kasi buying and selling krna hai. ek acha investor prohibit, new york nited kingdom liay, understanding as well as encounter hona bht hello zarori hai. buying and selling krty huay investor ko completely focus sy industry krna bht essential hai.
                        • #1332 Collapse

                          simple khayl mum forex currency trading kay liye humy experince ki bht zyada zarort hoti hai lekin experince tbi hasil hoga jub sound foreign exchange understanding karin homosexual.. or even hamary move foreign exchange ka correct understanding ho ga.. hu understanding kay via forex currency trading kay bary mum expereince hasil kar sakty hain..
                          • #1333 Collapse

                            G han app ne bilkul sahi kaha ha aik trader ko hmeshah apny experince k mutabiq hi trading karni chahey kabhi bhi apny experince bhar kar trading nahi karni chahey kyun k agr wo experince bhr kar trading kary ga tu loss bhi ho sakta haa...
                            • #1334 Collapse

                              g ha yar is main hamain zayada ka lalch nai karna chaye balky hamain chaye k hum is main phly to achi learning karain and than he hum is main achi earning kar sakty hain and yeh just hard working se he hota hai...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1335 Collapse

                                Han gi , ap ne bilkul sahi bat ki hai, trader ko apne experience k mutabik hi earning kerni chahiey, q k ager wo apny experience se zada is per trading kerty hein tu wo loss ker sakty hein or apna capital loss ker sakty hien.,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X