Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #976 Collapse

    mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader earning karty hain or baz ko loss ho jata hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #977 Collapse

      experience is very important to become success in forex trading business. if we do not have a good experience in forex trading business we can not become success in forex trading business.
      • #978 Collapse

        ji janab bilkul sahi baat hai forex trading main hum ke paaas jitna bhi knowledge aur experience ho utna hi akam hai bahter yehi hai ke knowledge aur experience ziada lain aur saath main jitni h sake practice karain take ache trader ban sakain
        • #979 Collapse

          forex business q k aik risky business hay or yha ghalti ke gonjaiz nahi hay is lyey me ye kho ga k trader k ye bad madenazr rakne chayey or jab bhi wo trading krne to buhat soch samaj kar trading kre greed ka kabi bhi na sochay jitna is field me us ka experience hay uthna hi wo risk lay
          • #980 Collapse

            Hello my dear friend ma ap sa yah kahon ga ka ap na sahi kaha ha yahi bat sahi ha ka traders ko apna experience ka mutabik hi trading hi karni chaya is lia ma ap ki bat ko sahi khata hon...........
            • #981 Collapse

              ji han forex me insaan ko apne experience me rah kar hi kam karna chahiye extra profit ya greed ki chakar me apna hi nuqsan kardete hai traders akhir me is liye insaan ko utne ki hi tawaqo rakhni chahiye aur mehnat karni chahiye jitna wo deserve karsakta hai.
              • #982 Collapse

                han bilkul dear apne experience ke mutabiq he earnings karne se aap ko is me profits milte hain is lye koshish karo ke is me lalach se bacho greed na karo tabhi aap ko is me faida hasil ho sake ga .
                • #983 Collapse

                  yes Dear trader ko apney experience k mutabiq hi trade krni chahiye or thora boht risk bhi uttahana chahiye ta k wo apne luck pe bhi kheley ta k aagr us entry sahi lag gai to us ka good luck agr na lagi to ussey loss kra k kuch experience or ziada ho jay ga keh ye entry kahan lagani hai or kaha n nhi
                  • #984 Collapse

                    yes brother ap bilkul thekh kah rahay han humain experience k mutabik trading krni chahiyay humain apnay tajarbay k mutabik lot size lana chahiyay jis ko hum control bhe kr sakan agar skill ki kami ha to zayada say zayada demo par practis krain
                    • #985 Collapse

                      It's true that in Forex Trading, a trader should keep his experience in mind while trading so that he could earn. A trader should establish his expectations according to his abilities. If a trader has not much experience, then he should not invest a huge amount in Forex Market, he should not be over confident in any case otherwise he may have to bear loss.
                      • #986 Collapse

                        Assalam o alikum dear friends gee han traders ko apney experience ke mutabik he earning kr ni chaiye or lalach ni kr ni chaiye ku ke is me hamara he nuksaan he hamay loss bhe ho sakta he................
                        • #987 Collapse

                          my dear g ha main ap ki baat say agree ho koi bh trader ho sb say pehlay us ko demo per acha khasa experince leyna chaheiy ose kay baad real account main trad karni chaheiy to os say ap ki earning bhad jay ge or ap ik aceh trader bh khlay gay
                          • #988 Collapse

                            traders ko apny apni current situation ko dekhty hoey earning karni chaieh. q ky us ko ye baat dekhni chaieh ky wo abi kitna invest kar sakta hai forex market mein aur kia wo invest karna us ko profit bhi dy ga ya nahi. Market ki current condition kaisi hai aur future ki kia predictions hn ky abhi investment ki jaye tu wo loss tu nahi hu gee.
                            • #989 Collapse

                              Aslam o alikum main forex par new hon or main nay is he month say forex join kia hai or main nay bohat saray online job ki hain mgr sab say ache forex he yar ap earning kartay rahain tow ap ko experience bhe a he jahayga or bhir ap achay trader ban saktay hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #990 Collapse

                                g han ap thek keh rhy ho, forex aik online trading system hy, jis main hamain bht learn krna prta hy iss k liay hamain bht ziada hard work b krna hota hy, forex main trade k duran hamain apny tragets bht high nhi lynay ya krny chahiye, iss sy hum apny emotions ko control nhi kr sakay gy aur hum loss kr sktay hain profit ko b.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X