New trader ka lahe demo practice zurary ha k nai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New trader ka lahe demo practice zurary ha k nai.
    Mere aziz baho assalamu o alaikum mera ap se ya sawal ha k aik naha member jo forex ko phele dafa join kr raha ha us ka lahe demo practice zurary ha k nai,mere khayal mein demo practice ka beghair hum real forex trading ka confidence aur skill nai hasil kr sakte to new members jo forex trading ko join kr rahe hain jitna mukan ho sake demo trading se rehmy le aur forex trading ka experience ko boost kare ,ta k baut jalde wo forex trading se fayyda hasil kr sake aur apne lahe aik acha profit hasil karne mein kamyab ho,kia khayal ap ka is ka bare mein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New trader ka lahe demo practice zurary ha k nai.

    Bhai aapane bahut hi Achcha Sawal Kiya Hai Ke Yoni traders Hain Kya unke liye demo account per practice karna jaruri hai ji han bilkul jaruri hai Jab Bhi aap koi bhi kam start Karte Hain To uske liye aapko Kuchh chij ke bare mein pahle knowledge Hasil Karen aur Jin Logon Ne is per kam Kiya unke experience per Amal Karen isiliye Hamen chahie ki Jab Ham Nahin trading Shuru Karte Hain To usse pahle Ham Uske broker ke demo account per practis Jarur Karen aur ham check Karen ki Ham kitne paani mein hain aur ham Kitna profit gain kar sakte hain thank you
    • #3 Collapse

      Re: New trader ka lahe demo practice zurary ha k nai.

      Jo loog new join krhty hain forex ko Unhain chahaye kay wo lazmi demo account pay practice ko ensure krain taa kay wo trading ka kxh experience krskain. Jiska faida yeh hoga kay agr wo direct investment bhi agr krna chahayen gy to unki investment unkay liyee achaa profit nikaal skti Hai. Lekin agr unho ny demo account pay practice nh ki hogi to unki wohi investment zayaa bhi hoskti Hai. Is liyee boht behtr rhy ga agr new begginer phly demo account pay lamzi practice krain
      • #4 Collapse

        Re: New trader ka lahe demo practice zurary ha k nai.

        Pakistan Forex mein jo bhi aaj kal mein agar Aaye Hain unko chahie vah Jahan per jaldbazi Mein Koi Bhi Aisi na lagaen Unse unko loss ho Jaaye isliye unko chahie pahle demo account ko vah mostly use Karen use per acchi Si practice Karen Agar Unki Agar acchi practis Hogi to Fir unko acchi kamyabi aasani se Milegi Agar Unki practice Agar acchi Nahin Hogi to Fir kamyabi Bhi acchi Tarah Se Nahin Milegi koshish hi Mein acchi kamyabi Hote Hain Jo Bhi koshish nahin karta hun ko Kabhi Nahin milati Forex all world mein Hamesha Hamesha yah Dil lagakar mehnat kam Karen To Hamen ekadam acchi kamyabi milegi
        • #5 Collapse

          Re: New trader ka lahe demo practice zurary ha k nai.

          Dear friend, forex trading ko learn krny ky liya jo sab sy Best opportunity hy wo hy Demo account agr hum Demo account py practice karty hain tu hum market ko achy sy learn kr sakty hain aur wo Mambar jo forex ky related information nh rakhty i think un ky liya demo sy Best koi aur ho hi nh sakta jab hum demo account py practice karty hain tu jamry analysis strong ho jaty hain hum market ki movement ko samjh sakty hain market bahut hi dangerous hoti hy bahut riski hoti hy market mn entry krny ky liye achy experience aur knowledge ka hona bahut matter krta hy analysis ka strong hona bhi bahut zarori hy agr acha porfit pick krana hy tu demo account py practice Karen
          • #6 Collapse

            Re: New trader ka lahe demo practice zurary ha k nai.

            Dear member aapane bilkul theek kaha hai new trader demo account ke through apni skill se improve kar sakta hai yah ek best option hai kyunki agar vah real account se sirf experience gain karne ke liye trading karta hai tu use kafi nuksan uthana pad sakta hai aur ho sakta hai ki uska interest khatm ho jaaye tu jab hamare pass demo account wala option maujud hai Hi to hamen uska istemal jarur karna chahie aur demo account per har currency pair ko samajhna chahie aur market ki ki movement ko dekhna chahie aur trend ko samajhna chahie isase ham bahut jald apni skills ko improve kar sakte hain aur future main acche trader Ban sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: New trader ka lahe demo practice zurary ha k nai.

              aslamoalekum dosto g han bilkul jo new members hn un ko chy k Pakistan forex forum k demo account pr practic kren ta k un k knowledge ar experience mn izafa ho sky.demo account pr practic ap ki trding skills ko improve krti h .is liy demo pr kam krna b zarori h
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: New trader ka lahe demo practice zurary ha k nai.

                Dear Agar new members demo account practice Karte Hain To yah unke liye bahut jyada faydemand ho sakta hai Kyunki Jo new members hote hain unhen Forex ke bare mein Kuchh Bhi pata nahin Hota Jab unhen koi bhi new information ya Kahin Se naya knowledge Milta Hai unhen chahie vah Apna knowledge Aur experience demo account per apply Karke Dekhen agar aisa Karne Se unhen Achcha result Milta Hai tab vah bonus ya real account per trade Karen aur whan Se Accha profit earn Karen yah unke liye bahut jyada faydemand sabit ho sakta hai

                اب آن لائن

                Working...
                X