Trading kay liye planning say faida hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kay liye planning say faida hota hai
    Forex trading aik proper business hai. New traders ko kabhi bhi jald baazi nahi kerni chaiye kiyu kay yeh aik trusted business hai jiss mai traders easily bohat achi earnings ker saktay hain. Traders ko planning zarur kerni chaiye kiyu kay planning kay baghair kabhi bhi forex ko long term kaamyab business kay tore pay nahi run kia jaa sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kay liye planning say faida hota hai

    Exactly Jab Bhi Ham trading start Karte Hain To trading se pahle planning Ka Hona bahut important Hai Jab tak hamare pass trading ke according Koi plan Nahin Hoga Jise Ham follow Nahin Karenge use Waqt Tak Ham Forex Se Kabhi Bhi profit Nahin Le Sakte Kyunki Bina plan ke jawab market Mein analyse karte ho ya market Mein Jab jump karte ho to aapko blindly loss hota hai jo pahle plan Kijiye aapane kis time kaun se station mein kaun si currency pair Mein position leni hai kaun sa time frame use karna hai aur Kitna profit kya karna hai yah Sara plan half kg sabse perfect profit
    • #3 Collapse

      Re: Trading kay liye planning say faida hota hai

      Ji bilkul bilkul theek hai Trading ke liye aapko achy sy phly planning krni chahye taa k aap apny kaam ko behtr treeky sy injaam dy skain. kar boli Jab aapko bahut fayda Deta Hai Thodi Nahin Jab Bhi kam hai bahut Satyagrah bus basic chijon ka theek knowledge hoga to aap usmein kabhi Aadha Kafi chijen bhi Hogi planning hi aapke kam Ko Jo bheji thi kis are pagale kara sakti hai vo planning strategy kam karne ki hai vah aapki beti Hona chahie jisse aapko kya banega
      • #4 Collapse

        Re: Trading kay liye planning say faida hota hai

        Trading ka Lia planning say faida hota hai aap ki baat bilkul theek hai forex main aap planning ka sath trading kray gay tu aap ko faida ho ga agar aap ki planning achi nahi ho gi tu aap ko nakaami ho gi
        • #5 Collapse

          Re: Trading kay liye planning say faida hota hai

          G han bhai Jan apny thik kha hy k forex trading main plan bna Kar trading karna bahut faida mand hota hy hamary liay ham jab bhi trading start Karin to pahly hamain is ka plan bna laina chaiy or phir us k mutabiq Kam ko saranjam daina chaiy agar koi plan na ho to trading karny ka koi faida Nahin ho GA is liay
          • #6 Collapse

            Re: Trading kay liye planning say faida hota hai

            Ji bilkul bhai trading ke liye Ye hai agar Ham planning Nahin Karenge To Hamen Los hi Uthana Padega yah Baat Kahana ki trading se fayda Hona Ham Jab Ham planning Karte Hain To yah bilkul durust Hai Kyunki Ham jitni acchi planning Karenge Hamen itne acche results Milenge sometime Samay planning karne ke bad bhi loss hota hai to uska matlab hai ki Ham next time vah wali Galti na ho raha hai yah Kahana ki Hamari planning karne se Labh hota hai yah Baat galat hai ho sakta hai Humne vah you planning ki hai vah galat Ki Ho Le Hamen apni galtiyon se sikhana chahie aur FIR dekh Nahin taaja Dam Ho ki nahin Subah Ka aagaaj Karna chahie thanks.
            • #7 Collapse

              Re: Trading kay liye planning say faida hota hai

              Trading karne ke liye members ko pahle planning kar lena bahut hi jaruri hota hai kyunki agar is tarah se member ek acchi planning na karen to vah koi bhi trade acche se mange nahin kar sakte hain aur kafi members ko isi vajah se loss de rahi hoti hain ki vah jab bhi koi trade open karte hain to vah pahle usko sahi se manage nahin karte
              • #8 Collapse

                Re: Trading kay liye planning say faida hota hai

                hamy is mai planing kar ky kam karna chahey kue ky planing sy keya howa kam hamy acha resuly dyta hai hum is main aik din main aik account main 24 ganty he kam kar sakty hain hum is mai jitna kam karty hain yai hamy ise ky hesab sy bonus dyta hain hum is main gar bath kar online kam karty hai hamy meyare posts par thanks be dany chahey kue ky yai in ka haq hota hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Trading kay liye planning say faida hota hai

                  Bilkul dear friend trading ki planning kernay say trading main fida hota hay. trading planning main na sirf trading ki entry aur exit kay baray main hota hay balkay trading kay tamam main point is main cover hota hain. jesay kay kab aur kis point per trading entry leni hay. trading analysis kia kehtay hain. take profit aur stop loss kia ho ga. account ka asal risk kitna hay. ager trade profit main jati hay to us ko save kaisay kerna hay aur age market loss main chali jati hay to kis point tak exit hona hay. yeah sab planning ka hi hisa hota hay.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X