Kia education zrori hoti hy forex k lye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia education zrori hoti hy forex k lye?
    Mera ap sab seniors se yh swal hy k forex k andar qualifications lazmi hoti hy ? Education k bina koi acha trader nh bn skta kia? Agr mere in swalon ka kkoi jwb janta ho tw pleaae mere en swal ka jwb de den ta. K men apny doston ko zyda prhy likhy nh hn unko es forum par invite kr skon.
    Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia education zrori hoti hy forex k lye?

    Forex ke bare mein janne ke liye aapko Forex ke bare mein education Suroor leni chahie Forex mein agar aap kam karna chahte hain to uske liye aapko proper education jaruri hai aapke liye Hamen chahie ki Ham koi apna instructor use Karen aur bahut se form Jaise Jahan per Hamen uski training mil sakti hai To Hamen chahie ki ham iski training lene ke tarike se aur uske bad Jab Ham Forex ki Tamam chijon ke bare mein pata chal Jaaye to Uske bad hi Ham Forex Mein inter Ho
    • #3 Collapse

      Re: Kia education zrori hoti hy forex k lye?

      Dear brother Forex trading me aapko sirf aur sirf experience ki jarurat hoti hai aapki education Chahe jitni bhi ho aapka Agar market ke bare mein experience hoga to aap ismein aasani ke sath kamyabi Hasil kar sakte hain experience bahut jyada Jaruri hota hai Forex trading mein Baap Agar learning karte hain aur knowledge Hasil karte hain to aapko ismein fayda Hota Hai aapko Jyada Se Jyada time manage Karke a form ko Dena Hota Hai Jahan se aap learning kar sakte hain aur aapko trading Ko Bhi Jyada time Dena hota hai aur trading ke bare mein aapko study Karni Hoti Hai Tabhi aapko kamyabi milati hai.
      • #4 Collapse

        Re: Kia education zrori hoti hy forex k lye?

        Ji Sar education bahut jaruri hai Forex trading Mein kam karne ke liye Kyunki without education you cannot get success in this trading business business Nahin Hai Jisme aap just inter Karenge aur earning start ho jayegi is form Mein success Hasil karne ke liye aapko bahut jyada mehnat ki jarurat Hoti Hai iske liye aapke pass acchi education Hona bahut jaruri hai
        • #5 Collapse

          Re: Kia education zrori hoti hy forex k lye?

          aslamoalekum dear forex mn kam krny k liy ziada educated hona zarori ni h.bs a pphrna likhna janty hon achi trha to ap Pakistan forex forum pr kam kr skty hn.
          • #6 Collapse

            Re: Kia education zrori hoti hy forex k lye?

            Forex mein kam karne ke liye education jyada important nahin hai aur koi bhi aisa member ke jisko post read karna sahi se aati hain aur vah easily post ko type bhi kar sakta hai to vah form per acche se kam kar sakta hai aur koi bhi member isi tarah se hi sham ko continue kar sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Kia education zrori hoti hy forex k lye?

              G han education bohathe zarori hay forex main aap ko ilm hoga to he aap kamyab trading kar sakay gain
              Thank you for your attention
              • #8 Collapse

                Re: Kia education zrori hoti hy forex k lye?

                Education ksi bhi kaam ko shuru krny sy phly us ky bary apko achy sy uski maloomat ho yah zruri hain aapko us kaam krny kay rules and regulations ka boht achy sy maloom ho h to aPko kaam krny main boht asaani rehti hai. Aap ksi bhi kaam ko us wqt tak theeek tareeky sy nh kr paty jab tk aapko us ky bary main tmam maloomat nh mil jati. Aapny knowledge ko aap apni earning ky sathh hi smjhain jitna aapko apny kaam kay bary main education achi hogi utna acha aap earn kroo gy.
                • #9 Collapse

                  Re: Kia education zrori hoti hy forex k lye?

                  G han bhai Jan apny thik kha hy k Kia education zaroori hoti hy forex k liay to g zaroori hoti hy qk education k bhagair ap thread or posts ka Kam bhi Nahin Kar sakon gy is liay is Kam main ap Kam is Kam it a educated Laxmi Hon k ap posts ka Kam Kar sakin phir apko samjh lag jai gi is Kam ki
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia education zrori hoti hy forex k lye?

                    Forex business ko Karne kay leye koi khas qualifications ki zaroorat nahin hoti kiok forex aik practice ka business hai hum is mein practice kar kay learning kar kay forex ko kar saktay han lakin is mein itni education hona zaroori hai js se forex ko samjh sakhen kiok education kay baghair tu forex ko kar hi nahin saktay education kay baghair forex ko samjh nahin saktay education honi zaroori hai lakin khas qualifications ki zaroorat nahin
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia education zrori hoti hy forex k lye?

                      ji han bilkul Fox ke liye education bahut jaruri hoti hai agar aap ek educated person Hai bhi nahin to aap kaise Forex ko samjhenge Forex main bahut mehnat karni padati hai aap log jab educated honge tabhi aap mehnat kar sakenge yah Koi bacchon ka khel nahin Hai ki aap aap koi bhi ismein kamyab ho sakta haimain aap logon se request karunga ki agar aap log uneducated hai to please aap for isko join na Karen kyunki ek uneducated Banda Forex mein kaise kam karega fast Karen ki vah kam karta bhi hai to uska kaam kaisa hoga usko bonus milega apni posting mein mistake karega aur apna waqt barbad karega
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia education zrori hoti hy forex k lye?

                        Forex forum ko join karny kay liay kessi khaas education ki zaroorat nahi hoti haan albatta members ka para likha hona zaroori hay taaky members forex business ko samajh saky oar market ka analysis kar saky ik achhi education aap ko achha demagh oar socj deti hay ess liay forex forum main kaam kay liay educated hona zaroori hay

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X